Indicator kya karty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator kya karty hain.
    Asalamu Alaikum.
    Indicator kya karty hain jo sub members trading karny k liay indicator ki help layty hain. Or kon say indicator ko trading k liay use karna chaia jis sy trading profitable kar sky ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator kya karty hain.

    Assalamu Alaikum dear member Forex trading market mein aap Agar beginning level per hai to aapko market Mein inter hone se pahle aapko market ka idea karna hota hai aur Market ki movement ko properly calculate karne ke liye Apne analysis complete karna hote hain Aisi condition main aapko Hamesha market Mein successful hone ke liye different important factors ko study karna hota hai aur aapko market Mein kamyabi Hasil karne ke liye indicator se help Nahin Hoti Hai Ji aapko market ki moment ko calculate karne mein helpful Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator kya karty hain.

      Walaikum salam dear member Forex trading mein aap Agar beginning level per hai to aapko market Mein inter hone se pahle aapko market ka idea karna hota hai aur Market ki movement ko properly calculate karny ke liye Apne analysis complete karne Hote Hain Aise Aisi condition mein aapko Hamesha market Mein successful hone ke liye different important factors ko study karna hota hai aur aapko market Mein kamyabi Hasil karne ke liye indicator se help hoti hai isliye aapko chahie ke forex market Mein acchi Tarah experience n Karen Jab aapke pass experience hoga to aap ismein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator kya karty hain.

        assalamu alaikum dear member Forex trading me agar aap indicators for focus karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain aapko koshish karna hogi ki market mein different important indicator score completely focus Karen aur apne liye inko profitable banaye kyunki agar aap indicators ko istemal karte Hain to usmein aap apne advantages ko increase kar sakte hain aur bahut jyada profit hasil karne ke liye indicator se help hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Indicator kya karty hain.

          Forex Mein indicator Hamari bahut help karte hain Agar Ham indicator ka sahi se use karna Jante Hain To Hamen indicater trading mein bahut fayda hota hai Hamen indicator may experience Hasil karne ki koshish Karni chahie Agar demo account per practice Zyada ki Jaati Hai To indicator ko Zyada use kar sakte hain indicator ko use karne ki strategy ke bare mein aap Logon Ko Pata Hona chahie Kyunki yah sabse Zyada important hai aur is se ham Zyada fayda Le sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Indicator kya karty hain.

            Walekum assalam dear Forex Mein Ham dekhte hain ki Jab Ham ismein kam karte hain to usmein hamare pass kam karne ke liye different indicators ko White KE Jaate Hain Jo ke Hamen market ki movement ke bare mein analyses Dete Hain aur ismein ham Idea Laga sakte hain dear indicators ka istemal Agar Ham acche tarike Se Karte Hain to uska Hamen fayda hota hai ki market Mein Hamen analysis karne mein aasani hoti hai aur ham aasani se analysis Karke ismein trading kar sakte hain Agar Ham ismein Jyada Main Karen aur knowledge Hasil Karke kam Karen To Hamen ismein kamyabi milati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Indicator kya karty hain.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
              Asalamu Alaikum.
              Indicator kya karty hain jo sub members trading karny k liay indicator ki help layty hain. Or kon say indicator ko trading k liay use karna chaia jis sy trading profitable kar sky ???
              agar aapko indicator use karne ka pata hai to indicator hamen perfect market ki movement Ka pata dete Hain aur hamen always hi market mein trading karne ke liye indicator Ka istemal Karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Indicator kya karty hain.

                Forex market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen acche indicators ko select karna chahie indicators Hamen market ki advance movement ke bare mein information Dete Hain isliye Hamen chahie ki Ham indicator ki advance movement se fayda Hasil Karen aur accha munafa Hasil Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator kya karty hain.

                  Dear indicators of ko market ki bahut acchi information provide karte hain aur agar aap indicators ko follow karte Hain to is kajari aap easily market mein achcha profit Kama sakte hain isiliye main aapko yahi advice tumka ke agar aap market mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko market mein indicators ko sarur follow karna chahie agar aap market indicators ko follow nahin karenge to aap kabhi bhi ek perfect trader nahin Ban sakte perfect trader wahi hota hai jo market indicators ko follow karne ke bad market mein kam karta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator kya karty hain.

                    yah aik trah ke spoorat hote hay jio ap ko market ka pata date hay kah market ke movement kahan tak jay ge ap ko yah aik trah ke spoot data hay kah market ka yahan tak ana hay agr is line ko cross karte hay to ap ko keya karna hay yah ap ko is kay baray main batata hay kah ap ke next kam keya hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X