Overtrading se bacche

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Overtrading se bacche

    jaisa ki Ham logon ko idea hai ki Forex ek international level ka best business hai uske andar Ham logon ko kabhi bhi overtrading nahin karni chahie agar ham log is type ko perform karenge to isase Ham logon ko bahut nuksan hona shuru ho jaega jo ki Ham logon ke liye beneficial nahin hoga small profit ke sath kam Karen aisa is successful Ho jaenge to aap log ek acchi aur successful trader Ban jaenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Overtrading se bacche

      Forex mein hamen chahie ki Ham overtrading se bacha agar Ham jyada trading lagaenge aur bete nahin karenge to hamen lost a sakta hai yah hamara kaun bilkul was ho sakta hai isliye hamen chahie ki Hai mehnat Karen apne karm ke upar full focus their attention Karen hardworking character ke hamen kamyabi mile
      • #18 Collapse

        Re: Overtrading se bacche

        overtrading bahut jyada nuksan Deti Hai Aksar trader overtrading Kis Liye karna chahte hain ki vah short time period mein jyada profit Hasil karna chahte hain aur apne account balance ke mutabik trading karne ki vajah overtrading karte hain aur Jab overtrading Kisi bhi trader ke against Jaati Hai To fir usmein bahut jyada loss ho jata hai isliye Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie balke Hamesha yah dekhna chahie ki Ham Aisi trading Karen Jo Hamare account ke liye safe Ho Jab Ham safe trading Karenge usmein Hamara fayda Hoga aur Hamen profit Hasil ho sakta hai aur Agar Ham overtrading Karenge to Fir parafit Hamen Kabhi Nahin Milega Ban Ke Hamen Hamesha nuksan Hota rahega.
        • #19 Collapse

          Re: Overtrading se bacche

          G han aik say ziada lot nhi lagani chahe kun k agar investment kam hai to ziada lot or ziada tradings start krny say kafi loss ho skta hia or ap ka account bhi wash ho skta hia eslliye lot size to kam rakhan chahye or ziada tradings start nhi krni chahye trading main rish management or money management par focus krna chahye tak loss say bacha ja sky
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Overtrading se bacche

            over tading nuksan deh hoti ha jab ap trrade kar rahy to market ap ko loss deti han lakin agar ap trade close na karen or market ka wait karen to ap ko loss nhe ho ga lakin jab gussa ata ha to trade close karty han or pher us los cover karny ka lye oe trader lety han pher or ham rukty nhe market sa mukabla shuru kar dety han to ham ver ho jaty han isi ko over trading kehty han is sa ap ka acount wash hota ha

            اب آن لائن

            Working...
            X