Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

    Assalamualaikum dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye or es me kamyabi hasil krni kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chiye or experience hasil krna chiye q k experience or mhnt dono bht zrori hn forex me kamyabi hasil krne kalye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

      Forex trading mein donon chij hai bahut jyada jaruri hoti hai mehnat karenge to hi Ham acchi tarah se soch samajh Kar trading laga sakte hain aur hamare pass experience hoga to hi hamesha main apna experience share karke kam kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

        Dear friend forex market me bohat important kam ha ye do mehnat aur baad me experience bhi bohat ziyada matter karte ha eperience insaan ke apne hote ha kam me againest trade lga dety ho to phr ap ko or zeyada loss start ho jata hy or ap ko forex trading sy account wash ho jata hy demo account pr agar practice na ki jaye toh loss ho skta hy. similarly agar hum market trends ko analyse kiyay begair trade krain gy toh loss hoga
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

          trading men hamen mahnat karny hoty hy agr hum mahnat kay sath kam nahin karn gy tu hum kmaayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chhaye kun kay agar hum mahnat nahin karen gy tu hm achy kamyby hasill nahin kar sakty hain tu hamen achy soch ur lagan kay sath forex men kam karna chahey kun kay forex men mahnat kay bagheer hum kamayby hasil nahin kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

            forest you per aapka hard work Hona aap ka practis karna aur practice har waqt do milta hai aapko sakta sultan dete Hain agar aap risk management ko faltu Nahin karenge agar aap money management ko mein Nahin karenge agar aap aap to ji ko Main Nahin karenge to bahut jyada losses ki tension badh jaate Hain swachh very important ke Dali plus tractors donon ko under graduation rakhen achcha Karen aur unko select Karen
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

              Ji han market men mahnat kay sath kam karna hota hy ur agar hum forex men mahant kay sath kam nahin karty hain tu hum kmaayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen achy mahnat kay sath forex men kam karna chahey kun kaya gar hum fore men mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hum achy earning hai nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath trading nahin karny chahey balkeh hamen achy soch kay sath trading karny hoty hy ur agr hum achy soch kay sath trading nahin karen gy tu hum nakam ho jaty hain
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                Dear apne bhut acha question keha hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka hona bhut zadya zoure hota hay forex trading ma hamen learning per focus karna chahie aur hamen zaida sy zaida mehmet ka sath work karna chlye experience aur knowledge ka sath trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay phir ham life ma kamyab hu sakty hay
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                  Trading mein mehnat bahut jyada Jaruri hoti hai Hamen Hamesha Apne kam ko experience ke sath karna chahie Agar Hamesha business Mein mehnat Karenge aur apne kam ko acche experience ke sath Karenge To Ham Apne Karm ko acche tarike se kar sakte hain Hamen is business Mein Hamesha positive mind ke sath kam karna chahie Hamen Apne Gaon ko Hamesha Baithe banana chahie Ham jitne Jyada is business Mein mehnat Karenge ham utani hi acchi is business Mein kamyabi Haasil Karenge achha profitHasil Karenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                    Agar aap forex market Mein Dekhen to trading may experience aur mehnat Tona Tona last mein hai agar aap trading Mein donon chijon ke sath kam Karenge to aap kabhi bhi na Kam Nahin Honge Forex main bhi Hamesha Vahi Kamyab Hote Hain Jo Forex ke rules ko follow karte hain reference ke rules to follow Karenge aur trading match banane ke sath kam Karenge Star Plus aur Tech profuse Karenge ab aur uske sath market Karnal ise Karenge to aap kabhi bhi na Kam Nahin Honge
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                      Forex mein hamen mehnat bhi important hoti hai aur iske alava hamara experience bhi zaroori hota hai agar Ham mehnat nahin karenge to Ham kabhi kamyab nahin ho sakta hamare pass experience nahin hoga tu bhi Ham kamyab nahin hota agar hath mein mehnat karenge aur apne experian score increase karenge to ham log jarur ka kya aap ho jaenge kyunki kamyabi hasil karne ke liye mehnat Chita sath experience ki bahut jyada jarurat hoti hai agar hamare pass achcha experience hota hai aur ham acchi tarike se kam karte Hain to Ham log jarur kamyab Ho jaenge
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                        bahut he ajeeb sa sawal hha ap ka ka trading main mehnat zeyada zarori ha ya pher ap ka expriince mery khayal main to ap ka exrince zeyada importance rakhta ha kun ka yahan par technique ko use kiya jata ha or smart work karna parta ha to is main itna mehnat nhe ha lakin exprince hasil karny ka lye ap ko mehnat karna parti ha kun ka kuch bhe ap ko asy he nhe milta ha us ka jattan karna parti ha
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                          Trading ma mehnat or experience dono hi bht zrori hai jtni zyada mehnat krenge utna hi zyada experience hasil hoga or jtna zyada demo account pa kam krenge utna hi humen faida hoga islye zyada sa zyada demo account pa kam kren or mehnat kren learning kren forex ki jo learning krke kam krte hn wo hmesha profit bna letey hn or loss sa bhi bach jate hn islye zyada sa zyada mehnat kren or learning kren forex ki mehnat bht hi zyada zrori hai forex ma.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                            Ji blkl forex pr trading k lye aapko mehnat krnii paregii tabhii aap is forum pe kaamyaab ho sakegey. Bagher mehnat k aap kbhi kaamyab nhii hogey,, is lye humein chahye k hum is forum pe boht mehnat karein aur bonus hasil kr k trade kr sakein.
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                              Salam trading main donu things hi lazim hoti hain mehnat bhi lazmi hoti hay aur ap ka jitna ziada experience hoga utna hi ap good likh paen gay ziada sa ziada seniors ko follow karain aur un sa seekhain k trade k liay kia karma lazmi hoga unko trade k waqt daikhain aur un sa jitna ziada hosakay experience Hasil karain aur ziada profit k liay mehnat karain trade aur business main donu cheezon ka lazim hona zarori hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading mein mehnat zayada zaroori hoti hai ya apka apna experience

                                dear Forex mein mehnat bhi zaroori hai aur market ko samajhna aur Sahi time per Sahi price per trade entry Lena bhi utna hi jaruri hai kyunki jab aap Sahi entry point per trade open karte ho to vah trade aapki jyadatar profit mein hi jaati hai agar aap market ko bagair analysis kiye koi trade blindly open karte ho to vah trade hamesha aapke against hi movement dikhti hai to sahi entry point ko define karna bhi utna hi jaruri hai aur apne knowledge or experience aur apne trading skills ko bhi improve karna bahut hi jyada jaruri hai jab aap acchi Tarah Apne trading skills improve karenge aur market ki direction ke mutabik aur proper analysis karne ke bad hi koi decision lenge tab jakar ke aapki har EK trade profit mein hi jayegi kyunki Forex bahut hi risky business hai jismein risk Apne capital ke mutabik hi Lena chahie tab jakar ke aapka account be secure rahega aur aap acche tarike se apni trade ko bhi manage kar payenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X