Mehnat ko harghiz mat chorein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

    Assalamu Alaikum their production environment goharganj mat chhode gena friend aapane bilkul theek hai Pakistan form fraction Mein mehnat Karke mat chhode Pakistan form flex Ek bahut hi Achcha aur online business hai isliye aapko chahie ke Pakistan foreign Forex main aapko acchi Tarah Se mehnat karne chahie jitne Jyada mehnat Pakistan from fresh main aap karte hain aap Kitni Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Pakistan from fraction bahut hi Achcha aur online business hai Pakistan form Forex main aapko Main Nahin chhodana chahie Pakistan prontrax main aapko acchi Tarah Se mehnat Karke Apna Kam pura karna hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

      Mehnat bahut Jaruri Hoti Hai kamyabi Hasil karne ke liye Kisi bhi kam mein mehnat ho to hi aap acche tarike se Kamyab ho sakte hain mehnat Kare aur Apne Gaon ko acche tarike se manage Karen Achcha profit Hasil karne ke liye acchi kamyabi Hasil karne ke liye Kisi bhi kam Mein ki Gai mehnat aapko acchi earning de sakti hai
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

        A.o.a friends!!!
        Forex per kam karte hue hamen hardworker nahin chhodana chahie. Instaforex online earning platform at Jahan aap acha hard worker ke acha bonus earn kar sakte hain. Aap Jo Work karte hain usi hisab se aapko bonus milta ha daily work or target mind main rakh kr work kren gy to apko acha bonus mile ga or agr Hardwork ni kren gy to bonus b kam mile ga.Chahye apko kam bonus mile ya zeada ap mehnat karna na choren or apna work jari rakhen kyn k asy hi apko experience milta ha or apki skills or bhtr hoti hn.apki mehat ka sila apko zaror mile ga or ap aik din acha bonus earn karna start kr lain gy.
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

          Asslam o alakum dear forex member umed hay ap sab khyret say hungy yeh bat apny bhut achy ki hay kah jab ham Pakistan forex forum online business main work start krny lgen too hamen yee bat apny mind main rakh lane chahey keh ham ny zeada sy zeada mhnet krne hay aur d
           
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

            yahan per koshish karni chahie ki ham log apni taraf se jyada se jyada mehnat karte rahen jab Ham logon ki mehnat jyada hogi to uska reward Ham logon ko achcha milega market andar sabse achcha tarika yahi hota hai kam karne ka kya aap log hardworking karte Rahe market to understand karte Rahe jab aap logon ka understanding level increase hona shuru ho jaega to profit automatically Milana shuru ho jaega kuchh members aise hote Hain Jo hardworking nahin kar rahe hote jiski vajah se UN logon ko bahut nuksan ho jata hai
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

              Asslam o alakum dear forex member umed hay ap sab khyret say hungy yeh bat apny bhut achy ki hay kah jab ham Pakistan forex forum online business main work start krny lgen too hamen yee bat hamen apny mind main rakh lane chahey Agar Ham Jyada Se Jyada Karenge aur Jyada Se Jyada mehnat Karenge To Ham Kamyab Honge Varna kamyabi Hamen Aise Nahin milane wali to isliye yah Baat Hamen Apne man mein rakh leni chahie kya Ham work Maina Tor Dil lagakar Karen Kyunki Jo log mehnat Karte Hain vah Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hote kamyabi unhen Logon ki hoti hai jo Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur mehnat ka Agar Insan ko mil kar leta hai Kyunki mehnat Insan ki kabhi bhi nahin Jaate Agar Hamara Kisi vajah Se lost a Raha Hai To Hamen Kabhi Bhi Dil Chhota Mat Karna chahie ghabrana Nahin chahie ke hamara Loss hu gya hay nh asa hargiz nhe krna chahey loss py kbhi bhi ghbrana nhe chahey balky zeada say zeada mhent krne chahey tak ham kamyab ho sken aur zeada say zeada agy barh saken yhee hmare kamyabi ka raz hay
               
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                Aoa kai bar esa hota hy k hum forex pr bhot mehnat krty hn liken humin apni miskate k waja profit nhin milti hy loss humesha humeri mistake or kam knowledge ki waja say hota agr esa ho jay to ap ko sabar say kam lena chahey or mehnat krna nhin chorna chahey
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                  assalamu alaikum friends kaise hain sab khairiyat se honge ummid karta hun forex se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge chief bhai aapane bilkul theek kaha hai mehnat ko har kis nahin chhodana chahie hamen jyada se jyada mehnat karni chahie tha ki hamen kamyabi mil sake to hamen mehnat ke sath achcha work bhi karna chahie thank you
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                    G han bilkul ye aik aisa kam hai jis me ksi jgah pe insan depress ho skta hai bcz agr insan mehnat krta hai or struggle kr k posts krta hai phr bonus ane k bad usko trade ka loss ho jata hai or uski mehnat zaya chali jati hai to phr aise wkt me b usko himat ni harni chaheay. Usko nxt dfa mazeed mehnat or strategy k sath ana chaheay or wo loss cover krne k sath sath profit earn krne k leay planning krni chaheay. Q k is kam me har wkt mehnat zrori chez hy..
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                      Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han ap nay bilkul theek kaha hai kay Hamen kabhi bhi mehnat nahin chhodane chahie Kyunki agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to mehnat Kabhi Bina Karen Hamen mehnat karne se pahle a Apne kam ko samajhne ki jarurat hoti hai jo log kam ko samajh Jaate Hain Wohi log mehnat karte hain aur kamyabi Hasil Karte Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                        Bilkull esa hi hai ky jesy aap ny kaha hai ky mehnat ko hargiz nhi chorna chahiye bilkull hamein chahiye ky ham is kaam mein dill lagaa kr barpoor mehnat krein ham pakistan forex mein din raat mehnat kr ky acha prophet kamaa sakty hein agr ham dear friends quality wali posts krein gy to bilkull is mein koi shak nhi ky hamein achy sy acha bonass mill sakta hai or phir hamm achi trade bhi lagaa sakty hei to phir market main hamara maeyaar bhi oncha ho ga or iss online bisness mein ham kafii hadd takk aagy bar saktein hein....
                        • #27 Collapse

                          Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                          Main ummid Karti hun Tamam members shayariyan se Honge aapane theek kaha hai ke mehnat musalsal karne chahie chai aap ko kamyabi Mile Ya Na Mile aap apne target per pura Uttaran Inshallah
                          • #28 Collapse

                            Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                            ji han dost bilkul sahi kah rahe hain mehnat ko har kis ignore mat Karen bal ke mehnat karte rahen doston agar aap jyada mehnat karenge aur apni learning complete karenge daily basis per schedule working banakar aap apne posting target complete karenge aur quality per koi compromise Nahin karenge to yakin yahan se achcha bonus ka makar aur thanks ki ratio ko bhitar banate hue aap yahan se achcha bonus Kama sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                              g han ap nay shi kha hai agar humain achy sy kamyab hona hai to es kay liye humain aachay say apna kaam mehnat kay sath sath kurna ho gaa jub hum es main zyada say zyada mehnat kuray gaay or mehnat say kam kurna nhi chory gaay es waqt tuk hum succes bhi gain kur lay gaay to achay say humain apna kam kurna chahiye or mehnat saay humain apna best dayna chahiye jis kay bad hum success gain kur lay gay to mehnat kurna humain hurgiz nhi chorna chahiye or zyada say zyaada mehnat kur kay humain success ko hasil kurna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mehnat ko harghiz mat chorein

                                Forex mein hamen chahie ki Hai mehnat Ko kabhi Na chhode agar hamen na to chhod dete Hain aur apne kam ko continue nahin rakhte to Ham na kam ho jaenge na kami se bachne ka yahi tarika hai ki Ham mehnat Ko continue rakhe aur achcha kam Karen jab Ham achcha kam karenge to ham log jarur kamyab Ho jaenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X