Relax in must
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi stressed mind ek sath trading nahi karen kiunke is mien agar ap stressed mind ke sath trading karenge to phir apko loss hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee ha sir sahi kaha apnay forex ma hamay thora relax ho kar hi tarding krni chahiye qk agar ham bar bar tarde lagaty ha to ham say koi tarde galat bhi lag sakti ha islay ma apko yahi kaho ga kay apko dakh kr tarding krni chhaiye takay apko forex ma loss nai ho saky or ap kamiyab tarder ban sakyy
      • #33 Collapse

        dear ap ko har waqt trading nhn karni chaiye bal k ap ko rest kar k apne mind ko fresh kar k aur seekh k es business mai mehnat karna ho ga esii se ap ko acha profit ho skta hy soo ap ko mehnat k sath he kam karna ho ga aur ap tab he acha faida hasil kar skte ho,,,
        • #34 Collapse

          g han trading me relex hona zarori hay agar app ka mind kesi or taraf hay or app trading jesa risky business b kar rahye hey to loss se app ko koi b nahi bacha sakta hay trading me mind ko hamesha cool rakna chaye.
          • #35 Collapse

            g dosto har waqt mean zyida waqt computer ki screen ka samna bathna sa stress hoti ha ita natrual app ko chricha pan aye ga dmag bhi theek traha sa kaam nahi kra ga ur app loss trades lgio ga is lyia koi acha sa time rakh lain din mah phir relex ho ka kush gnta wqfa da kr phir trade kran acha result aye ga.
            • #36 Collapse

              G relax hona bhi zaroori hy lakin forex trading business aik mehnat aur hardwork ka kaam hy ap forex trading business mein jtni ziada mehnat karain gay tu ap forex trading business mein utna ziada knewledge aur experience hasil kar saktay han is liye mehnat aur hardwork bhi zaroori hy tab hi forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                G brother ap bilkul theek kh rhay hai.Jis trha hr business ko chlanay k liye or usay stable rkhnay k liye time ki zroorat hoti hai theek usi trha forex trading k business say earnings or isay stable rkhnay k liye 1 shedule required hota hai or usi shedule ko dekhtay huway hi trader ko forex market mai trading krni chahiye.

                اب آن لائن

                Working...
                X