Control Your Emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g ha forex mai jab tak ap hai es mai ap sahe se sekh kar trading kare emotion ko contrl kare aur kam he profit hasal kar lay market mai lalch na kare smal ptofit is good
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      joi bilkul successful trader hi tab banta hai banda jab banda apne emotions per kabo pa leta hai apne emotions ko control kar leta hai aor humin har trader ko forex mai profit earn karne k lia apne emotions ko control karna hoga,,
      • #18 Collapse

        g bhai eotions ko control krna to ye mharat ka kaam hota hy or yehi sb se bari taqat b banti hy aagy jaa kr .or jo bnda is pr qaabo paa jata hy wo kamyaab ho jata hy
        • #19 Collapse

          g mere bahi forex main invest keya howa paisa wapis la sakte ha.keyun ke yae best business ha.as maain ap kam kar ke ap apna invest keya howa paisa wapis la sakte ha.
           
          • #20 Collapse

            Jab hum forex main loss ho jata hay tu hum bohat emotional ho kay trade par trade open kartey jatey hain jis sey mazeed loss hota jata hay ise liye behtar hay emotional na hoon balkay market trend ko dehk kar buy aur sell ki trade karain aur emotional na hoon.
            • #21 Collapse

              g han forex trading ma emotions ko control karna chayhe..agar loss hojae tu accept karna chayhe aur next trading k leye planning karne chayhe ...jab ham apne emotions ko control karen ge tu trading be achi tarah kar saken ge...
              • #22 Collapse

                without experiaence k sath jo log b trade kartay hn unko forex ma loss hai hota ha is liay hamen forex ma experiemnce k bagair trade ni karni chahye kion k is sa sirf hamen forex ma loss k siwa or kuch ni mil sakta ha
                 
                • #23 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha is business me hmen emotions par cantrol krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm emotions par cantrol krty hain tu hm is business me loss se bach sakty hain isi liye hmen chahe k hm emotions par cantrol kreen
                  • #24 Collapse

                    yes dear ap ki baat sahi hai koi b business emotion se nahi balkey knowledge se chalta hai is liye agar ap forex se best earning krna chahte ho to ap forex knowledge or trading skills gain kro na k emotion k saharey earning ki koshish kro
                    • #25 Collapse

                      Jee haan bhai ap nay theak kaha ha jo banda apny emotions per control kr sakta ha use ke forex main jeet ha or woh he es business say acha profit earn kr sakta ha mughy es business say bht pyar ha.
                      • #26 Collapse

                        trading me emotions ko control karna easy to nahi hota traders k ley magar loss se bachny k ley or high profit earn karny k ley ye bahot zarori b samja jata hay.
                        • #27 Collapse

                          Emotions trading key doran nuqsan ka bayis bantey hain. Hamain in ko control krna hy aur apney mind ko fresh aur easy rakhna hy. Emotional insan kabhi bhi saheeh decision nahi ley sakta aur trading key doran emotional ho jana, big loss ko invite krta hy. Agar trading sey pehlay aik target bana lia jaye to emotions control main ho saktey hain.
                          • #28 Collapse

                            yes dalam dear sab sai pehli hamey apni emotion ko kabo mai rekhna chahiha and positive thinking kerni chahiha taki forex ki is firel mai achi tarah kamyab hoon
                            • #29 Collapse

                              han dear ye aik good buiness hai si ko koi bhi kr lsta hai ye aika cha buines shai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hais i ko koi bhimkr lsta hai ye aik real buines shai si ko bhaut sy loog kr rahy hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G haan bilkul bohut shukriyea k ap na ye information share ki ,g haan kisi bhi qisam k kaam ko achay tareeqe se poora karnay k liyea zaroori hai k apnay emotions ko control main rakha jae,aur isi turhan se trading main profit ya loss ho jata hai to apnay emotions pa qabo pana bohut zaroori hai tab hi ap aik achay trader ban saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X