how to avoid doing loss continuesly in forex trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to avoid doing loss continuesly in forex trading ?
    assalam o alikum mere dosto mjhe ye puchna hai ke agr apko forex mei agr lagatar loss hu jae to is se kese bacha jae mei new hu forex trading me ii want to know all about it thanks a lot
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan is business mein apko losses to hote hi hain lekin is mein kamiyab tarder wo hi hota hai jo is mein apne losses ko apne profits se manage karta hai.
    • #3 Collapse

      forex mein agar apko continuiosly loss horaha hai to apko chahiye ek ap is mien phir thore time ke liye trading band karden aur is mein ap phir break ke baad wapis trading karen.
      • #4 Collapse

        aik hee chez hai jo apko continue loss se bchaa sakti hai wo hoty hain apke strong analysis orr kuch bhee nhi inhi se app agay nikalty hain orr dusra apny emotions ko controll krna wo bhee bht zuroori hai capital ko achy se manage kren ke aggr koi sl bhee hit ho to koi khas farq na pre
        • #5 Collapse

          agar aap forex trading k liay knowledge k hasool ko behtar bna lain to mumkin ha k aap loss ko km ya phr khatam hi kr sktay hain is k liay aap ko mehnat krna ho gi
          • #6 Collapse

            fx ma hamys bar sy kam karna ho ga tab ham fx ma kamyabhsokaty han ya ak real kam hia jis yahma cha earana karty han ya ak real kam hai is ma hamy sabr sy kam krna hoga
            • #7 Collapse

              Loss se bachne k lee zarore he k ap ehtiat k sath trading kren, mera apna jo experience he wo ye he k indicators ko learn kren un p demo account me practice kren ur phr indicators k signal p buy ur sell kren, start small trades se kren.
              • #8 Collapse

                My dear friend loss sa bachna ka koi bhi method nahi haa keo ka loss lazmi hota hai forex trading ka ander ...............
                • #9 Collapse

                  forex trading main hum losss say aik he suraat main buch sakty hian jab hum is k baray main and market k baray main knowledge and awareness rukahayn gay.
                  • #10 Collapse

                    Mere kheyal men to forex dunia ka best busoiness he kion k is ki ak khasiyat to ye he k haaam ghar bethe is par treding kar k profit kama sakte hen or is k ilawa is se hamen bht kuch sikhne ko milta he
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum janab mere khayal me ager ham forex trading ko achi tara seekhin iss ke knowledge aur experience ko hasil karin tu iss me greed na karin tu loss se kafi had tk safe ho sakte hai
                      • #12 Collapse

                        trading me loss ko control karny k ley zarori hay k ham forex news ko follow karen or stop loss ki option ko zaror use kia karen har trade me.
                        • #13 Collapse

                          forex main loss tu hota hay lakin lakin hum ise forex kay loss ko kam kar saktey hain ise tarah kay forex ko behtar tur par learn karain earning sey ziyad learning par towaja dain phelay phir choti lot par trade open karain aur profit thora behi ho tu close kar dain.
                          • #14 Collapse

                            dear good bhot acha question ha dear es marke tka andr yeh to bhot e bset work ha ear mn eks kal liya ap kokhob thanks e khna chaon ga dear bat yeh ha ka forex mareket ka ander kam kkrta hova aksar log yeh bat bhol jata hn ka eh ek risky market ha and hum es ka ander profit laian ka liyae e enter hova hn dear
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              my dear agar ap big loss se bachna chahte ho t yeh buht asaan hai kabhi bina analysis k trading na krein hamesha soch samj k trading krein or greed ko passey pusht daal k trading krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X