Analysis ke kitne iksam hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis ke kitne iksam hain
    Analysis ke kitne iksam hain koi senior mimber bata sakta hay or konsa analysis strong hota hay kis par ziada focus karna chahye take fayda hasil hosake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis ke kitne iksam hain

    dear analysis to kafi types hen lekin ye asal me trading k liye rasta dekha jta hai k hmain kis rasty main chal kar paisa kamana hai tu apko chahye k aghr ap market ko analysis karna hai tu technical analysis or fundamental analysis se kar skty hain jis main ap apni trading k liye market ko dekh skty hain or apni trading kar skty hainAnalysis karnai ke buhut saray tariqay hai koye indicater ke base par market ko analyse karta hai to koye price action ko use kartay hui Mai samajta hon ke market ko analyse karnay ka sab say best tariqa price action h hai ka tajziya kiya jta hai jis main apni trading k liye rasta dekha jta hai
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis ke kitne iksam hain

      market ke andar different types of analysis hote Hain Jo ki ham log kar rahe hote hain achcha profit hasil karne ke liye market kabhi bhi stable nahin rahti hamesha iske andar movement dekhne ko milati hai lekin jab ham log kis ko acche tarike se samajh lete hain aur uske andar Ham logon ka kam karne ka style achcha ho jata hai to automatically ham system bahut achcha profit Hassan kar lete hain Kisi Ki sim ki strategies bhi hoti hai vah Ham logon ko achcha profit provide kar deti Hain agar vah valid state mein strategies hongi to hamen profit a jaega
      • #4 Collapse

        Re: Analysis ke kitne iksam hain

        Dear aap Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein aapke pass different kinds ke analysis hote hain jinko aapane perform karna hote hain to aapko ismein fayda hote hain aap Agar ismein acche tarike se analysis ko perform Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hota hai aap ismein different kind ke analysis perform kar sakte hain Jaisa ki aap ismein technical analysis ko perform karte hain aur technical analysis ke sath sath Ham ismein fundamental analysis ko Pasand Karte Hain Jiske Liye Ham market Mein economic news ko dekh rahe hote hain aur iske sath Ham market Mein sentimental analysis ko perform Karte Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis ke kitne iksam hain

          Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han Tumhen aapko batata Chalein ke analyses ki Kitni kind soti Hai Kafi sari kind soti Hain ulcers ki analytical analysis bhi hota hai digital analysis bhi hota hai fundamental analysis bhi hota hai main electrical analysis bhi hota hai yah sab analysis ki kinds hai aur Hamen market ke bare mein fundamental analysis Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai isliye aapko analysis karne ki jarurat hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Analysis ke kitne iksam hain

            Ji gear aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki market Mein analyse ki Kitni types hai to dear jab Ham Forex trading istemal kar rahe hote hain to is mein humko mohtlif Kism ke analyses ka Samna karna padta hai to ismein sab he k oper focus kry aap Forex trading Main Har analyse ko ead Karen Kyunki Forex trading Mein ine Sab ki jarurat hoti hai Sabse pahle Ham Ko technical analysis s ki jarurat Hoti Hai Iske bad fundamental aur sentimental analyse istemal kiye Jaate Hain ismein Humko Har EK Upar focus karna hota hai jismein aap technical analysis ko istemal karke market ke analyse ko dekhte hain aur fundamental aur sentimental ko bhi aap market Mein istemal Karte Hain To Is Tarah is main 3 type ke analysis Paye Jaate Hain.
            ......Forum is a great place for traders talk.......
            • #7 Collapse

              Re: Analysis ke kitne iksam hain

              Dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen planning ke sath kam karna chahie aur acche Analysis Karke trading Karni chahie analysis different types ke hote hain ismein iski Bahut Si types Hain Ham ismein technical analysis, send mental analysis and fundamental analysis ko use Karke acchi trading kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap Forex trading Mein different type ke Analysis par focus Karen aur Jyada Se Jyada experience gain Karen tabhi aap ismein kamyabi Hasil Karke acchi earning kar sakte hain Forex trading Mein Analysis ko bahut important Samjha jata hai isliye aapko chahie kya aap Forex trading Mein different analysis per careful hokar trading Karen tabhi aap ismein acchi earning kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis ke kitne iksam hain

                hello doston Forex forum per aapko achcha Na Lage hasil karna chahie aur acche nale sahi aap achcha analyse kar sakte hain isliye doston hamen market ki trading ke bare mein news ko follow karna chahie aur news ko acche tarike se study karna chahie tha ki aap market ko acche tarike se analyse kar sake dusra aaya hai ke market ke graph ko samjhe unki candle stick ko acche tarike se analyse Karen Taki aap market ke trend ka pata laga sake aur indicators ko samjhe signals ko samjhe ta ke acchi trading kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis ke kitne iksam hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq123 پيغام ديکھيے
                  Analysis ke kitne iksam hain koi senior mimber bata sakta hay or konsa analysis strong hota hay kis par ziada focus karna chahye take fayda hasil hosake
                  Reading main market ke analyse karna chahie HONE HONE chahie bus Sham ki jarurat Nahin Hai Hamen sirf analyse hi karna chahie Agar Ham market mein main entry Hasil karne se pahle market ke analyse kar lete hain To Hamen market ke bare mein acchi information Hasil ho sakti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis ke kitne iksam hain

                    Dear friends pahle to main aap say yea poochna Chahta Hun Ki Jab aapko co bonas he nahin mil raha to post karne ka fayda bataen han han Agar aapko bonus Milta Hai To to aapko aapki ki mehnat ka phal bhi Milta Hai FIR To fayda Hai aur Agar Nahin Milta to Fir kya fayda isliye ine Dinon aapko mehnat karne ki jarurat Nahin Hai Jab tak form wale Apna aap Sidha nahin kar lete aur bonus Dena Shuru Nahin karte Kyunki aap Shayad Jante Hain Ki UN Logon Ne contest bhi khatm kar diya hai aur uska pending bonus bhi nahin de rahe aur Aam foxsky guftgu wala bonus bhi 2 weeks Ke Nahin Aaya Hai isliye Jab Tak pahle wala bonus Nahin Milta aapko yah wala post Nahin Karni
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis ke kitne iksam hain

                      bbahut he acha sawal ha ap ka analysis kitny kism ka han is par detail sa bat karty han lakin phely ye dekh ka biggner ko in ka bary main nhe pata ha to ap na is topic par good information deni ha 3 types han analysis ki technical market main sab sa zeyada use hoty han us ka bad fundamental aty han ye news par dpend karty han or 3rd sentimental analysis han
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis ke kitne iksam hain

                        Market Mein analysis ko bahut jyada importance Hasil hai hi analysis ka bahut bada kaam hai trading mein aur Sawal Pucha gaya hai ki analyses ki Kitni eksam Hai To analysis ki 3 Kismy Mein Hai Jin Mein Ek fundamental analysis hai aur dusri technical analysis aur sentimental analysis hai aam taur per traders ke liye pahle do analyses Jaise fundamental aur technical zyada makbul Hote Hain Jab Ke sentimental analyses Jada experts use karte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis ke kitne iksam hain

                          Analysis ki bahut jyada exam Mein Ham Jisko apply Karen bus Hamen analysis karna hota hai Hamen chahie Kya Main Market movement kar licence Jarur Karen Agar mere pass koi bhi Tarika Nahin Hai licence karne ka To Hamen senior member se request Karni chahie kya yah ham log kaise apni licence kar sakte hain Uske bad jakar Hamen Achcha profit bhi mil sakta hai isiliye Hamen chahie ki ham log Jyada Se Jyada aur Achcha profit Hasil karne ke liye Jyada Jyada market ki movement ko Dekhen Kyunki Jab ham log market ki Munh Mein Socha Karte Hain To is bare mein jyada profit Hasil Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis ke kitne iksam hain

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen forex market ki movement ko Different techniques ki madad se analyse kar sakte hain Ham forex market ki movement ko technical analysis fundamental analysis trending analysis candlestick chart pattern and bearish candle or bullish candle ki madad se analyse kar sakte hain Is Tarah Ham forex market ki movement ko analyse Karke market ka trend Maloom kar sakte hain aur apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karke apni trade Se Achcha profit Hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis ke kitne iksam hain

                              Aslam o alikum dear friend and I will give her a Adrak of her time and my daughter MN apko ayah bhe batana chata hn Ka pko to aapko yah batana Chahta Hun Sen me your address and phone number is per kam karenge to ham and turkey 🦃 to aapko yah batana Chahta Hun Sen me your address book 📚 to aapko yah batana plz find attached file for the use kar sakenge aur hamen acchi hai best regards David and I have a good night have a great weekend and I will be open to the same 💞 to the same 💞 to the same 💞 to the or experience hasil Karen aur is per kam karte hain aur Forex ke bare mein acchi learning knowledge or experience hasil Karen aur is per kam karte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X