Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna parta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna parta ha
    Forex Trading me commodities ki nisbat currency pe trading karne se jo loss hota hai wo auto pe recover hota hai lekin is me bohut waqat lagta hai. Bohut hi ziada waqat to nahi lekin kabhi kabhi aik week tak ka bhi intezar ho sakta hai. Forex Trading me agar kaam karna hi hai to is me dil laga kar aur pore experience aur trading skills k sath kaam karte rehna chaheye, is se hum forex trading me asal success hasil kar sakte hen. Forex Trading me knowledge aur trading skills hi kamyabi deti hai aur is se hum ye buisiness bohut achhi traqay se sar anjam de sakte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

    Ji han bilkul dear aapane Sahi kahan hai Ham Jab Forex trading Mein currency is per kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain hamare pass pairs Hote Hain Jis per Ham trading kar sakte hain Agar Ham ismein acche currency pairs per kam karte hain aur ismein ham Achcha knowledge aur information Hasil Karke kam Karte Hain To currency ped se Ham profit Hasil kar sakte hain Kyunki Unki market Mein movement normal hoti hai aur Unki movement technical ho rahi Hoti Hai To Jab Hamen currencies per loss hota hai aur use per trading karne se aap loss ko aasani se recover kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

      Market Mein Jab traders currency pairs ki selection karte hue apni trading Karte Hain To members ko bahut jyada careful Rahte Hue apni trading ke liye Best currency pairs ki selection karne chahie aur sirf phone currency pairs ki selection Karni chahie jo ki bahut jyada chhatron aur powerful hun aur Agar aapko market Mein loss hota hai to use time aap ko Apne loss ko recover karne ke liye bahut jyada Intezar Karna chahie aur jaldi bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki Agar vah jaldi Karenge Tu Is Tarah Se vah Apne loss ko recover nahin kar Payenge
      • #4 Collapse

        Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
        Forex Trading me commodities ki nisbat currency pe trading karne se jo loss hota hai wo auto pe recover hota hai lekin is me bohut waqat lagta hai. Bohut hi ziada waqat to nahi lekin kabhi kabhi aik week tak ka bhi intezar ho sakta hai. Forex Trading me agar kaam karna hi hai to is me dil laga kar aur pore experience aur trading skills k sath kaam karte rehna chaheye, is se hum forex trading me asal success hasil kar sakte hen. Forex Trading me knowledge aur trading skills hi kamyabi deti hai aur is se hum ye buisiness bohut achhi traqay se sar anjam de sakte hen.
        Assalam o Alaikum Dear forex members bahut hi kmal ki post share ki hy apne k iss forum per kaam krty hue hme chahiye k mehnat kren learning hasil kren knowledge hasil kren aur auto loss recover krne k liye wait kia kren
        • #5 Collapse

          Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

          G hy bilkul thk kha hy hm currency sa loss recover ho skty hy lykn us ky lia hm thora wait ku zarort hoti hy ku ky in ki mouvmnt fest nhi hoti is Lia hm soch semjh kr subr sa wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience Ho GA hm utna hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

            Forex trading ki market Mein chadhi hamle currency pair trading Karni Ho To Hamen currency pair ke related complete information aur complete knowledge Hona chahie Jab hamare pass currency pair ka complete knowledge aur complete experience hoga to tabhi Ham currency pair ke sath market Mein trading kar Payenge currency pair ke sath market Mein trading Karte Hain To Ham market se Hamesha Achcha Se Achcha profit gain karte hain currency pair ki selection karna bahut jyada important hota hai isliye Hamen Hamesha acche currency Peer Ki hi selection Karni chahi
            • #7 Collapse

              Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

              Forex Mein currency is per trading karne ka isliye Kaha Jata Hai Kyunki principal loss recover karna Aasan ho jata hai lekin iske liye time lagta hai lekin Baki Jo pair Jaisa ki gold Hai yah oil hai to use per nuksan ko recover karna Kafi Mushkil hota hai yahan Mujhe chahie tha Jab ham log is per trading karen to acche tarike se karne ki koshish karen Ek Achcha trader wahi hota hai jo market Mein Soch Samajh Kar kam karta hai aur acchi trading karta hai aur fayda uthata hai Ham Logon Ko Bhi ismein kam karte hue carefully training Karni chahie aur currency is per kam karna chahie fayda Hoga Ham Logon Ko ismein
              • #8 Collapse

                Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

                Dear apne bhut acha question keha hay forex forum bhut acha online business hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading hamen apny currency per trading karna chahie phir harma account safe ratha hay jinta zaida ham currency per wait karty hay phir hamen unta zaida faida milta hay isleye hamen sb ko currency per trading karna chahie phir ham kamyab ho sakte hain phir acha profit haisl kar sakty hay phir ham life ma kamyab hu sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

                  Currencies pe Trading se loss bhi kam hota hai aur munafa bhi kam.business me sab se best trading strategy ye hay key less lot size ka use kia jaye aur stop loss larger raka jaye, agar ham take profit ko kam point par rakty hey to ye aur be achi bat hoti hay es se hamari trading strategy 100% hi profitable ban sakti hay,

                  trading me strategy ko use karna profitable trading ki waja banti hay aur agar trading strategy key sath ham risk ko be manage karny ka khayal rakty hey to hamari trading strategy profitable hony key sath without loss key be kamyab ho sakti hay, trading me lot size kam aur stop loss ki limit zeyda rakny se hi ham risk ko manage karny me kamyab ho sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

                    Hamen forex men trading kay duran intazar karna chaey ur agar hum as men saber kay sath trading nahin karty hain tu hum nakam ho jayt hain tu hame saber kay sath forex men trading karny chahey tabhy tu hum kamyab ho jayen gy tu hamen saber kay sath her kam karna hot ahy ur agar hum saber aky sath koi bhe kam anhin karty hain tu hum nakam ho jaty hain tun hamen loss hony per preshan nahin hona chahye kun kay forex men jo mayoos ho kar kam karty hain tu voh nakam ho jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

                      Forex trading mai loss ko recover karna ek taught job hain jab taak loss recover ni hota account profit mai run ni karta is liay loss ko recover karny k liay planning money management bht bht zaruri hain. Is liay apni bar trade money management ki base par kary to loss automatically recover hota rahta hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pe loss auto pe recover hota hai lekin us k leye intezar ziad karna part

                        Ji han bilkul dear aapane Sahi kahan hai Ham Jab forex trading Mein forex is in line with kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain hamare bypass pairs Hote Hain Jis in keeping with Ham trading kar sakte hain Agar Ham ismein acche foreign money pairs in keeping with kam karte hain aur ismein ham Achcha know-how aur statistics Hasil Karke kam Karte Hain To foreign money ped se Ham income Hasil kar sakte hain Kyunki Unki market Mein motion normal hoti hai aur Unki movement technical ho rahi Hoti Hai To Jab Hamen currencies consistent with loss hota hai aur use consistent with buying and selling karne se aap loss ko aasani se get better kar sakte hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X