market ko analysis kaarna sekheein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market ko analysis kaarna sekheein

    Ji han bhai aapane bahut acchi baat ki hai ki market ko analyse karna sikhe bilkul aise hi baat hai jo log market ko analyse karna Sahi Gaye Sanjay vah Achcha pura Phir Bhi increase karte hain isliye market ko analyse Karte Rahen Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market ko analysis kaarna sekheein

      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen forex market ke movement ko analyse karne ke bare mein learn karna hoga forex market ke movement ko analyse karne ke liye aapke pass Forex trading ke Tamam features ka Tamam knowledge Hona chahie jab hum forex market ke movement ko analyse Karte Hain To Hamen market ka trend Maloom ho jata hai aur ham Apne trade ko market ke trend ke mutabik open karke apni trade Se Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab Businessman Ban sakte hain.
      Ham forex market ki movement ko Different techniques ki madad se analyse kar sakte hain;
      Technical analysis
      Forex market ki movement ko different indicators ki buniyad per analysis Karne Ka Tarika technical analysis kahlata hai isliye Hamen sabse pahle forex market ki movement ko analysis karne ke liye technical analysis ko learn karna chahie aur Tamam indicators ko market ke andar apply karne ke Tamam techniques ka Tamam knowledge Hasil karna chahie Uske bad forex market ke movement ko technical analysis ki madad se analyse Karke market ka trend Maloom karna chahie aur apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karna chahie.
      Fundamental analysis
      Forex market ki movement ko price action strategy aur Forex news ki buniyad par open Karne Ka Tarika aur analysis Karne Ka Tarika fundamental analysis kahlata hai isliye Hamen forex market ke andar Apne trade ko open karne se pahle forex market ki movement ko analyse kar lena chahie.
      trending analysis
      Forex market ki movement ko different candles ke Trend ke mutabik analysis Karne Ka Tarika trending analysis Kehlata Hai hammer forex market ke movement ko bullish candle aur bearish candle ki madad se bhi analyse kar sakte hain aur Market ka trend Maloom kar sakte hain
      Is Tarah Ham forex market ke movement ko Different techniques ki madad se analyse Karke market ke Trend ke mutabik apne trade ko open karke Forex Mein Kamyab trader Ban sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: market ko analysis kaarna sekheein

        bilkul mery bhai ap NY bahot achy bat ki kh Forex Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Hamen market ki movement ko samajhna hota hai aur ismein technical analysis ko perform Karke delete karna Hoti Hai To Hamen ismein fayda hota hai Kyunki Ji ek Aisa Businessman Itna Jyada Soch Samajh Kar kam karte hain aur aap ismein Jitna Jyada Anil Cisco perform Karke treat karte hain aapko isme itna hi jyada fayda hote hain isliye trade Lagane se pahle market ki movement ka idea lagaen aur ismein acchi tarike se analysis Karke trade Karen
        • #19 Collapse

          Re: market ko analysis kaarna sekheein

          Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai agar Ham market ko analyse karna sikhana chahte hain to iske liye hamen pahle mehnat ke sath knowledge or experience hasil karna hoga jisne Ham market ko acche tarike se dekar trade lagayenge to jarur Ham profit hasil karenge aur kamyab ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: market ko analysis kaarna sekheein

            asslam o aliakum haji dosto bilkul theek kaha hai aapko market ko analyse karna seekhna chahie💖 dosto agar aap log achi trading karna chahte ho aur Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte ho ☺️to aapko market ko analyse lazmi mein karna chahie isliye aapko chahie daily basis per market ko analyse kiya karo 🙂market ko learn kiya karo ziyada se ziyada time market per spend kiya karo tabhi a market ki movement ko samajh paoge 🤗aur Market ko analyse kar ke achi trading kar ke Forex trading mein kamyabi hasil kar paoge💖☺️
            • #21 Collapse

              Re: market ko analysis kaarna sekheein

              Ji han bhai Jana bilkul theek hai rahe hain aap kis baat Se Main Tere karta hun kya aapane kitne saal ki hai market coronavirus karna sikhen agar aap ismein market ki mama ko analyse Karenge to aap ismein Chandauli juris machi earning Hustle Karenge isliye aapko chai kisme Jyada Se Jyada market ki Makwana like Karen aur senior ko follow Karen
              • #22 Collapse

                Re: market ko analysis kaarna sekheein

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Talibhussain69 پيغام ديکھيے
                Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai agar Ham market ko analyse karna sikhana chahte hain to iske liye hamen pahle mehnat ke sath knowledge or experience hasil karna hoga jisne Ham market ko acche tarike se dekar trade lagayenge to jarur Ham profit hasil karenge aur kamyab ho jaenge
                market ko analysis karny kay leye jo asan tareeqa hai or valid hai woh hai technical or fundamental analysis jab yeh ap ko analysis aty ho gy tu ap ko market ka trend pata chal sakta hai or ap us ki base pay apny analysis ko kar sakty hain . yad rahy analysis humesha technical or fundamental dunu ap ko karny hogy jab dunu ko aik dosry se verify karain gy tu ap ko acha result mily ga or trend acha mily ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: market ko analysis kaarna sekheein

                  Assalamualaikum kese ha sb bhai jesa ka ap sb ne bht axhi bte ki ha market aik assa name ha jis k name se hi pta chalta ha k krna kya ha market me km krna asan ha or nh b but market ko dekh k km krna asan hota ha hr insan market ko dekh k km krta ha but kbi kbi usse faida b hota ha loss b ye dono cheze hoti rehti ha but agr hm sb market ko dekhte howe km kre gai hme kbi b loss nh ho ga jazak Allah

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X