trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0
    agar hum trading main demagh say kam lay gay to humain acha sa profit bhi gain ho jy gaaa
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

    Agar trading me decisions mind ko use kar key ley jaye to esi trading me kamyabi possible hay magar ham zeyada tar decisions apny dil se lety hey jes ki waja se ham greed be karty hey aur ham emotional be hoty hey hamy apna har decsion hi mind key sath karna chaye otherwise agar ham apny mind ko use kar key trading nahi karen gey to hamari trading kabi profitable be nahi ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

      ji han yah baat bilkul theek hai ke Pakistan forex mein kamyabi hun ke naye agar dimag ke sath kam liya jaaye to kyunki Ham jante Hain ki koi bhi kam karna ho agar Ham usmein apna Jahan istemal na Karen dimag istemal na Karen Ham usmein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte aur na hi use kam ko saranjam de sakte hain kisi bhi kam ko saranjam dene ke liye aur usmein kamyab hone ke liye dimag ka istemal karna bahut jaruri hai

      kyunki jab Ham mind ka istemal karte hain tab bhi Ham kisi kaam mein kamyabi hasil karte hain aur usmein uske knowledge aur information bhi hasil karte hain isliye hamen Pakistan forex mein bhi agar kamyabi hasil karni hai to ismein bhi hamen dimag ke sath kam karna hoga aur soch samajh Kar kam karne se hi forex mein kamyabi hasil ki ja sakti hai

      isliye vah mein baje Pakistan forex mein kamyab nahin Ho Pa raha hai unko chahie ke hamesha fresh mint ke sath aur soch samajhkar Pakistan forex per kam karen to trading mein aur post and donon mein kamyabi hasil karke Pakistan forex mein kamyabi hasil kar sakte hain aur is per acchi earning bhi hasil kar sakte hain isliye soch samajhkar dimag ke sath kam karen to kamyabi hasil
      • #4 Collapse

        Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

        Dear Forex member umeed hai ap kheriyat se hongy jese k ap sab janty hain forex market mein mein hum sab forex tradng krtyy hain or trading ka k liye humein boht se chezo ki zarurat parhti hai or aghr hum forex market mein trading krty hain toh sab se pehly hmein us k liye planning ki zarurat hoti hai aghr hum plalning se kam krty hain toh humein bohut faida hota hai planning se kia gy akam humein faida mein rehta hai or market ko soch samjh analyse kren market ki movement ko follwo kren or acha signales milny par trade open kren shukiria
        • #5 Collapse

          Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai trading main proper planning aur soch samajh Kar kam karne se kamyabi hasil ki ja sakti hai agar aap hi apni trade se achcha profit hasil karna chahte hain aur forex mein expert trader banna chahte Hain to aapko hamesha apni trade proper planning ke sath aur soch samajh Kar open karni chahie aur hamesha apni trade ko forex rolls ke mutabik open karni chahie agar aap apni tradeco forex rolls ke against open karenge to aap kabhi bhi apni trade se achcha profit hasil nahin kar sakte Bal ke aapki trade nuksan mein ja sakti hai aur aapka account bhi wash ho sakta are hai isliye forex mein kamyab trader banne ke liye hamen forex rules ko completely learn karna chahie aur hamesha apne trade ko forex rolls ke mutabik open karne ki koshish karni chahie aur hamesha apni trade ko soch samajh Kar aur proper planning ke sath open karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

            Ji bilkul Forex member
            Aapki baat bilkul theek hai aur main aapki baat se mukmmal ittefaq rakhti hun ke agar ham dimag se kam lenge tab hi ham Forex per kamyab aur sakte hain. Ham sab jante Hain ki forex business forum ek bahut risky business platform hai hai aur yahan per trading karna usse bhi jyada mushkil kam hai. isiliye trading karte waqt aapko bahut jyada cool and freshman ki zaroorat hoti hai jab bhi tradingqna ne apne right mind mein trading Karen. Kyunki jab aapka dimag theek Hoga aur kam hoga to oo to aap market ka analysis acche se kaise kar payenge aur market ki movement aur market ki closing and opening time ko bhi acche se dekh payenge is Tarah aapko training mein loss Nahin Hoga aur aap ko bahut accha profit bhi mil sakta hai.
            isiliye jab bhi trade lagaen to Apne right mind mein rahakar kam Karen post acchi lagi ho to thanks jarur dijiyega shukriya
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

              Bahut se log forex ko raato raat amir hone ki jagah samajhte hain lekin aisa bilkul bhi Nahin Hai aur is se ham ek achha profit earn kar sakte hain lekin uske liye Hamen forex market ko acchi Tarah samajhne ki zarurat hai kyunki ismein Bina soche samjhe ke kahane se ham apna Sara balance aur investment loss kar sakte hain isliye pahle forex ko samjha jaaye Uske bad ismein trading ki jaaye.
              • #8 Collapse

                Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                Ji han their friends aapane bilkul right baat ki hai ki trading Mein kamyabi possible hai lekin Agar Ham dimag se kam karen to Agar Ham Apna Kam mehnat ke sath aur Sabir ke sath Karenge to hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Jo log jaldbaji karte hain vah Hamesha nakam Hote Hain aur Jinke pass experience Nahin Hota vah Bhi Na kam hote hain Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada experience aur knowledge Hasil Karen Jitna Jyada hamare pass experience or knowledge Hoga utna hi Hamare liye best hoga
                • #9 Collapse

                  Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                  Kamyabi bahut hi zaruri Hoti Hai Jab Ham sahi se kam Karen Kyon Ke Jab Ham kamyabi Hasil Karenge to market mein experience Hasil Karke kam karne ki zarurat Hoti Hai trader ko Hamesha knowledge ke sath Apne experian score increase karne ki puri koshish Karni chahie Kyunki Yahan per agar aap kamyabi Hasil karne ki baat karte ho to aapko mehnat karne ki koshish Karni Hogi trader apni mehnat aur apne experience a hi fayde mein rahata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                    Trading Mein kamyabi Mumkin hai agar dimag se kam late to trading mein aap Achcha profit Hasil kar sakte hain mehnat ke sath Kiya Gaya kam aapko kamyabi De sakta hai acchi learning acchi hi kamyabi hoti hai mehnat bahut Jaruri Hoti Hai Forex trading business Mein acchi kamyabi Hasil karne ke liye
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                      jee haan apne theek kaha i magree with you forex trading main achi learning he forex trading main achi earning ka reason banti hai forex trading main jab ham achi learning kay bad trading start kartay hain to ham achi earning kar skatay hain ap larning tabhe kar sakty ho jab aap zaida say zaida time su cheez ko dogy na he learning mushkil ha aur na he earning mushkil ha bat sirf apki interest per a kar ther jati ha k ap us cheez main kitna interest lety ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                        Assalamu walaikum kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun forex se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai agar agar forex per kamyabi hasil karni hai to hamen jyada se jyada hard work Karen na padega to jyada se jyada hard work karke Ham kamyabi hasil kar sakte hain hamen ke sath kam karna chahie hamen soch samajhkar trading karni chahie tabhi jakar Ham kamyabi hasil kar sakte ho forex se jyada se jyada fayda bhi hasil kar sakte thank you
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                          jee haan trading meinkamiyabi damagh k estamal sy he possible hy study karna kafi mushkil hai lakin us learning ki waja sy ap phir trading business sy earning easily kar sakhtye ho tu ap ko learning difficult nai lagti hai. jaisy market koe or nahe hain jo apko easily itna profit day. that's why i like forex tooo much.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                            bilkul ISI Tarah hai hai jo log Apne mind ko fresh Karke aur Apna mind set Karke trading Karte Hain vah Jo log trading ke bare mein trading Hamesha mahilaon karte hain dimag se Jin Logon Ko kamyabi Najar a Rahi Ho Jo log time pass ke liye Pariksha Mein Aate Hain Hamen chahie Hamen dimag se kam Lena chahie jaldbaji Kisi Ka Main Bhi Nahin Karni chahie trading mein bhi nikal Nahin chahie to kam hi Aisa ismein Kar jaldbaji Karenge to Milao ka Samna karna padta hai isiliye Maine Soch Samajh Kar Dekh Bal ke kam karna chahie Is Tarah Se Kam karna chahie ki Jis Tarah Se Mein loss ka Samna karna
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main kmyabi mumkin hai agar demagh say kam lay to0

                              jee haan kisi b kaam mein kamiyabi apko hamesha mehnat sy he milti hy jb tk hm is business ko proper learning k sath nahi karen gyn tu hmen is business se achi tarah earning nahi ho sakti ha ap ka experience hona chayie kiyon kay bahot saray traders loss karty hay kiyon kay un kay pass experience nahi hota hay isi liye ap ko chayie ky demo trade karo aur easy bhi hoga .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X