Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?
    Hello Forex members
    To main aapse yah baat puchna chahti thi ki market ki disturbance ki kya reason hoti hai ya pher market ki down hone ki kya reason hoti hai hai aur market kin kin mauke per down hoti hai!?
    Thank you!
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

    Ji han bhai jaan main aapki trade samajhte theek hun aapane bahut achcha sawal ki hai tumhen abhi iska main new member hun is kam ke bare mein Janna chahta hun market ke bare mein ki yah jab Don hoti hai yahan hoti hai iski kya reason hoti hai main apne senior circus karta hun kya hua hamen information den is chij ke metallic bataen ke market Don kab hoti hai aur kis wajah se hoti hai mujhe bhi is bare mein inform kiya jaaye
    • #3 Collapse

      Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

      mere pyare bhaiya Ka yahi baat aapko Pata lag jaaye To hamen lazmi batana kyunki hamen bilkul bhi nahin Pata ke aap log kya kahana chahte hain aur jab aap ko pata chal jaaye to aapko bhi yahi batana Tera mein kuchh pata nahin hota
      • #4 Collapse

        Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

        Market ki down hone k sab se bary wajha movment he market ki kiyon k business mae jab index mae point ka izafa hota he to market fast movmnt krte he r agar index mae point ki kami ate he to market down mae chaly jate he market k down hone ki reason iski movment he
        • #5 Collapse

          Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

          Dear brother forex trading aik business hey iss men market musalsal up down move karti rahti hey aur bahut se pairs dollars k opposite move kartay hen aur kuch pairs country ki economy k hisab se move kartay hen aur ziyada tar pairs foreign exchange k mutabik movement kartay hen iss liay market ka anaylsis karna seekhen aur phir trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

            market to dear up and down hote rehte hai is e liye hamen ghabranan nhe cahiye balke hamen is main se acha knowledge or experience gain karna cahiye take hum next is main ache tarah se is main trade kar saken hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar jate he hain hamen is main kamyabe bhe utna he milte hae or hum is main success hasil karne main kamyab ho jate hain hamen kabhe bhe ghabranan nhe cahiye balke ache tarah se kam ko karte rehna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

              Hmm market ky br main nhi khy skty ky ya kb up hoti hy or kb down ya is ki mouvmnt par depand krty hy ya hmra analysis par depand krty hy is Lia hm acha sa market ki mouvmnt ko semjhna chya us ky mutbk treading krni chya hm jitna acha sa mouvmnt ko semjh kr us ky mutbk treading kra ga tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience Ho GA hm utna hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                new member market down hone ke liye Hoti gold key value Jyada akshari Jaaye to market download jaati hai agar gold ki wali bahut jyada download ho jaaye to market kab ki fight ki Ho Jaati Hai isliye market ko Samajh Ke Hamesha trade Lagani chahie to hi hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                  Assalamu Alaikum dear member agar aap market ke down Hone Ko properly study karte hain to ismein aapko market ke down hone ki proper information Hasil karne ke liye Hamesha yah focus karna hota hai ki market Mein Jab different products ki demand and supply minimum Ho Jaati Hai Aur Main down Ho Jata Hai To Aisi condition main market ke down hone ka chance ho sakta hai agar market mein kisi bhi commodity ki supply bahut jyada ho jaati hai aur iski demand Kisi reason ki Vishva decrease Ho Jaati Hai to market bahut jyada down ho sakti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                    Market down hi ki reason ke us mien bears power zyada a jati hai bears full power mien jab ate hain tab market down ati hai aur us waqt market paka koi sell ka evidence deti hai jis se hum us per trade laga ke ache se ache earning hasil ker sake ge aur hume is mien kamayabi bhi hasil ho gi. Hume ache evidences ko swip nhi kerna chahie balke hume in per trading ker ke ache profit hasil kerna chahie tu hi hum is mien kamayab ho sake ge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Crazyguy پيغام ديکھيے
                      Hello Forex members
                      To main aapse yah baat puchna chahti thi ki market ki disturbance ki kya reason hoti hai ya pher market ki down hone ki kya reason hoti hai hai aur market kin kin mauke per down hoti hai!?
                      Thank you!
                      Jab market down Hoti Hai To Hamen market ka andaza ho jata hai ki nahin per Ham yah moving average Kesar ke market ka Jyada Le lete hain market ke analyse Kale To Hamen pata chal jata hai ki market Jayegi Ja Jayegi Ja Koi Badi Baat Nahin Hai Jisko trading karna aata hai usko yah pata chal jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                        Bhai agar aap yah Janna chahte Hain Ki market kab down hogi yah kab apne jayegi to uske liye aapko candlestick patterns ki proper study hasil karni chahie kyunki candlestick patterns aapko market mein acchi information provides karenge aur uske sariya of asali market mein kamyab ho sakte hain aur achcha profit Kama sakte hain isiliye main aapko yahi advice dunga kya kar aap market mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko candlestick patterns ki proper study hasil karni chahie agar aap candlestick patterns ki study hasil karenge to uske bad aap easily market mein achcha profit Kama sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                          hamy market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama sakty hain hamy is mai care ful ho kar kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik amm busienss jasa nahi hain hum is mai apny bss kud ap he hoty hain ham market mai mahnet karne ho ge hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                            sahi kaha ha ap na market ka down ya up hony ki reason hoti ha am halat main jab koi news na ho to market main jab seller zeyada hoty han to market down ati ha or buyers zeyada hon to ye up jati ha or technical analysis ko follow karti ha akin jab news hoti ha to ye funda mental ko follow karti ha or isi waja sa fast move bhe karti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market down hony ki kia reasons hoti hain!!/market kab down hoti hai!?

                              market kab down hoti ha kab up hoti ha or kon sa factor han jo is ko esa karny par majboor kar rahy han is main sab sa ahim to trader he han yani agar seller ki tadad market ka main zeyada ha to market down aye gi isi tarah sa buyer is ko up le ka jaty han or is ka elawa jab news ati ha ya pher koi connfrance ho tab market zeyada fast move karti ha lakin is ko movemnt ko samjhny ka lye ap ko analysis ko karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X