Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    profit ky lye Bollinger Bands aur Relative Strength Index (RSI) bhot usefull hai . ye zada istamal hony waly indicator hai . ye price ky moviing ky bad moving krty hain lekin trader in pr bhi analysis kar ky in se apini trade me successs ho jaty hain.
    "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      hamain indicator wo hi use karny hon gay jis ki achi information ho gi aur is say hum market main trade karny k kabil ho sakty hain hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main mushkil na ho
      • #648 Collapse

        hamain wo hi indicator use karny hon gya jin say hum achi trade kar k kamyab ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main asani ho skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi
        • #649 Collapse

          Mt4 mai bohat say indicators available hotay hai jinhay trading k liye use kiya ja skta hai lakin kbi b kisi b indicator pay 100% believe nhi krna chahiye Q k trading mai kuch b 100% nhi hota maximum 80% tk profit ratio mil skti hai.Isi liye sirf indicators hi nhi blkay apni khud ki trading strategies or technical analyses ko b trading k liye use krna chahiye.
          • #650 Collapse

            koi indicator bhi ap ku hundered percent guide nae kerta ic man ap ku wu just marekt ki aik condiyion bta daita ha baki risk ap nay khud laina hota ha chart ku full study kiya keryn oc k baad trade keryn
            • #651 Collapse

              Yar daikho forex trading main market indications kay hisab say to big move lay he ra hota hay laikin market ka trend badltay dair nai lagti zara c news market fluctuations per usar andaz hoti hay aap ko kafi sari research kay bad he kuch gain ho ga other wise indicator may or may not
              • #652 Collapse

                profit k liey best indicator sab hoty hein or ap ko bas in ka use ana chaiey ager ap ko kisi aik hi indicator ko use kerna ata hai tu ap is ko achy treeky se use ker skaty hein or earn ker skaty hein
                • #653 Collapse

                  mery khyal main sab say ziada trading main jo use hota hay wo indicator moving average hay agar hum esko use karty huway trading karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hy
                  • #654 Collapse

                    brother maire khayal say tu aisa kio b indicator nai hai jis se ap as a new trader kam se kam wqt mai acha profit gain kar sakty hon . Forex trading mai log aik sath b bohot sary indicator use kar kay b sahi trade nai kar sakty hain . iss market ko learning kay liye bohot time chiye hota hai us kay baad he ap profit b earn kar sakin gaay .
                    • #655 Collapse

                      dear mai ne abi tak koi indicator use nhn kiay es liye mai ap ko guide nhn kar skta k kon sa indicatoir sahi hy kon sa nhn es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko acha faida ho aur ap ach akam karo...
                      • #656 Collapse

                        forex. trading min kamyab hony k liy sab sy axha indecator knowledge ka ha q. k jab ap kpas knowledge ho ga ap is min kam kr sken gy r is min zrroor kamayab hon gy ap ko market ko anaylse krna chaiy news sy update apko mil skti ha is min ap axhi tra sy kam kr skty han
                        • #657 Collapse

                          profit ko hasil krny mian hum ko kon say indicators say madad milti hai is k liay zada tar is tara say market main kaam ko krna hai k is say market ki move kis tara say hoi hai is ka idea milta hai or next is say hum nay idea krna hai move ka
                          • #658 Collapse

                            profit kahan say milta hai is market main kaam ko krny main kin indicators say madad mil saqti hai or hum in ko use krny say market main teek say trading ko kr saqty hain or khud k liay is market say profit ko earn krna mumkin hota hai
                            • #659 Collapse

                              agar hum indicators ko use karna chahty hay to kar sakty hay bs humay chahiey keh indicators ki theak say setting karen seting kar kay he hum market main acha result lay sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Jab ap rules ke sath aur emotion less trading karte hain to har indicator he profitable ban jata hai means ke profit able attitude hamare andar hota hai na ke kise indicator ya system main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X