trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

    Assalam o Alaikum ji bilkul ap ne sahi kaha Ham trading mein tab Hi kamyabi ko possible banaa sakte hain jab Ham fresh mind ke sath trading Karen jab hamare pass Forex ky related information Ho kiun ky agar Ham trading kar rahe hain to hamen hamesha soch samajhkar trading karni hoti hai kabhi trading karte hue hamen jaldbazi nahin karne chahie Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain market Koi movement ko nahin samajhte market ko analysis nahin karte vah kabhi bhi Forex mein kamyabi ko possible nahin banaa sakte isiliye hamen chahie ky hamesha Forex mein mehnat ke sath learning ke sath kam Karen kiun ky Jo log mehnat karte hain apne learning ko improve karte hain wohin Forex mein kamyabi ko possible bana sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

      agar dimaag se kaam keya jay kamyabi ha greed ko bi lose ki many ma ny considor kia jata h agr ap greedy ny ho gy to ap ko lose bi ny ho ga jo mil jay usy par hy khush rahy tb hy ap kamyab trader ban skty h app logo ko forex trading main chahyee k app apni ander si app lalach ko apni andeer si nikal do . or app logo ko is main apni emotion ko be chorna hogha .tu pir app is main ek achi trader ban saktyho
      • #18 Collapse

        Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

        Bilkul trading mein kamyabi usi ko milti hai jo dimagh say kam lain kyun kay trading eik mind game hai aur mind ko active rakh Kar hi apnay trade open karni hoti hai Nagar hum trading mein zayada tar decision apnay Dil say letay hain aur nuqsan bhe uthaty hain humain trading mein Dil ki bajaye dimagh say Kam lena chaye agar success jaldi hasil karna chatay hain toh humain trading kay business mein zayada kamyab baanay kay liye dimagh ko hazir rakh kar hi kam karna chaye
        • #19 Collapse

          Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

          Dear friends dimag se jyada trading karte waqt knowledge ki zarurat parhti hai Agar aapke pass knowledge Hogi to aapka dimag bhi usi lehaz se kam karega isliye aapko chahie ki aap mind ko fresh rakhen mind use Karen use pahle knowledge hasil Karen market ko search Karen trading karne se pahle aapko trading ke bare mein sari knowledge honi chahie analysis karte waqt itni knowledge ho kya aap trade lagane ke bad analyse kar sake trade lagane se pahle analysis kar saken knowledge Hogi aapke pass to hi aap aap acche trade bhi kar sakte hain aur achcha dimag bhi use kar sakte hain..
          Shukriya ☝️😊
          • #20 Collapse

            Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

            Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye sabse important chij market ko samajhna hai agar ham market ko samajh karte rate karenge to ham log se bus sakte hain Forex trading mein main 70% log apni investment ko saya kar dete Hain kyunki vah jaldbazi se kam lete hain aur apni investment ko share kar dete hain aur bhav Forex forum ke a kafi members yah batchit karte rahte Hain ki unko kafi ziada loss hota hai kun ki woh market ko samajhkar trade nahin karte aur vah money management aur risk management par focus Nahin karenge to ham loss mein chale jaenge isliye zyada love se bachne ke liye money management or risk management ko sikhana chahie aur iske liye YouTube or Google aur senior member ki help lete rahana chahie agar ham money management or risk management ke dariya se trading karenge to kafi jyada earning kar sakte hain new members ziada not use karte hain ya ek se zyada trade start kar dete hain aur unke paas investment kam hoti hai yah balance kam hota hai iski wajah se account wash ho jata hai isliye sabse important is money management or risk management ko samajh kar trading Karni chahie.
            • #21 Collapse

              Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

              Aaj Mere Bhai aapane theek Gaya Garam trading Mein Koi Achcha Sa planning strategies ke sath kam Karte Hain To Hamen Apna Kam Karne mein bahut jyada aasani Hogi aur ham Achcha kam kar lenge aur beta kam kar lenge aur weather kamyabi Asan kar lenge isliye Hamen chahie Kya Main planning strategies ke sath kam karna chahie aur Pathar kam karna chahie.
              • #22 Collapse

                Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                trading mei humay kamyabi hogi proper attention dena aham ha emotion ko control kar na pare ga agar app greed main a jaye to app ko loss main jarur ajaye ga so ham logo ko greed ko kam kar na hoga. lalch buri bala hia.hum ko kahbi kisi bi chez ki lalach nahi karni chaye is se hum ko hi noksan hota hia
                • #23 Collapse

                  Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                  hamen trading mein kamyabi mumkin hoti hai lekin jab tak ham log mehnat nahin karenge tab tak hamen koi bhi kamyabi hasil nahin Ho Saki kamyab hona hai to proper kam karna hoga mehnat Karni hogi
                  • #24 Collapse

                    Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
                    agar hum trading main demagh say kam lay gay to humain acha sa profit bhi gain ho jy gaaa
                    Reading Mein kamyabi tabhi Mumkin Hai Jab Ham Dil aur dimag lagakar kam Karenge Hamen chahie ke Ham trading karne se pahle Jyada Se Jyada mehnat aur Lagane se trading ke bare mein sikhen aur uske bad trading Karen To Ham ismein Kamyab ho sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                      Dost duniya ka koi bhi business Ho agar aapane usmein kamyabi Hasil karni hai to aapko mehnat karna hogi kyunki mahnat hi ek aisa Amal hai jo insan ko duniya ke kisi bhi business mein kamyabi dila sakta hai aur Forex per Jo log mehnat karte Hain vah log hamesha kamyabi Hasil karte hain kyunki mehnat se aapka knowledge aur aapka experience increased hota hai aur Forex per aap ko kamyabi aapki mehnat aapke experience aur aapke knowledge ke basic per hasil hoti hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                        Assalam o alikum hello forex traders hope you are doing well today I want to talk about forex trading m hamain hamaesha ik baat mind m rakhni cahaye k cities c ghalti hamara nuksan kr skti hy agr ap mind ka achi Farah istemaal kaarain ir soch smjh kr faisla Karain tb ap achi trade k sath acha bonus ly skty hai agr ap cahahty hain k trade AP k lye faida mand ho to AP trading krty waqt apny mind ko use kr k hamaesha soch smjh kr trade Lgayin umeed hy apko meri baat pasand ayi hogi thank you so much Allah hafiz
                        • #27 Collapse

                          Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                          Trading mein kamyabi mumkin hai agar damage say Kaam Kiya jay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar damage ka sath Kaam krtay hai tu aap ko kamyabi hoti hai jab aap damage ka sath Kaam nhi krtay tu aap achi trading nhi krtay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko damage ka sath trading Karni chahiy tab aap ko kamyabi hoti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                            Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapki baat se agri market trading Mein kamyabi Mumkin hai jo agar aap dimag se kam karte hain isliye aap Logon Ko chahie ki aap log Jyada Se Jyada training dimag se Sath Kiya Kare Jab aap log trading dimag ke sath Karte Hain To aap Logon Ko trading Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain jab tak aap log trading dimag se nahin Karenge tab tak aap log kamyabi ko Hasil nahin kar Payenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X