kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

    Assalamu alaikum friends ji han aapane bilkul theek kaha hai ki ham jitni mehnat karne ki itni hamen kamyabi milegi iisliye hamen chahie Forex per ham jyada se jyada mehnat Karen jab jyada kam Karen taki hamen kamyab ho sake jo jo jo iska mein work jyada karta hai mehnat karta hai Dil se Kam karta hai to jarur kamyab hota hai hamare battery se main yahan se jyada se jyada kam Karen freshman kar kam Karen minut Karen aur mehnat Ka sala surur milta hai aur ham jald kamyab honge aur ek din hamari kamyabi jarur ho Gaya Ghar amlapura mein se Kam karenge mehnat Nahin karenge to ham Apne maqsad mein Apne Bharat mein aurat per kamyab mil sakte Shri hamen chahie jab jyada minut Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

      Je theek hyn bjai ap suno ap kady hyn or apki mahant kadi ja rahi hy mahant kr bi rahy hyn ya nhi kr rahy han yr apki kamabi ap ki mahant pr hi depend krti hy yr koi bi chez ho jis may ap ko mahnt krni ho or ap ko kamabi hasil krna ho to os may ohor ap ko dil laga kr mahant sy kam krna hota hy forex may bi ap ko kamiab hony kay lay dil laga kr or sahi tarky sy kam krna ho ga q ky ap ki mahant ki is may ap ki kamabi ka asal raz hy is may mahant sy kam kryn or acha bonus hasil kryn or ohir trading kryn
      • #18 Collapse

        Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

        Forex trading market me agar aap kamyabi hasil karna chahte hain to ismein aapki kamyabi aapke experience par depend kar rahi hoti hai no doubt Forex trading mein agar aap apni experience per completely focus karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain aapko hamesha koshish karna hogi ki market mein completely successful trading karne ke liye different important analysis ko complete Karen kyunki agar aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to ismein aapki complete focus Singh bahut hi important role play kar sakti hai aur apne advantages ko maximize kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

          Assalamu Alaikum ummid karta hun Sab dost khairiyat se Honge ji han mehnat kamyabi par depend karta hai isiliye agar aap mehnat Karenge to aap ko kamyabi Hasil Hogi aur aapko Jyada Se Jyada fayda hoga agar aap mehnat Nahin Karenge to aapko kamyabi Hasil Nahin Hogi yah main aapko clear Karke bata do Jo mehnat nahin karta Hua Kabhi Kamyab Nahin ho sakta isiliye agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko mehnat Karni Hogi mehnat karne se aapko bahut jyada fayda hoga mehnat kabhi kisi ki Jaya Nahin Hoti mehnat karo aur kamyabi Hasil karo aur iska Achcha fayda Uthao aapka bahut Shukriya .
          • #20 Collapse

            Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

            ji han friends kamyabi hamari mehnat aur quality par depend Karti hai jitna diya tha best quality ki working karenge aur best quality ki posting karenge utani aapko kamyabi possible ho sakti hai
            • #21 Collapse

              Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

              Dear forex member umeed hai ap kheriyat se hongy jese k ap janty hain forex market mein mehnat k baghair koi bhi kamayab nahi hota mehnat krengy toh kuch milyga hamein chahye k ham hmesha mehnat kren mehnat krny walo ko hamesha silla milta hai mehnat se kaam krny walo ko hamsha faida hota kyu kamaybi mehnat pay depend krti hain hamein aghr trading nahi ati toh hamein mehnat kr k sekh k trading phir kuch karn a chaye mehnt krengain toh kuch faida hoga shurkia
              • #22 Collapse

                Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                Yes dost success hardworking par dependent ha aur apko is ko hamesha se ache tarha mehnat karne ke baad success ki umeed karny ha is ke ilawa nahi karny sahi kam nhi kaiya ho to ap ko forex may loss hi ho ga kukay forex trading may knowledge or experience hoan bhot hi zaori hota hay aur hame apny apko hame ready and prepared karna hota ha
                • #23 Collapse

                  Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                  Aslamo alaikum sb dost ksy hain umeed krta Hu sb thk hongy g to real bat hai ye k kamiyabi apki mehnt py depend krti hai jitni ziyada mehnat kren utni hi jald kamiyabi hasil. Hogi jis se ye k profession b permote hoga or earning b ziyada hogi insaan aik achi life guzar paye ga
                  • #24 Collapse

                    Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                    ji han bilkul aapane theek kaha forex mein kamyabi hamari mehnat per depend karti hai Ham itni jyada mehnat karenge aur Dil lagakar soch samajh Kar forex main apna time invest karenge utna hi jyada hamen sikhane ko milega soch samajh Kar kam karna hi hamare liye behtarin hoti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                      g han kamyabi hamri mehnt pr depend krti ha agr hum zyda mehnt karty hain tu humein acha weekly bounce milta ha agr hum mehnt kam karein gy tu humein utna hi bounce milta ha agr hum mehnt zyda karty hain tu humein us ka bounce b humein acha milta ha es ly humein dil lga kr kam krna chy aur jitni zyda hum mehnt karein gy humein utna hi fida hota ha.
                      • #26 Collapse

                        Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                        Assalamu Alaikum ji han aapane bilkul theek Baat share Ki Hai Hai Ham jitni bhi yaden mehnat se kam Karenge Hamen utani hi acchi earning Hogi To Hamen chahie ki agar humne Forex machi kamyabi Hasil karni hai To Hamen is business mein mehnat se kam karna hoga Ham jitni Dam mehnat se kam Karenge Hamen utna hi Achcha profit aur bonus Hasil hoga jisse Ham acchi trading kar sakte hain To Hamen chahie ki Ham is business mein jyada Se Jyada mehnat Karen tab hi Hamen acchi kamyabi Hasil ho sakti hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                          Bilkul aesa he hain dear kamyabi insan ki mehnat py hain. Jab tak insan mehnat k saat Lagan se work nahi kare ga wo forex ho ya koi b business us mein kamyab nhi ho sakte hain. Her kamyab insan k peche dhek ly us ki mehnat ki koi na koi history zaror hoti hain. Insan jis Lagan aur mehnat aur niyat k saat kam kerta hain Rab Kareem us hisab se insan ko ata ker deta hain. Waise b Allah pak ka farman hain mein bande k guman k saat ho wo jaise mj se guman rakhta hain waise usy ata kerta ho. Is leye her kam mehnat bhot zarori hain us k bina insan kbhi kamyab nhi ho sakta.
                          • #28 Collapse

                            Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                            g han ap nay shi kha hai agar humain achaay say kamyab hona hai to es kay liye humain es mainapna kam mehnat kay sath kurna ho gaaa to achay say humain mehnat pay depend kurna chahiye or achay say humain mehnat kay sath apnaa kaam kur kay kamyab hona chahiye jitna zyada hum mehnat kuray gay utna he hum kamayab ho jay gaay
                            • #29 Collapse

                              Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                              Assalamu Alaikum abass agriculture hun Agar Ham ismein kamyabi Jaate Hain To Hamen mat Karen Jab Tak Main mat Nahin Karenge tab tak Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte Jo log main karte hain bolo Jarur kamyabi Hote aur kamyabi Hasil karne ka Asan Tarika Bhi Nahin Hai Kya message kaise edit Karen agar mein Rahenge To Ham ismein Jarur kamyabi Hasil karte rahenge Jo log Mishra kam Karte Hain vah Log Jarur kamyabi ke liye Hamen sabse pahle chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kamyabi aapki mehnat par depend karti hai

                                Ji han kamyabi forex mein hamari apni mehnat per depend karti hai jitni hamari mehnat Hogi utani kamyabi hamen milegi agar Ham zyada mehnat karenge to hamen zyada kamyabi milegi hamen zyada profit milega aur agar Ham mehnat nahin karenge aur acche se posting nahin karenge to hamen Koi bonus nahin milega aur kamyabi nahin milegi isiliye jitni mehnat karenge utani hi kamyabi milegi hamen zyada se zyada mehnat karni chahie taky Ham kamyab ho sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X