Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.
    Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear mein yah Kahana Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading me Apne analyses ko perform kah Rahe Hote Hain To Hamen ismein different indicators ko bhi use karna chahie Kyunki Agar Ham ismein indicators ka istemal apni trading analysis Mein karte hain to uska Hamen Jyada fayda hota hai aur Market Mein Ham advantage Le sakte hain Agar Ham ismein different indicators used Karen To isase Hamen market ki movement ka idea aasani se ho jata hai isliye Hamen apni strategy mein kisi indicator ko bhi Jarur follow karna chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

    Hamen market ko achy taraah say analysis karna hot ahy ur agr hum market ko achy tarah say analysis nahin karty hain tu hum achy kamayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath market men trading nahin karny chahey agar hm jaldi kay sath trading karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen saber aky sath trading karny chahey takeh hum acah prodfit hasil kar saken kun kay forex men mahnat nah karny waly kamyab nahin ho sakty hain tu hamen market ko dekh kar as men trading karny chahey tabhy tu hum as men acah profit hasil kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

      Ji ha doston Hamen analysing karte waqt indicators ko bhi use karna chahie Kyunki indicators ki help Se Hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Jab aap market ko analyse Karen use Waqt indicator ko Jarur use Karen Taki aapki help ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

        ji Bhai bilkul aisa hi hai kyunki aakar aap market mein indicators ko follow karne ke bad kam karenge to usmein aap easily kam kar sakte hain kyunki market indicators aapko market ki bahut acchi information provide karte hain aur agar aap market indicators ko follow karenge to vah easily aapko market mein bahut achcha profit denge isiliye koshish karen ki apni trading per market indicators ko swaroop apply Karen Taki aap safely trade kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

          Assalamu alaikum friends mein ummid karta hun ke tamam dost kariya se honge jiya dost aapane bahut hi achcha thread kiya hai aur jaisa kya aapane kaha hai ki analysis karte waqt hamen indicator ka istemal bhi karna chahie jiya dost analysis karte waqt indicator ka istemal lazmi hai aur agaram indicator ka istemal Nahin karte to ham sahi tarah se analysis bhi nahin kar sakte aur agar ham analysis karna chahte hain to hamen indicator last mein istemal karna chahie aur iske sath sath ham analysis is waqt karne ke kabil honge jab hamare pass achcha knowledge Hoga isliye hamen chahie ki ham achcha se achcha aur jyada se jyada knowledge aasan karne ki koshish karen hamare pass perfect knowledge hoga to tab ham kamyabi hasil karenge aur is Tarah ham jyada demo kaun pawar Karen demo counter mein experience dega aur experience Sahi ham analysis karne ke kabil honge aur market ki movement check karne ke kabil honge
          • #6 Collapse

            Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear mein yah Kahana Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading me Apne analyses ko perform kah Rahe Hote Hain To Hamen ismein different indicators ko bhi use karna chahie Kyunki Agar Ham ismein indicators ka istemal apni trading analysis Mein karte hain to uska Hamen Jyada fayda hota hai aur Market Mein Ham advantage Le sakte hain Agar Ham ismein different indicators used Karen To isase Hamen market ki movement ka idea aasani se ho jata hai isliye Hamen apni strategy mein kisi indicator ko bhi Jarur follow karna chahie.
            G han dear aap bilkul sahi kah rahe hain aur aap ki bat se ittefaq karta hun hamen apni trading mein indicator Ka istemal Karna chahie kyunki indicate hamen market ki movement ka bata dete Hain jiski vajah se ham profitable trading kar paate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

              walekum assalam ji dear aapki baat bilkul sahi hai Ham jab trading mein apne analysis ko perform kar rahe hote Hain to ismein hamen apne indicators ko mast read karna chahie aur uske mutabik hamen ismein kam karna chahie kyon ke Ham jab apne analysis aur apni trading strategy mein indicator ka istemal karenge to uska hamen se fayda hoga ki Ham is market mein acchi tarike se analysis ko perform kar sakte hain aur ham usse fayda send kar sakte hain isliye apne anil chij mein indicator ka istemal karna jaruri hai.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

                Yes dear member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Jab aap Kisi market inter hote hain to ismein aapko acchi Tarah study Karni hoti hai agar aap market Mein acchi Tarah understand kar lete hain to ismein aap different important indicators ko use Karke apni e advantages Hasil kar sakte hain isliye aapko chahie kya aap apne different important indicator ko use Karen aur ismein Jyada Se Jyada advantages Hasil Karen Kyunki Forex forum ik esa business hai jo ke experience par depend Karta Hai Agar aapke pass experience hai to aap ismein kamyabi Hasil Karenge aur Agar aapke pass experience Nahin Hai To aapko chahie ke pahle aap apna experience game Karen tab yah office mein kamyabi Hasil Karenge Kyunki experience aapke pass hota hai to aap ismein profitable ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

                  hamen forex men indicators ko use kar aky as men kam karna chahye kun kay agar hum indicators ka istamal nahin karen gy tu hum achy kamayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath trading nahin karny chahey balkeh hamen market ko achy tarah say analysis kay bad as men trading kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath trading nahin karny chahye klun kay jaldi ka kam shetan ka hota hy tu hamen saber aky sath trading karny chhaye tabhy tu hum as men kamayby hasil kar sakty hain tu hamen achy socjh kay sath trading karny hoty hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis karty wakt indicators ka b istemal karin.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sajidrana پيغام ديکھيے
                    Ji ha doston Hamen analysing karte waqt indicators ko bhi use karna chahie Kyunki indicators ki help Se Hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Jab aap market ko analyse Karen use Waqt indicator ko Jarur use Karen Taki aapki help ho sake
                    Dear ap ki post sy nahi lagta hai kay ap ko trading kay analysis ka kuch pata hai tu main ap ko bata do kay jab tak ap apny technical analysis mai indicator ka use nahi karain gy tu ap technical analysis nahi kar sakty hain. Technical analysis kay leye ap jab meta trader pay chart pay indicator ko draw karty hain tu us kay bad he ap phir apny trend ko verify karty hain or sath main ap pattern ki madad sy sahi trend hasil karty hain ap ko support or resistance be usi sy milti hai jis sy ap ko entry or exit point ka pata chalta hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X