Post ko behtreen kesy banae?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post ko behtreen kesy banae?
    Assalamualaikum dear All members.. hum junior member ko kia advise dein keh hum post ko behtreen kesy bana sakty hain.??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post ko behtreen kesy banae?

    WALAIKUMASSALAM
    Meri ye he advise hai har bande ko k agar ap post ko behtr banana chahte hain to kafi ziada mehnat karni pare g apko. Post ko behtr banane ka matlb ye nh k ap design acha kar rahe ho bari bari oost likh rahe ho. Post achi hone ka matlb ye hai k ap ki post main har word unwank hisab se honi chahye and step by step define karain. Jab ap post likhain to us main har feature use karain jo dia gaya hia posting ke liye. Subse important hai k research karain
    • #3 Collapse

      Re: Post ko behtreen kesy banae?

      dear Achi post Kay Leah informative post karen to vah unko Achcha bonus milane per uska aapko bahut fayda hota hai aur aap bhi achcha bonus Hasil kar sakte hain Tamam members ko chahie ki vah ismein Jyada Se Jyada referrals add Karen aur vah reference Banaya Jo ismein active hokar kam karte hain aur yahan se Pakistan Forex forum ki taraf se achha bonus Hasil Karen Jiska aapko bhi fayda hoga.
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Post ko behtreen kesy banae?

        near member forest ko behtareen banate Hue kam karne mein hi fayda hai agar for expecting tarike se kam Karenge to aap usmein kamyabi Hasil Karenge aur Kamyab hone ke liye aapko Ghar time hoga nahin mila
        • #5 Collapse

          Re: Post ko behtreen kesy banae?

          Dear brother forum pe jo bhi posts karen achi quality ki forex trading se related karen aur thread se related achi reply posts karen aur acha knowledge aur informations aur updates share karen aur spelling mistakes ya words mistakes nah karen tu thanks bhi ziyada miltay hen aur phir automatically acha bonus milta hey kiun k iss men aj kal sirf achi quality ki posts pe hi acha bonus milta hey
          • #6 Collapse

            Re: Post ko behtreen kesy banae?

            W. Salam dear ap apni posts ko behtr bnany k liy bhut zada mehnat krni parti ha Main Apni post ko informative aur acchi post Karni chahie aur aur post karte ho aap is Baat Ka Khyal Rakhe kya aapki post mein spelling mistakes kam se kam ho aur aapki post Aasan Alfaaz mein Main honi chahie aapki post main thread related Baat honi chahie aur aur koshish karen ki aapki post main Koi fazul kism ki Ki Baat Na Ho BEL ke is Baat Ko Yad rakhen ki aapki post jitni Radha han acchi e aur informative Hogi aapko utna hi fayda hoga aur aur aap Achcha bonus Haasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Post ko behtreen kesy banae?

              Walaikum salam dear member Forex trading Mein post ko batter banane ke liye aapke pass learning Hona chahie aur experience Hona chahie agar aap ki learning strong hai to aap ismein acchi quality ki post karte hain aur informative post Hogi to aap ismein bahut jyada Achcha bonua hasil kar sakte hain isliye aapko chahie ki Forex trading mein kam karne se pahle acchi Tarah experience gain kar le aur learning per focus Karen Jab aapki learning strong Hogi aur aap hardworking ke sath kam Karenge to ismein aap ko acchi post karne ka mauka Milega aur aap ismein profitable ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Post ko behtreen kesy banae?

                they are jaisa ke aapane poochha hai ke ham post ko behtarin kaise banaa sakte hain to main aapko batata hun ke ham apni post mein mistake bilkul bhi Na Karen aur har bar ek hi topic repeat na Karen kyunki agar ham aisa karte Hain to usse hamari post delete ho jaati hai jiski koi value Nahin Hoti isiliye hamen chahie ham knowledge ke sath post Karen aur apni post mein mistake bilkul bhi Na Karenaur post mein baar baar 1 topic repaired na Karen jisse hamari post delete Nahin hogi aur hamen achcha bonus de jayegi.
                • #9 Collapse

                  Re: Post ko behtreen kesy banae?

                  Asslam o alaikum ap sab kahriat sy hogy hamy forex main apni post ko bhetar banay ky leye achi post karne hoge tu hamy aoni post main mistakes nhe karne chaye jo bh qouestion ho os ka answers dena chaye aour hamy ala qouality aour ala qountity ke post karne chaye is sy hamy post behtr aour ala qouality je ho jate hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Post ko behtreen kesy banae?

                    assalamu Alaikum G Dear Forex member apka sawal achcha hai ki post ko waiting kaise banaen tumhen Kya bataun ki post ko vitran banane ke liye sabse jaruri hai ki aap sabse pahle post ki quality per focus Karen agar aap usne apne working ko bhtar se betar banaenge to aap kafi jyada fayda hasil karenge kyunki sabse zaroori post ki quality hai ISI ki through aapka weekly bola saccha aata hai agar aapko abhi claim bonus achcha aaega to aap trading bhi acchi kar sakte hain aapko sabse pahle to chahie ki aap Forex ke related information hasil Karen kyunki aap information jante honge to har sawal ka jawab aasani se de sakte hain lekin agar aapko kisi chij ki related information hi nahin hogi to aap uska jawab kaise denge behtar hai ki aap pahle knowledge game Karen apni learning ko badhaen aur tamam 3 years se a guideline Le uske bad hi is business ko join Karen aur apni hardworking jari rakhen aur post equality ko best se best banaen to aap is business mein kamyab hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Post ko behtreen kesy banae?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Waseem5356 پيغام ديکھيے
                      WALAIKUMASSALAM
                      Meri ye he advise hai har bande ko k agar ap post ko behtr banana chahte hain to kafi ziada mehnat karni pare g apko. Post ko behtr banane ka matlb ye nh k ap design acha kar rahe ho bari bari oost likh rahe ho. Post achi hone ka matlb ye hai k ap ki post main har word unwank hisab se honi chahye and step by step define karain. Jab ap post likhain to us main har feature use karain jo dia gaya hia posting ke liye. Subse important hai k research karain
                      Post ko Behtar banane ke liye Hamen market per Jyada Se Jyada tab jodne Hogi aur bahut jyada minut ke sath post per focus karna hoga Kyunki Agar Hamari post beta Hogi To Hamen Achcha bonus Milega isliye Jyada mehnat Aur Dil lagakar form per kam Karen aur post ke bare mein acchi Tarah maloomat Hasil Karke acchi post Baithe Karke post share Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Post ko behtreen kesy banae?

                        Slam dear member!
                        Dear ap na bht achi or informative post ke hm forum pa post quality or quantity bht mattter krti hn. But achi post quality hmen acha bonus generate krny ma bht help kr skti h. Achi post k liye hmen apni post quality ko improve krna hi ga. Post quality bhtren kr k hm acha binus hasil kr skty hnm is k liawa post ma mistakes ko kbhi ignore na kren. Is se bht ziada nuksan hi skta h. Post ma spelling ke mistakes ko correct kr k post quality better ke ja skti h. Is k ilawa ek or bat ka kiyal rkh k hm apni post quality ko bhter bna skty hn. Wo h post kr length. Post ke length short nh hni chye. Ziada se ziada 8 se 10 lines k oper post hni chye. Post write krty wqt post k unwan ko dkh k iska jwab dna chye. Is se post strong or bhtreen hti h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Post ko behtreen kesy banae?

                          assalamu alaikum ummid karta hun Shabd Khaira se Honge post ko behtarin banane k Le aap compost ki quality ko Achcha Karke likhen poster equality bahut jyada lines ki honi chahie is aapki post behtarin Ban sakti hai Jab aap karte hain to aapko sahi mein koi mistake Nahin Karni chahie aapko post Mein Koi Galti karne ka mauka Nahin Aana chahie post karte waqt spelling ki dekhbhal bhi Karni chahie Jab aap post karte hain to post ki quality Jyada Se Jyada Achcha banaen Sawal Achcha tha aapka bahut Shukriya ..
                          • #14 Collapse

                            Re: Post ko behtreen kesy banae?

                            Dear member Hamesha post Karte dost aapkoforex ke rules ko follow karna chahie Jo post off likh rahe Hote Ho is post ko informative aur experience wala Hona chahie aur post ki quantity or quality donon best Deni chahie tab jakar Highway Ek acchi aur best post likh sakte hain aur usko create kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post ko behtreen kesy banae?

                              walekum assalam agar aap post ko behtarin banana chahte Hain to ismein aapko hamesha post mein valuable information share karni chahie apni post mein different headings ko include karna chahie aur uske sath sath post mein different images ko explanation ke liye istemal karna chahie agar aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain aur Forex varam mein jyada bansal karna chahte hain to post ki quality aapke liye bahut hi important hoti hai aapki correct information aapke bonus ko increase kar sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X