Practise is must
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practise is must
    Hello to all my friends main ap sab logo ko ye btana chata hun k ap sab log pehly forex ki trading apne demo accounts par karain taa k ap logo ko peactise hu jay k akisy trading krni hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading me practice to mast hay kun k agar ap trading me mehnat nahe kartay to ap es ko seekh nahe saktay to ya ap k ley loss ka sabab bhe ban saktey hay es ley mehnat karo
    • #3 Collapse

      yes my dear friends forex trading business main kamyabi ke liye practice is most important. forex trading market main forex traders forex ki practice ke bagair forex ki learning nai kar sakte. is liye forex traders ko practice karni parti ha.
      • #4 Collapse

        G han my dear friends forex trading market main practice bohat hi zarori ha. kiyun ke forex business aisa online business ha jis main practice ke bagair koi bhi forex trader forex ki learning nai kar sakta.
        • #5 Collapse

          g han forex mein praciuce to bohat hi ziyada zaroori hai aur apko chahiye ke ap is mien iski khoob practice karen aur is mein kamiyab hojayen.
          • #6 Collapse

            yes dear ap ki baat sahi hai har nerw trader k liye yeh buht ahm hai k km se km 1 month demo account k sath trading ki practice krein or trading skills gain krein us k baad hi real trading krein
            • #7 Collapse

              jee dear main ap ki bat se agree kerta hoon k all traders ko real main trading start kerne se pehle demo account se forex trading ki practice kerni chahie aur jeb un ki practice ho jay aur admi ko forex trading ka complete experience hasil ho jay to real main trading start kerni chahie ta k forex trading se acha profit hasil kia ja skay aur loss se b avoid kia ja skay aur demo forex ki practice k lie aik acha platform hai.
              • #8 Collapse

                Yes mere dost ap ne kafi achi baatki hae kiunk forex trading mein jitni ziada practice ki jati hae to forex trading mein utni hi ziada earning hasil karne k chances barh jate hein kiunk ye trading skills ko perfect banati hae.
                • #9 Collapse

                  Beginners really need to learn a lot and to start to follow strictly by the rules (do not go there, do not touch it). In the beginning you can only trade with the trend, as for the professional and counter trend trade wide open to trade only and professionals Martin and indulge, where the last order will be about 50% of the initial deposit when placing the first order
                  • #10 Collapse

                    G ap ne theek kaha hy k forex trading mein kaamzab trader banny k liye zaroori hy k hum forex trading mein ziada se ziada practice karen aur hum ko cahaiye k forex trading mein demo account bana kar us par ziada se ziada practice karen aur forex trading mein experience hasil karen tab hum forex trading mein profit earn kar sakty han
                    • #11 Collapse

                      g han forex trading mein practice ki bohat ziyada importance haia ur ap iski jitni ziyada practice karenge ap is mien utne hi ziyada kamiyab honge.
                      • #12 Collapse

                        Beginners ko pehlay demo account pr practice krni chaheye aur phir us key bad real account main trading krni chaheye. Forex aik risky business hy aur yeh buhat zarori hy keh pehlay is main aboor hasil kr lia jaye. Demo account main us waqt tak practice ko continue rakhain jab tak aap ki trading perfect nahi ho jati.
                        • #13 Collapse

                          Assalam u alikum friend jee haan me bhi yehi samajhta hun forex trading ki practice humein real account per nahi kerni chahiye blake humien demo account se start lena chahiye kyun k jis me loss bhi ho jaye to koi tention nahi hoti hai, iss liye trading ki practice demo per hi kerni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            g han forex ma trading karne k leye demo pe practice karna bhot zarori ha,,demo pe practice karne se forex trading samj sakte han aur trading skills seek sakte ha ,,is leye new trading start karne se pehlee demo pe practice zaror karna chayhe..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bro theak kaha apne humen pehly demo account men kam krna hota hai jis se humen trading ka pata chal jata hai k humemj trade kesy krna hai or pricts bhi ho jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X