Best Way To Trade Forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Yes brother hum ko trading krne se phale Forex news zaror dekh leni chahy ye ap ko trading kene mein helpful hogi or technical analyze ko bhi tekh lena chahy achi traind k liye news ko zarror read tekhna chahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      ager hm market k analysis ko daily check karen to hm achi trading kr skty hen is lye ap news pe trade kre or news k waqt se phle pending orderllga de market jis side pe bhe gae apko profit de jae gy so trade wisely and earn good
      • #873 Collapse

        yes brother aap ne bilkul such kaha hai hamein ye tariqa apnana chahiye ta k hamein ye maloom rahe k market is waqt kesi chal rahi hai kun k market me loss aur profit to hota reh ta hai.
        • #874 Collapse

          news trading main earning bhi zyaada hai or iss main agar trader ka acha experience to phir success rate bhi kaafi barh jaata hai lekin phir bhi forex trading main technical or fundamental ko saath saath lay kar chalna parta hai because ik month main thory say he to fundamental events hooty hain.
          • #875 Collapse

            jee may dear aap nay bikul he theak kaha hai yeh aik online busnise hai is main apal og mehnatkar k bouht he acha aksha earnig kar sakty hain or aap is main kamyab b ho skaty hain
            • #876 Collapse

              Ji haan is main koai nahe laga na parti hay han is ap zada kam karo ga ap ko forex mai itna he pasai banao gai ya bohat acha kam hay is kam mai koai problem nahee forex trading naib.
              • #877 Collapse

                Meray khiyal se humain news kay time trading bilkul bi nahi karni chahiye kun k hum abi forex main new hain or hamaray pass margin bi bohat kaam hota hai agar ap kay pass margin kam ho ga or trade ap kay against chalay jai or ap nay stop lose bi na rakha ho to ap ka account wash ho jai ga kun kay market ka big move ho ga.
                • #878 Collapse

                  dear aap ki baat durust hy magar news time pr trade krna riski b hy agar aap market k trend ko sahi samj na saky to aap ko is main loss b ho sakta hy kioun k is waqt market ki movement kafi tez hoti hy mery khyal main long term trade zeyada behtar hy
                  • #879 Collapse

                    G ap ko jab trade karni ho0 to ap ko plan set karna chhahy k ap ko 1st kis par trade karni ha us ko select kry or than ap ko us ki nws check kary or us ko ful info hasal kar k us par trade se kar dy par zada lot use na kary to best ha
                    • #880 Collapse

                      mery khyal sa ap theak keh rahy ha k jb market opning hoti ha to hamy kissi achy pair par entry lyni chaye q k ye mera zati experience ha mai bhi market opning par achi entry lyta ho aur kafi profit hasil kar lyta ho
                      • #881 Collapse

                        best way ye hey k ap ziada se ziada hard working kar key apni trading ko jari rakhen sath sath apne greedy pan ko hi kam karen or ek had tak daily basis k par profit karna sikhen then ap asani se trading kar saktey hen or is par achi tarha kamiyabi bhii hasil karsaktey hen . Thanks.
                        • #882 Collapse

                          g haan bilkul teek kaha ha ap na main ap ki baat ko teek samjta hun baat ya k forex main agar ap ziyda earning karna chaty hain to uc k liya ap ko news watch karty rahna chaia q k news ko daikna sa ap market ki movment ko easily daik sakty ho aur achi earnning kar sakty hain
                          • #883 Collapse

                            best way yi hain ki pehly apni senior se seekin or saat saaaat demo account per traddde bike ook kerrrrt rahin tikmai ager seekthy howy noksan ho raha ho nho to ap ko real mai noksan na ho jay
                             
                            • #884 Collapse

                              jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                jee han bhai ap bilkul sahi kh rhay hain ky news py trading krnay sy hum sub ko bohat ffaida hasil hota hai iss liye bethar hai ky news py he zada sy zada forex trading ki jaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X