Need much concentration while setting stop loss and take profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Need much concentration while setting stop loss and take profit
    Dear ham janty hai k forex main risk bohat zyda hai or ham na is risk ko kam karna hota hai . or ham yah bat b janty hai k forex main bohat he important techinqe hai stop loss and take profit . q k ai admi k lai yah her bar mumkan nahe k wo forex k samny baitha rahy to is lia us ko stop loss and take profit ki option ko use karna parta hai jiss se faida iak to yah hota hai k ap boaht zyda loss se bach jaty hai or agr market ap ka aganst chli jay to or take profit ka faida yah hota hai k agr ap k expectation waly move k bad reverse aty hai to us se ap ka take profit hit ho jata hai or market k wapis any se ap ko koi b preshani nahe hoty hai. per asla bat yah hai k ap ko yah dono techbnique bary concentration se use karna hoty hai., taky ap ko loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

    Aaj Mere Bhai aapane theek hai agar Hamen Jyada Se Jyada profit Hasil Karna Hai To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Agar Ham mehnat Karte Hain To Hamen mehnat ka fayda Jarur Asar hota hai isliye Hamen chahie kya main sirf aur sirf hardworking karna chahie Achcha kam karna chahie beta kam karna chahie jo ki Hamare Main Har Ke mutabik aur Achcha Hona chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

      Yes dear aapane bilkul theek raha hai take profit aur stop loss ki limit ko set karne ke liye aapko Hamesha completely concentrate karna hota hai agar aap is per completely concentrate Nahin Karte to aap yah limit properly set nahin kar sakte ho ismein aapko maximum advantages of se nahin ho sakte isliye aapko Koshish Karna aur ki ki market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha market per completely concentrate Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

        Assalamu Alaikum!
        Dear Forex member. Umeed karta hun aap sab bilkul khairiyat se Honge. ji han Hamen stop loss ki setting bari ehtiyat ky sath krni chahye. Q ky agr hum stop loss ki setting achy tarah se nai kry gy tw hamy bahut zaida tak loss jany ka katrah rahy ga aur ise tarah hamy take profit ki setting bi krni chahye taky hamy maximum profit hasil ho saky.
        • #5 Collapse

          Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

          Dear jab aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain to aapko yah Pata Hona chahie ki aap ke account per Kitni e target Hona chahie Kyunki is market mein aap target Jab set kar rahe hote hain to aapko apni trading strategy ko Apne man mein Rakhna chahie Jab aap Kisi bhi time frame Ke hisab se trade Lagate Hain To aapko Uske hisab Se Apna target set karna hota hai agar aap is market Mein Chhota timeframe use karte hain to aap ho ya Pata Hoga Ki Iske hisab se aapka target thoda Hoga aise hi agar aap Kisi Bade time frame per kam karte hain to ismein aapko Jyada der Intezar karna padta hai target hone ka iske sath aapka target bhi Kafi Jyada hota hai agar aap is market Mein long term trading karna chahte hain to aap Bada timeframe use Karen isase aapko ya fayda hota hai ki market Mein Jo Bhi trade open kar dete Hain is trade ko Bar Bar dekhna Nahin Padta aur aap is market Mein Kafi Jyada fayda Hasil kar lete hain is bar market Mein Kamyab hone ke liye aapko hard work karna Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

            Forex ke business mein bahut jyada techniques Pai jaati hai aur sabse helpful Jo technique hai vah stop loss aur take profit is technique se aapka account secure ho jata hai aur aapko agar loss hota hai to is tool ko apni trade ke upar implement karne se aapka loss bahut hi kam ho jata haiprofessional trader hamesha apni har EK trade ke upar stop loss aur take profit jarur laga dete Hain kyunki vah Kabhi bhi jyada Nahin lete balke ek centre mein trading karte hain jahan per unki trade profit mein jyada jaaye aur loss mein kam kyunki Forex ek risky business bhi hai jismein profit or loss equally paye jaate Hain aur professional trader hamesha loss ke ratio ko kam Rakh karke hi trading karte Hain Forex ke business mein hamen bahut acchi facilities Di gai hai hum unse saleti se bharpur fayda utha sakte hain aur bahut se important tools bhi karva gaye hain jinki vajah se market ko aur acche tarike se ham samajh sakte hain bus hamen apno focus barkat ke upar dena Hoga aur Sahi direction mein aur Sahi entry point per trade lagani hogi
            • #7 Collapse

              Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

              dear friend aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Hamen Forex trading Mein lalach Nahin Karni chahie Kyon Ki lalach karne se Hamen loss hota hai Hamen Forex trader Mein Sabar ke sath kam karna chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie Agaram Forex mein jyada Se Jyada mehnat per focus Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Hamen Forex Mein Manata Lagane ke sath kam karna chahie aur Achcha kam karne ki koshish Karni chahie Kyunki Agaram Forex Mein Achcha kam Karte Hain To acchi kamyabi Jarur Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Hamen Forex trading Mein acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

                Forex ki market ke andar kam karte waqt aap logon ko proper planning aur understanding ke sath kam karna hota hai jab aap logon ne ek trade open karni hoti hai use time per aap logon ke liye money management ko follow karna kafi jyada important hota hai aur jab aap log market ko properly understand kar lete hain to aap logon ko idea ho jata hai ki kaun se time ke upar aap logon ne kis tarah Ki performance karni hai
                • #9 Collapse

                  Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

                  Assalamu Alaikum dear Forex member yes if you achieve success in forex business you need much construction and focus on your work if you cannot concentrate on your work you can not success in forex business if you successful in forex business you need good experience or knowledge related to Forex business achieve if you hard work and focus on your work and most time are invest forex business
                  • #10 Collapse

                    Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

                    Ap ko chaheay k ap apni trade me stop loss aor take profit lgaen q k stoploss aor take profit lgany sy ap ki trade secure ho jati hy aor ap ko ziada nuksan ni hota. Es k alawa ap ko chaheay k ap mehnat krain aor koshosh krain k dil lga k kam krain q k acha kam hmaisha bhut acha profit deta hy aor ap ko bhut achi kamyabi deta hy. Agar aj ap dil lga k aor mehnat sy kam krny ki rutine bna lain gy to next ap ko kabhi bhi koi preshani ni ho gi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Need much concentration while setting stop loss and take profit

                      Dear jab aap market Mein trade Lagate Hain To aap ko Apne analysis ke hisab se trade ka stop loss aur take profit use karna hota hai agar aap is market Mein acche analysis karte hain aur apne experience ko use karte hue kam Karte Hain To aap kis market Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai is market Mein Achcha takat Hasil karne ke liye aapko mehnat Karni hoti hai agar aap is market Mein Soch Samay kar kam karte hain to aapko is market Mein Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market main aapko mehnat karne ke liye planning Karni Hoti Hai tab Wapas market Mein Kamyab Hote Hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X