Dont ne greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont ne greed
    Hello dosto main aj ap logo ko bta doun k ap logo ko is kaam main lalach nahi krna chaiay agr apnr lalach kia tou ao apne account se haath dho bathyn gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me b greed karny se loss hota hay or kesi b business me agar ham greed karen gey to hamy es ka nuksan hi hota hay kabi b greed nahi karna chaye
    • #3 Collapse

      Yes of course that you are say the right that we want to work in this market. We are never greedy and worknthe market discipline.
      • #4 Collapse

        yes of course forex trading business main agar app greed karin ge to app apne account se hath dho bethin ge. is liye forex traders ko forex trading business main trading ke doran ziada earning ka lalach naik karna chahiye.
        • #5 Collapse

          bhai g humein pta hai ke forex me greed karn e se bht loss hota hai aor gar kis bhi cheez me greed karain agey to har jaga nuksan hoe ga kabi bhi lalach nahi karni chahiye
          • #6 Collapse

            Forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye es lye humy forex me greed nahi krna chahye greed loss ka subab bnti hai es lye kha tuk mumkin ho greed sy avoid rhain
            • #7 Collapse

              dont ne gred k barey me to mujhay koey khas tajurba nahe hay es ley me ap ko nahe batapaon ga k ye kaya hay or eska maksad kaya hay trading me ap ko senior se rabtakarna ho ga
              • #8 Collapse

                ap ny bilkul sahe kaha ha hamay bilkul b lalach nahe karni chae ha lalach ki waja sy hamara apna hi nuksan hota ha lalch karny k baje hamay thora profit py khush hona chae ha
                • #9 Collapse

                  G han my dear friends forex trading business main lalach sab se buri bala ha. forex traders ko chahiye ke wo forex main greed free ho kar trading karin. agar forex traders greed ko chor din to profit khud un ke pas aye ga.
                  • #10 Collapse

                    jee haan dear hamain pataa hai k laalach buht hi buri balaa hai magar ham phir bhi is ko nahi bhoolty laalach kar bethty hain aur loss uthaa bethty hain
                    • #11 Collapse

                      g han dost apny sahi kaha... greed aik bht hi buri cheez hai islye humain chhye k hum kabi b greed na karain aur khud sy jitna hosky utna hi profit earn karain kabi b ziyada ki lalach main na parain warna humain mushkilaat ka samna karna parh sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Yes humen forex trading me greed nahe karni chaye agar greed karen gy to humen he loss ho ga is lye se save hona chaye kyoun k greed forex trader ko destroy kar deta hai or usko trading me interest nahe rehta is lye greed se avoid karo
                        • #13 Collapse

                          aik boht purani aur achi khawat hy k lalch buri bla hy wo esi liy hy k jo koi b lalch krta hy us ka nuqsaan hi hota hy aur hum log ess baat ko smjhty nai hein aur lalach kr k apona nuqsan kr baithty hein aur phr kehty hein k yeh forex market sai nai hy yeh loss krwa deti hy ess liy hum ko chahiy k lalch nai krien.
                          • #14 Collapse

                            new begginers ko ziyada gredy paya jata hai aur iss main aik baat bilkul waziyah hai kay un ka knowledg aur experience to bilkul kam hota hai aur in ki skills aur planning bhi bilkul nai hoti hai aur isi wajah say hi to woh traidng main step rakhtay hi samajhtay hi kay hum bohat saaray profit kamin gay aur hum trading main skilled ahin so yh wrong hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              i agreed with u All. lalach buri bala hai no dout. or is k Nuqsannat he milty han 90% . han kabhe kabhe luch sat de de to fida bhe ho jata hai per zada change lose k he hoty han . or i think k is se jitna bacha jay uthana he acha hai apny zaat k liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X