forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

    Assalam_0_Alaikum! Trading karne ke liye hamen fresh mind ke sath trading karni hoti hai agar Ham forex mein trading kar rahe hain to hamen hamesha ismein soch samajh Kar market ko ache se analysis karke market ki movement ko samajh Kar best entry point aur strong signal ke sath hi trading karni chahie kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nahin karni chahie Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain money management co follow nahin karte vah kabhi bhi fraction kamyabi ko possible nahin banaa sakte ho na hi achi earning kar sakte hain achi hasil karne ke liye achi trading karne ke liye hamesha Forex mein mehnat ke sath kam karna hota hai apni learning par focus karna hota hai tabhi Ham kamyab hote hain aur achi earning hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

      Ji bilkul dear friend aapane Sahi kaha hai ki forex business Mein Ham acchi trading Sahi Achcha profit gain kar sakte hain jo bhi Barso Se Milkar Apna Kam Nahin Karta Humne trading co best Nahin banate hain unko loss ho sakta hai isliye unko chahie Kishor se baat kar kam Karen trading co best banaya tha ki acchi trading se Chhapra ****l kar sake
      • #48 Collapse

        Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

        dear member 1 bat yead rkhna agar ap bardst nhe rajgty han ap main ye slahiyat nhe ha to main ap ko roko gi ka ap na trading sa door rehna ha kun ka ye asi market ha jo ka bahut he zeyada confouse kartyi ha or dosri bat ye ha ka ye ap ko dhokha deti ha ap samjh nhe paty han to ap preshan rehty han or nuksan karty han agar is main ap fresh mind ka sath samrt work karen ga to he is sa ap acha profit bana paen ga
        • #49 Collapse

          Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

          Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein pressure active mind ke sath kam Karen agar aap Forex Mein fresh mind ke sath kam Karenge tabhi aap Kamyab Honge mera ek isiliye Jitna jyada ho sake Apne kam ko importance hai aur bata tarike se kam ko Aage Lekar Jaaye
          • #50 Collapse

            Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

            Achi trading.
            Dear Achi trading Kar na har trader ka 1st mind yahi ho ta ha khay wo Achi trading kara lakan Aghar hamara mind hi clear ba hota Achi trading nhi kar sakta ha iss laya hamish Achi our positive mind sa hi trade Karni cha our sabar sa Kam lana chi ha
            • #51 Collapse

              Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

              ji han dear member bilkul main aapke pass se baat karta hun training karte hue agar aap apne mind ko purush kaun to is hai aapki acchi hogi acchi baat karne ke liye apne mind ko sharp rakha jo bhi member fresh mind hokar bar karta hai to usko apne ghar mein aasani hoti hai
              • #52 Collapse

                Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

                Walaikum Salam yes exactly aapki baat bilkul sahi hai aur aap ki baat Se Main ek hi karta hun aur yah batana chahunga ke Pakistan for forum per kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham yahan per fresh mind ke sath kam Kiya Karen kyunki jab Ham fresh mind ke sath kam karte Hain To hamen kam ki behtarin tarike se samajh aati hai aur ham yahan per trading acchi tarike se kar sakte hain to isliye hamesha koshish Kiya Karen ki Aap yahan per fresh mind ke sath kam Kiya Karen Inshallah aapko kamyabi milegi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #53 Collapse

                  Re: forex mai fresh mind hamesha achi trading ka sabab ha

                  assalamu alaikum Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Forex mein fresh mind hamesha acchi trading ka shabab banti hai bilkul aise hi bata agar aap log hamesha freshman ke sath trading karoge to aapka mind jab fresh hoga to aap log acchi training karne mein kamyabi hasil kar sakte hain aur aapko acchi training ke bad achcha profit bhi mil sakta hai isliye jitna jyada ho sake aap logon ko fresh mind ke sath trading karni hogi jo ki aap ko kamyabi ka sab Ban sakti hai aapki acchi trading

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X