how much capital is required for initial traders?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rokibul2018 پيغام ديکھيے
    you have sufficient amount f money for a new investor but i would also recommend you as our fellow blogger has said that investment minimum in the start and when you get some experience you can invest better in the future.
    Aapke paas kam se kam amount $100 to honi chahiye is se kam Agar Apke Pas amount Hogi toh aap ke liye kaam karna thoda Mushkil ho jata hai isliye best hai ki aap hundred dollar deposit karo aur speed 2% risk Karke le kar aap kaam karo 2% profit to take profit or 2% of stop loss I use karo aap ko kabhi bhi Naraz Nahi Hoga aur aap accha profit Le Loge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa bara katuh bhai ap ki malkiet pe depend karta hy
      agar ap bht ada amaeer hain to aik 2 aiker ki raqa kafi hy
      2 agar ap mutwas darjy k hain phir 5 lakh tak i think is a good amount to start with
      • #693 Collapse

        forex trading main humay apny capital ko manage kar kay trading karni chahiey tab he humari trading safe ho sakti hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey kyun keh es waja say humay loss he hota hay
        • #694 Collapse

          initial depost kum sau kum bi humay 500$ tak ki lani chaiy aur ye deposit humay bohat hia chi taraha sy practice karnay kay bad hi lani chaiy ta kay humay bara lost na ho aur humari earning ka system bi chalta rehay
          • #695 Collapse

            bhai ap sub ki baten bhi sahi hain magr mera ap ko yahi mashwra hai k ap pahly es main acha bonus bna len pher ap os bonus se tarading karen ta k apko os main profit mil saky or apko starting main kam investment karni chahye
            • #696 Collapse

              Actually this depends upon your practice and experience in Forex, the more you have experience the more amount you can invest in this business and the more you can earn from this business so you should focus on learning and practice to understand Forex.
              • #697 Collapse

                Mere bahi forex trading mein apke capital ko nhi dekha jata apki trading ko dekha jata hai aghr ap achy trader hain tu apko tension nhi leni cahiye aur trade news pr open krein
                • #698 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ns722336 پيغام ديکھيے
                  Mere bahi forex trading mein apke capital ko nhi dekha jata apki trading ko dekha jata hai aghr ap achy trader hain tu apko tension nhi leni cahiye aur trade news pr open krein
                  ge han bhai hmein apne trading mein capital lagana hota he aur capital ke sath hmein apne trading mein experience bhe hona lazme hota he aur hm apne forex trading mein tension mind se trading na krein aur apne trading mein sahih aur fresh mind ka istemal krein aur apne trading mein ache experience se hm apne trading profitable krte hien
                   
                  • #699 Collapse

                    Han g bilkul thek baat hai forex main trading k liye trader ko chaye k start main choti amount sy trade kry or kam ko seekhta rahay jb usko achi trade krni ajai to ziada amount sy trade kry
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #700 Collapse

                      ap k pas jitna bhi ho ap forex men laga skaty hei forex men koi limit nhi hai invest kerny ki, ap jitna asaani se forex men laga skaty hei ap forex men laga lein ap ko forex men tern leny ki zroort nahi ap forex men asani se kam ker ksaty hein ap yahan se enaring ker skaty hein
                      • #701 Collapse

                        G bhai jaisa ke ham jaante hain k FOREX is without limits yani iska matlab ye hai k forex ma koi had nahi ap investors account bna ke 5$ se bhi trade kr sakte hain aur Maximu million dollars bhi invest kr sakte hain is ma koi limit nahi laiken agar apko full experience hai to hi ap invest krain zayada
                        • #702 Collapse

                          hamain capital ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur earning ho saky gi
                          • #703 Collapse

                            capital ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum market main achi trde karny k kabil hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn ho
                            • #704 Collapse

                              hamain capital ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur experience hasil kar k hi hum market main sucess hon gay it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur capital ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay ta k loss kam ho saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X