Stop loss aur take profit k faide..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur take profit k faide..
    Salaam. Umeed he sab kheriyat se hunge. Dear traders aj me take profit ir stop loss ki ehmiyat pe baat krna chahkta hun. Inke kya benifits hn. Pehle ham lete hn stop loss ko to jiasa ka name se wazeh he stop loss hamari un trades ko automatically close kr deta he jo k hamari predection k opposite ho jati hn or hamen big loss se bachata he. Isi tarah take profit hamari lgai gai trades ko profit me close kr deta he. Jaisa k ap sab jantey hn forex me market swing krti rehti he jab ham koi trade lgatey hn wo baaz aukaat profit me jane k bad swing ho k loss me chahli jati he. Agar ham munasib tp apply kr detey hn to agar market swing ho b jaey ham automatically apna profit take kr lete hn. Is liye zaroori he k ham apni trades pe sl or tp apply kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aur take profit k faide..

    Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Forex Trading me loss har aik trader ko bardasht karna parta hai, aur is buisiness me loss ka bhi hona tay hota hai lekin is me faida wo taders uthate hen jo loss se sabaq hasil karte hen.Forex trading me take profit wo amal hota hai jis me trade khud bakhud band ho jaye jab hamara trade lot aik khas position pe hamen munafa de raha ho. Take profit ko bhi analysis se istemal kia jata hai aur hamare analysis ka ye result hota hai. Take profit hamen matloba position pe trade pohunchne pe khud hi profit ko save kar deta hai. Forex trading me take profit se hamen bohut faida hai. Ye hamen tarding me lalach jese masayel se bhi mehfoz rakhta hai. Aur dosra faida is k ye k hum har waqat trading ko monitor nahi kar sakte q k hamen munafe tak pohunchne pe bara time bhi lag sakta hai. Is waja se hum ye option istemal karte hen hamen khud bakhud munafa mele. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aur take profit k faide..

      assalamu alaikum bhai jaan aapane bahut acchi baat share ki hai main aapki baat ka jawab dena chahta hun ki agar Ham Star plus lagate Hain to hamen loss kam hota hai jitne Tak Ham apni account capacity dekhte Hain to Ham apna stop-loss laga dete Hain usse itna mein hota hai to hamari trade aap automatic close Ho jaati hai hamen jyada nuksan nahin hota take profit music lagate Hain ki Ham chahte Hain ki hamari trade itne Tak profit mein jaaye tu jab tractor profile mein jaate Hain Tak trade automatic close Ho jaati hai aise Hi Star plus bhi automatic close Ho jaati hai trade hamari
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aur take profit k faide..

        Ji han aapane bahut acchi baat ki hai ek achcha trader hota hai jo stop loss per kam karta hai usko jyada loss Nahin aata opener trade lagate waqt loss ka thoda saja rakhta hai usko jyada loss hone se ban jata hai aur usko profit bhi jyada aata is se uska count wash bhi nahin hota bahut acche earning kar leta bahut acchi trading kar leta hai isase bahut jyada fayda hai hamara account bhi bacha rahega wash bhi nahin Hoga aur hamen jyada profit aayega jab laut hone lagega to automatically close ho jaega trade aur hamen thoda sa thoda loves aaega agar hamen stop-loss ko use Nahin karte ho to hamen bahut sara lo sar sakta hai hamara account Vostro sakte isliye beta rahi hai is stop loss main aap kam Karen usko active Karen stop-loss ko Uske bad aap trading Karen aapko profit bhi aaega aur aapko kam se kam Hoga aur aapka account bhi varshon se ban jaega
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aur take profit k faide..

          Assalamu Alaikum Forex trading me aap Jab Bhi Koi train Lagate Hain To aapko stop loss aur take profit ki option ko Jarur istemal karna chahie Iske bahut Sare advantages hote hain stop loss aur take profit se aapka emotional discipline rahata hai hai aapka account security hai hai aapki investment Gaya hone se bach jaati hai aur iske sath sath aapka time bhi sa e hota hai aapko baar baar apni trade ko open karke check karne ki jarurat Nahin Hoti e Mal ke jaise hi market aapki set ki Hui limits per aati hai aapki trade profit Mein yah loss Mein close Ho Jaati Hai aur aap ko Bar Bar Aane trade dekhne Nahin padati
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aur take profit k faide..

            Walaikum salam dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam karte hain to usmein stop loss or take profit ko use Karke Ham bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain Jab aap stop-loss ko set karte hain to ismein aapko ka account sev rahata hai aap Jis limit Se Apna target set karte hain usmein automatically trade close Ho Jaati Hai isliye aapko chahie ki aap apne account ko safety ke liye stop-loss ko Jarur use Karen aur take profit Jab aap Kisi limit for set karte hain to ismein trade automatically profit Mein close Ho Jaati Hai aur ismein aap ho bahut jyada advantages ho sakte hain isliye aapko chahie ki Jab market ki moon mat fast ho rahi hoti hai to aap ismei take profit ko use karte hain to trade automatically close ok aapko profit Mil Jata Hai isliye aapko Main Agar Kamyab hona hai to aapko forex trading ke bare mein experience karna hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aur take profit k faide..

              Walekum assalam yes dear money management or risk management ke rules and regulations of ke liye bahut hi important aur play karte hain agar aap take profit Aur stop-loss Ko properly select karte hain aur iski calculation according to analysis complete karte hain to aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai Jisme take profit ki limit aur stop-loss aapke liye properly profitable ho sakta hai aur ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aur take profit k faide..

                Assalamu Alaikum dear friend Umeed he sab kheriyat se hunge. Dear traders aj me take profit ir stop loss ki ehmiyat pe baat krna chahkta hun. Inke kya benifits hn. Pehle ham lete hn stop loss ko to jiasa ka name se wazeh he stop loss hamari un trades ko automatically close kr deta he jo k hamari predection k opposite ho jati hn or hamen big loss se bachata he. Isi tarah take profit hamari lgai gai trades ko profit me close kr deta he. Jaisa k ap sab jantey hn forex me market swing krti rehti he jab ham koi trade lgatey hn wo baaz aukaat profit me jane k bad swing ho k loss me chahli jati he. Agar ham munasib tp apply kr detey hn to agar market swing ho b jaey ham automatically apna profit take kr lete hn. Is liye zaroori he k ham apni trades pe sl or tp apply kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aur take profit k faide..

                  Agar aap apne trade for profit Milana Chahte Hain To aapke pass Forex ka bahut Achcha knowledge Hona chahie aur aapko chahie ki aap apne trade Mein stop loss aur take profit lazmi lagaen stop loss aur take profit Lagane se aapki trade secure Ho Jaati Hai Aur fixed points per Aakar aapki trade profit aur nuksan mein automatic close Ho Jaati Hai

                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aur take profit k faide..

                    Ji han bilkul Forex members stop loss or take profit ke bahut jyada benefit hote hain Hamari trading Mein stop loss or take profit ke tool ko use Karke Ham maximum profit Aur Main Mamla se baith sakte hain isliye Hamen apni had trade Mein ine donon tools ka use Jarur karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aur take profit k faide..

                      Asslam o alikum forex ma trading krty howy stop loss ka istmal lazmi krna chahiay qk iska faida ya hota ha aik to ham loss sy bach jaty han or dosra hmara account bhi save rhta ha isi liay trading krty howy stop loss ka istmal lazmi krna chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss aur take profit k faide..

                        Forex Mein ham log stop-loss Kendriya lagakar hi profit kaise kar sakte hain stop loss in a gaye Ham kabhi bhi profit Hasan nahin kar sakte isiliye Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada Jab Bhi trading Karen Hamen Yad se dimag ko Hazir Nazir rakhkar trade Lagani chahie tha ki ham log shop class ki entry Jarur Laga sake Har member ko chahie kya Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye stop Last entry lagaen Tak Ho Jyada Se Jyada Raksha profit answer karne mein Kamyab ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss aur take profit k faide..

                          Agar aap nuksan ko rokana Chahte Hain To aap drop sakte hain aapko Achcha tarike se kam karne ki jarurat hai aur acche Star Plus Hassan karne ki jarurat hai isliye aap Achcha kam kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye aap Kaisa kam karna hoga jo kya aapke liye bahut Jaruri sabit Hoga aur accha sabit hoga Aap Ko Kisi Kasam Ki pareshani Nahin Hogi aur aap Achcha kam kar lenge aur acchi kamyabi aapka Lenge Jo kya aapke liye bahut jaruri tha Main To Gai aur acche se baat Hogi isliye aap planning ke sath kam Karen planning ke sath Kam Karne Wala kamyabi Hasil karta hai aapki kamyabi Aasan kar lenge aur acchi kamyabi Aisa kar lenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss aur take profit k faide..

                            Stop loss or take profit ka faiday bohat acha swal hai forex main aap agar stop loss use krtay hai tu aap zayida loss honay say bach jatay hai agar aap take profit use kray gay tu aap ko trada lga Kar bar bar dhakna nhi pray gay iss Lia aap ki trada jab profit mein jay gi khud colse ho jay gi aap ko take profit or stop loss use Karna chaiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss aur take profit k faide..

                              Assalam o alaikum!

                              maida ki aap se bilkul dekhoge jaisa ki aapane kaha hai ki stop loss or profit ke fayde to aapko batate chalenge ki stop loss or take profit ke bahut jyada file hai inse hamara account save rahata hai agar humse trading karna chahte hain to Hamen chahie Ham stop loss or take profit ka use jarur Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X