Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    forex biznees min jahn tak mera lyal hy to him ko sab se best indicators hy humre lie us biznees min sab se best profit hasil karne jw lie him ko ye sab istimal karne cahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Dear indicatores buhat sary hain lakin robot be use kia jata he jo ap ko kabi be loss nahi dey sakta or indicatores buhat sary hain forex main or her koi indicator deny waly trader yeh he kahy ga this is a best intecatores so please indicatores jo be use karin pehly demo account py use karin pher us ko real account py utlized karin.
      • #588 Collapse

        Mere dost forex trading mein use hone wale indicators mein hotpips indicator aik aisa indicator hae k jis ko gold k one hourly time frame per accuracy kafi achi hae yani taqreeban eighty percent hae.
        • #589 Collapse

          mojay nahin lagta hain ager ap ki yeah soch hain kay ap kay pas zada say zada investmeant ho gi tabhi ap zada profits attain ker saktay hain sab kuch matter kerta hain ap ki trading pay ager wo achi hain tu 100$ bhi enough to start profits making
          • #590 Collapse

            Apka sawaal bohat hi acha hai bhai mere khayal main forex main doston ko reffer karne ka bonus milata to hai par maine abhi tak kisi dost ko reffer kiya nahin hai par mere kuch dost hain jo yeh kam karna chahte hain
            • #591 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho skata hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin i smain agr success hasil kanri hay to hay to humin is main indicators say help lay kar kam karna ho ga ta kay loss nai hoa
              • #592 Collapse

                dear ye aik good buiness hai aur indicator bahut sy hain lekin khud analysis kr kia kein phir aap success ho jai gay ye aik ach buiness hai is ko bahut sy loog m krrahy hain ye aik acha buiness hai
                 
                • #593 Collapse

                  Indicators to just predictions hoti hain aur aap ney khud bhi judge krna hota hy. Pehlay aap market ko judge krain aur agar aap ko market favour main lagay to lots laga dain. Is key sath sath stop loss aur take profit waley options bhi use krain. Aik target bana kar kam karain aur usi key mutabiq profit hasil karain.
                  • #594 Collapse

                    jee forex fellow maray khyal main tu forex trading main sub say beter yeh ha k aap ka saminay graph waghera tu mujood hotay han un ko mukhtalif time frame per tajzia ker k aapnay signals bnai aur un ki buniyad per aapny trade kerain .......
                    • #595 Collapse

                      I think you can give up the indicator only in a prototype state trader, when he has something -That realized and understood the main principles of price movement in the currency market. And in an earlier state of the trader on the contrary explains how to construct a basic group of indicators, and it is necessary to know.
                       
                      • #596 Collapse

                        profit ke liya konsa indicator use kerna chahye or iska faida kiya hoga is ko use kaise kerty hy is ke bare mai mja nai pata please ager kicim ko pata hy tu mja be share ker do ta ke mai use ker sakon
                        • #597 Collapse

                          I would not say that the demo account will be easier to learn, but in any case it would be correct. After all bonus money earnings also need to spend time and effort, but stupidly they merge completely optional. Drain the need to demo money, but when it comes to real trading, it would be nice to have to make on this.
                           
                          • #598 Collapse

                            Dear dost baki log to bhot se indicator use krty hain aur aaj kal to net pr bhot se indicator eejad ho chuky hain kuch to paid hain aur kuch free. But mera aap ko mshwra hai ky RSI best indicator hai agr aap is ko learn kr ky use kryn to aap is se profit kama skty hain.
                             
                            • #599 Collapse

                              Forex trading main aap different indicators use kr saktey hain. KUch indicators use krtey hain, kuch charts use krtey hain aur kuch time frame use krtey hain. Main to khud time frame use krta hoon aur is kye mutabiq lots lagata hy aur yeh judge krta hoon keh market ney up hona ya down hona hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                is wakat market me bhot saray indicators mojod hain jo k work kar rahay hain or jin ki madad say kam kiya ja raha hai un ki samjh rakhtay howe hume jiss bat ka jiss cheez baray pata rakhna parta hai us me hamesha he apnay liye kuch na kuch kar lena zyada sikha deta hota hai apnay kam ko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X