Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey
    Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men sub se mushkil kam apnay loss ko recover karna hota hey kiun k loss ko recover kartay kartay mazeed loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay koshish karen k small lot k sath trading karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss jitna bhi ho recover ho jata hey aur forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

    Forex member ummid hai aap sab khairiyat se hogi jaisa ki AAP sab jante Hain Forex platform mein ham sab trading karte hain aur market bahut risky Hoti Hai jismein ham loss profit donon Ka shikar ho jaate Hain agar ham loss kar jaate Hain aur loss ko close kar dete Hain FIR hamen loss ko theek karna lal me hota Hai recover karna lazmi hota hai agar ham log ko recover nahin kar sakte to hamara account agar was ho Gaya Hai to ham shoes se trading kar sakte hain ya nahin khelo usko recover nahin karna padta agar ham trade ko close kar dete Hain loss main to fir hamen use close karna padta hai yani care cover karna padta hai agar recover Nahin karte to ham earning hasil ni sqty
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
      Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men sub se mushkil kam apnay loss ko recover karna hota hey kiun k loss ko recover kartay kartay mazeed loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay koshish karen k small lot k sath trading karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss jitna bhi ho recover ho jata hey aur forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey
      Dear friends for extending me ecourt wash karne se behtar hai ki ham apna loss recovery Karen kyunki loss recover karne mein kuchh Nahin Lagta hai aur bonus amount karne mein kafi acha lagta hai to mat mum dusron ko kahana Chahta Hun Ki jinka account was na ho ya nahin loss mein ho tum ne apna loss recover karna chahie kyunki loss recover karne ko Chand din ya Chand hafte lag sakte hain aur bolane se mote karne mein kaimat lag sakte hain to isase bataya hai kya main apna loss recover karna chahie loves recover karna koi mushkil baat Nahin agar hamen loss ho jaaye to hamen dobara Soch samajh pyar aur market ki movement per Dekh Kar hamen apni trade lagani chahie
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

        G hy bilkul thk kha hy forex main jb hm loss hota hy to US ko recovery krna koi asan kam nhi hy ik bht hi muskil kam hy hm bht hi soch semjh kr konwldg or experience ky sath acha sa market ko analysis kr ky loss ko recovery krna chya hm jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience ky sath qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga hm jitna acha sa mouvmnt ko semjh kr us ky mutbk treading kra ga tb hi kamyb Ho ga or loss recover ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

          assalamu alaikum my dear ji yah madhurkul theek hai ki Pakistan forex mein last ko cover karna bahut mushkil kam hai ki Ham jante Hain agar Ham Pakistan forex mein Maine apna Karen aur usmein hard work na Karen market penalizes karna nasik to Ham kabhi bhi se hasil profit nahin kar sakte hamen hamesha loss hota hai

          humko Pakistan forex market mein profit hasil karne ke liye jaruri hota hai kya Pakistan forex market analysis karna sikhe agar Ham Pakistan forex market analysis karna Sikh lete Hain to tabhi Ham is profit hasil kar sakte hain otherwise Ham isase kabhi bhi profit hasil nahin kar sakte isliye se profit hasil karne ke liye humko Pakistan forex market analysis karna hota hai

          tamam members ko chahie kagar Pakistan forex mein loss ko cover karne aur profit hasil karne to iske liye jaruri hai ki main Pakistan forex market analysis karna sikhana chahie aur ham tabhi Pakistan forex market analysis karna Sikh sakte hain jab ham demo account per practice Karen abhi Ham Pakistan forex trading karke is bahut hi achcha profit hasil kar sakte hain aur ham har kisi ko set karna Sikh kar apna loss bhi cover kar sakte hain aur loss cover karna bahut hi mushkil kam hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

            Assalamu Alaikum doston aapane Sawal Kiya Hai Forex trading Mein loss ko recover karna Mushkil kam hai ya nahin to main aapko yah batana chahti hun ke Hamen Jab loss hota hai To Ham loss recover karna chahte hain yah Hamare liye bahut hi Jaroori ho jata hai ki Ham Apna loss recover Karen Jaisa ke aapane sawal kiya hai ki loss recover karna Mushkil kam hai ya nahin Mushkil kam To Hai Lekin Agar Ham ise experience ke sath karte hain Agar hamare pass Achcha experience hota hai loss recover karne ka to hamare liye Jyada Mushkil Nahin Hoti Hai Mushkil UN Logon ke liye Ho Jaati Hai Jinke pass experience Nahin hota hai unhen loss bhi vah hoti jyada ho jata hai aur vah Apna loss bhi recover nahin kar sakte hain Agar hamare pass Achcha experience Hota Hai To Ham Apna loss Jarur recover kar sakte hain aur loss recover Karke Achcha profit bhi Hasil kar lete hain isiliye Hamen chahie ke ham Jyada Se Jyada experience Hasil Karen aur experience Hasil karne ke liye demo per prapt Karen ya FIR Jyada Se Jyada Forex mein time invest Karen Jitna Jyada Ham Forex trading mein time vast Karenge utna Jyada Hamen Forex ke related Achcha experience Milega aur ham trading ke liye Achcha experience Aasan karte hue Har chij ka experience Hasil Karke Jarur Kamyab Ho jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

              Yes dear Agar aapko market Mein nuksan Hota Hai To usko recover karna bahut jyada Mushkil Hai uski sabse main reason yah hai ki Jab aap nuksan ko recover kar rahe hote hain to aap bahut jyada emotional Ho Jaate Hain aur emotional hone ki vajah se aapki decision-making bahut jyada Halat Ho Jaati Hai aur aapke liye bahut jyada problems Ho Jaate Hain isliye aapko koshish Karni chahie ke market Mein kam karte hue Apne nuksan Ko recover karne ke liye careful hokar trading Karen.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                mere khyal mein love story cover karna koi bhi mushkil Kam nahin hai To hamen sochana hota hai ki Ham Kya kar rahe hain hamari planning kaisi hai aur humne aage kya plan karna hai tu mere sath mein Ham kamyabi ki taraf ja sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                  Agar ap is me asan kam bnana chaty hay to ap ko is me acha kam or achi soch kay sath kam karna h9ga agar ap is me soch smjh kar kam kary gay to ap is me aram sy kam kar saky gay or achi mhenat sy acgi treading kar saky gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                    g han bilkul loss recover asani se nhe hota hae q ke loss recover karne ke chakron main log is main sentimental trading kar lete hain jis ke waja se un ko is main mazeed loss ho jata hae to bas tamam logon ko cahiye ke wo is main ache tarah se kam ko karte howe is main mehnat kiya karen tab he to is main success hasil ho jaya karta hae bas hamne bhe to is main sahe tarah se ache tarah se is main kam kara karen tab ja kar he to hum is main success hasil karte howe is main acha kam ko karen tab he to hum is main kamyab ho jate he hain tab he to hamne is main success hasil ho sake ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                      Dear member aapane bahut hi Achcha question Hamare Sath share Kiya Hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To usmein Hamen experience Hona chahie Agar hamare pass experience hai to Jo expert trader hai hai vah loss ko recover kar sakte hain unke liye Mushkil Nahin Hota aur jo experience ke baghar loss kar Dete Hain aur unke liye loss ko recover karna bahut hi difficult hota hai isliye aapa properly study Karen jab aap ki study complete Hogi aur aapke pass experience Hoga aur aap Jab completely focused Karenge to ismein aapko forex trading ke bare mein information Milegi aur aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur ismein bahut jyada advantages Hasil Honge isliye aapko forex trading ke bare mein demo account per experience gain karna hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                        Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men sub se mushkil kam apnay loss ko recover karna hota hey kiun k loss ko recover kartay kartay mazeed loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay koshish karen k small lot k sath trading karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss jitna bhi ho recover ho jata hey aur forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey
                        Ji han Agar market Mein Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen loss recovery karna bahut jyada Mushkil hota hai Kyunki loss recover karna Mushkil kam hai trading mein agar Ham kam kar rahe hain trucks per Ho Hamen trade Mein loss Ho Jaaye To Hamen scorer Khabar jald kar lena chahie Hamen Apne dost ko Jyada nahin karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                          Ji nahin yeh mushkil kam tu nahin hy likin as men mahant kay sath kam karna parta hy ur agar hum as men mahant kay sath kam nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain ut hamen soch kay sath apny loss ko recover karna parta hy ur agar hum loss ko cover nahin karty hain tu hum nakm ho jaty hain tu hamen achy soch kay sath forex men apna kam jary rakhna hota hy tabhy tu hum as men kamayby hasil kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath trading nahin karny chahey takeh hum acha profit hasil kar saken agar hum loss cover kiye bagheer kam karty hain tu hum nakam ho jaty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                            Agar Ham loss ko experience ke sath recover Karte Hain To yah bahut hi aasani se recover ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne loss ko cover Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey

                              G bhai jan forex me loss ko wapis profit me change karna koi asaan cheez nahi ha lekin apko phir bhi apko is me bary planning ke sath kam karna chahiye knowledge ki kami hoti ho gi or ya ap k pas experience ni ho ga or ap ne forex trading ko start kr lia ho ga so first seekhen or phr kren phr ap ko minimum loss ka samna krne pary g

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X