Greedy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han meray bahi glalach huemn bilkul bhi nahi kern ichaeya and agar hum lalach kerte hen tou pehr huemn kafi sara loss huajta hay adn hu machi earnign kernay k kabil nahi rehte hen pehr thanks...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye forex me greedy wo hota hai jo profit k chaker me rehta hai aor greed kr baithta hai aor jis ke wja sy kafi loss ho jata hai es lye forex me ap greedy na bny aor apny knowldge ko use krty howy trade kry ta k loss na ho
      • #18 Collapse

        Greedy bohat bore jez hay qke jab hum lalach krty hay sirf forex me nahy har kaam me lalach ache nahy hay akser log profit me ja rahy hoty hay likn greedness ke waja loss kar jaty hay aor per aos field ko chor dety hay
        • #19 Collapse

          Trading main greedy traders ko to main traders hi nahain samjhta q kay greed kay sath ki Janay wali trading say Koch hasil nahain hum jab lalach main aa ker aysay wrong decision lain gay jo keh kisi terha bhi humari trading kay liay suite nahain kertay ho gay to humain trading main faida kaysay ho sukta hy .
          • #20 Collapse

            G han humen greed se bachna chaye aur forex ek risky business hai r is main hamen lalach ni krna chahye agr ham is main lalach karen ge to hamen is main bht sara loss b ho slta hai is liye hamen is main dehan ks ath mahnat karni chahye
            • #21 Collapse

              jee dear main to bilcul theek se hoon aur ap se agree hoon k humain foerx trding main aur apne bonus account main ziada lalach ni kerna chahie kheen asa na ho k hamara account block ya disable ho jay belke humain bohat he ihtiat se kam lana chahie aur lalach k bgair is main trading keni chahie.
              • #22 Collapse

                Brother mein start mein tou kafi greed kerta tha jis ki waja se mujay kafi loss b huwa , lekin ab mein kafi samjh chuka ho apni mistake se , greed aik aesa factor hai jo hume more and more profit ki umeed dy ker hamara tamam money ko ley dobta hai , is leye is business ko jab tak patience se work nai kare gay tab tak success mushkil hai.
                • #23 Collapse

                  ASLAM O ALaiKUM sai kaha apny dear trder lalch boht buri chex hey jo insan ko gltion ki trf maiyl krti hey burai ki trf khnchti hey.chhahy koi bhi kam ho lalch na kren na hr forex men.bs honesty sy kam kren jo earning ap krskty hen easily wohi kren bina lalch k
                  • #24 Collapse

                    g haan lalach ko chorr dain. . .jo b bnda lalach chorr kr trading main enter hota hy wo zaroor kamyaab hota hy. . .is liye jb b trade krain lalach ko nazr andaaaz kr k trade krain. . . . .
                    • #25 Collapse

                      Assalam u alaikum ji haan friend main aap ki baat sy muttafiq hun k forex main hum lalach ni karsakty kio k nuksaan deh sabit hota hai or hum issy koi faida ni chahe ye forex ho ya zindagi ka koi stage hamesha aap greed sy avoid karain
                      • #26 Collapse

                        Greed is curs ye kahawat to ap ne suni hogi he na? bs yahi cheez he k jo lalch krta he wohi doobta he or us siwae haath malne kuch hasil nahi hota, karobar men hr qadam soch samjh k rakhna chahiye or kamyabi k liae shor cut istmaal nahi krne chahiye.
                        • #27 Collapse

                          greedy forex main sub sa bad hain trade forex main loos greedy ki waja sa he kayte hain forex main jo trader greedy hota hain wo kabi be kamjob nahi hota hain greedy humare account ko kill karta hain greedy sa bach kar trade karne sa he success ho sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Greedy trader gorex maen kabhe bhe successful trader nahe ban sagta hy because ye easay logoun ka karobar nahe hay jo k laluche haen to hard work oir knowledge say he sab khuch milta hy
                            • #29 Collapse

                              Greedy sey yeh to possible ho sakta hai key ap key account ka balance kahatm ho jaye over trading ki waja sey ya margin call ki waja sey but mien yeh pehli baar ap sey sun rahi houn key greed ki waja sey ap ka account block ho jaye yeh kaisey ho sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                My dear frined i think ka forex trading ka ander hamko kabhi bhi greed nahi kerni chahiya keo ka iss ma boht hee zyada losss ho jta hai i think that...............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X