Leaverage ka kia matlab hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leaverage ka kia matlab hai
    Forex brokers basically leaverage k hisab se allow karte hain to ye leaverage basically ek level hai jese 50:1 ya 1:50 ka matlb hai k ap $50,000 tk trade karsakte ho just depositing $1000 to Forex ki leaverage se hum kafi fayda uthate hain ye forex broker ki trf se humain advantage hai. Ap leaverage kam ziada karsakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leaverage ka kia matlab hai

    Instaforex ke upar Jab aap account open Karte Hain To aap apni leverage could select Karte Hain Jo ke different ratios Mein Hoti Hai Kitni Jyada aap leverage select karte hain utna hi aapko benefit Hota Hai leverage Ek Tarah ka credit hota hai jo aapke broker ki taraf se aap ko diya Jata Hai Uska fayda yah hota hai ki aap apni investment Se Jyada Jani apni equity Se Jyada trade kar sakte hain aur jab tak aapka leverage balance baki rahata hai aapki trade close Nahin Hoti isliye aapko Forex trading mein bahut benefit hota hai ki aap kam investment Se Bhi Jyada trading Karke Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Leaverage ka kia matlab hai

      Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi important question discussion ke liye sirf Kiya Hai Forex trading mein agar aap leverage ko study Karte Hain To usmein aap minimum leverage aur maximum leverage ko different parts Nika tries kar sakte hain Diya Agar aapke pass minimum leverage Hoti Hai To Aisi condition mein aap bahut jyada trading nahin kar sakte aur aap ek Limited had Tak Kaun hote hain lekin Agar aapke liye Bridge Jyada hoti hai to aapko Hamesha minimum account balance per bhi bahut jyada trading karne ki position Hasil ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Leaverage ka kia matlab hai

        Jab hum account creat karty hain tu hamen as men leverage set karny hoty h ur hamen as men 1;5 ki leverage rakhny hoty hy tabhy tu hum as men achy trading kar sakty han ur agar hum kotahy kay sath as men zeyada leverage rakhty hain tu hum as men kabhy bhe achy kamayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen saber aky sath forex men trading ko jary rakhna chahey kun kay forex men kam karna asan anahin hy as men baht mushkil kam hota hy tabhy tu hum kamyab nahin ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Leaverage ka kia matlab hai

          Assalamu Alaikum brokers basically leaverage k hisab se allow karte hain to ye leaverage basically ek level hai jese 50:1 ya 1:50 ka matlb hai k ap $50,000 tk trade karsakte ho just depositing $1000 to Forex ki leaverage se hum kafi fayda uthate hain ye forex broker ki trf se humain advantage hai. Ap leaverage kam ziada karsakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Leaverage ka kia matlab hai

            Forex trading me agar aap ek acchi leverage select karte Hain to usmein aap ko bahut jyada advantages hath se le sakte hain Forex trading mein different procus aapko different types ki leverage facilities provide kar rahe hote hain no doubt Forex trading mein leverage ki facility ko properly study karna aapke liye bahut hi important hota hai aur iski complete information aapke liye helpful ho sakti hai aapko koshish karna hogi ki market mein hamesha ek acchi leverage trading Karen ismein aapko bahut jyada profitable trading karni ka mauka mil sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Leaverage ka kia matlab hai

              Leavrage kaya hto ha is ko samjhny ka lye main ap ko 1 examlpe deta ho leaver hsa levrage 1 pathar ha usr 100 bandy mil ka side par nhe kar sakty han lakin 5 bandy mil ka us ka necy 1 chota patha rakh ka kisi lakri sa push karen to hil jata ha chota pathar yahan leavrage ka kam kar raha to jo ham na trade leni hoti ha ye ineter bank main leavrage ka zraye he jati ha or ye broker ka kam hota ha yani ap apny acount par size ka mutabik kitna trade le sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Leaverage ka kia matlab hai

                Bhae leverage ka matlb hy keh jo a ka 100 ya 1 ka 1000 broker hamen deta hy. yani keh jab hum trade krty han tu agr hum 1 value select krty han tu broker hum ko yeah faida deta hy keh hum 100 ya 1000 par trade kr rahy hoty hna to yeah asal mean hamari leverage hoti hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Leaverage ka kia matlab hai

                  leverage voh hoty hy jis men hum account ki speed tay karty hain tu hamen jaldi kay sath account men tez leverage nahin rakhny takeh hum as men achy trading kar saken ur hum as men achy trading karty hain tu hum kamyab ho sakty hain tu hamen saber aky sath trading karny hoty hy tabhy tu hum as menacha profit hasil kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath as men koi bhe koi bhe kam nahin karna chahey takeh hum akmyaby hasil kar saken kun aky forex men mahnat karna asan nahin hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X