Benefits of stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benefits of stop loss
    Hi dear umeed hy ap dub kharut hy hon gy je hn mera aj ka topic hy kay may aj ap sub ko is ky bary lay smaja don ky stop loss kia hota jb ap trading kr rahy hon or ap ka phone bnd ho jay ya phir ap ka net ho jay ya chala jay to is time stop losa ap ko fadia data hy q ky is sy ap ko loss nhi hota or ap ka acount kbi wash nhi hota is lay stop loss ko zaroor use kryn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Benefits of stop loss

    Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Trading ke dauran take profit aur stop loss Ka istemal lazmi Karna chahie. Forex Trading me agar kaam karna hi hai to is me dil laga kar aur pore experience aur trading skills k sath kaam karte rehna chaheye, is se hum forex trading me asal success hasil kar sakte hen.
    • #3 Collapse

      Re: Benefits of stop loss

      dear friend forex trading mn stop loss ko lazmi use krna chayay keun k stop loss forex trading mn account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha jis ko ap trade mn use kr k apnay account bsllance ko safe rakh sktay hn keun k agr ap stop loss ko trade mn use nhi krtay to trade ziada loss mn janay sa apka account bhi wash ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Benefits of stop loss

        Dear members stop loss Lagane se Ham bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain Ham Apne account ki safety ke liye Apne trade ke sath stop loss ka bhi istemal karna chahie isase Hamara Kaun Ho Se Hota Hai aur jo loss Hoti Hai vah kam se kam account watch hone se bacha Jata Hai Hamari koshish honi chahie ki Jab Bhi trading karen to account ko sev karne ke liye stop loss ka Sahi position per istemal Karen Forex trading mein agar kam karna hai to isase Dil lagakar aur Puri experience aur trading skills ke ke sath kam karna chahie Forex trading main aap tabhi profit earning kar sakte hain Jab aapke pass experience Hoga aur aap trading ke bare mein completely e information Hogi to aap ismein acchi nahin kar sakte hain Kyunki trading Mein Agar aapke pass experience Nahin Hai To aapke liye bahut hi difficult hai aap ismein acchi earning nahin kar sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Benefits of stop loss

          definitely Forex trading me agar aap stop-loss ki limit ko set karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages milte Hain iski sabse mint benefits aapko yah mil sakta hai ki agar aap apni kisi bhi trade per yah limit apply karte hain to aapko ek limited time tak nuksan hota hai aur aapke account per aapko kabhi bhi margin call receive nahin ho sakti aur agar aapko nuksan hota hai to usko recover karna aapke liye bahut aasan hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Benefits of stop loss

            Asalaam -o- alikum dear forex member jaisa k ap janty hain k stop loss hamary account ko bhooot ziada save rakhta hai or hamary account ky liye bhoot ziada faida mand sabit hota hai es liye ap ko chahea k jb bhi apni trade lagain tu us mai stop loss or take profit ka zaror istamaal karen taky ap ka account save rhy ao ap yention free ho kar apna buisness start karen or kamyabi hasil karen
            • #7 Collapse

              Re: Benefits of stop loss

              Dear brother forex trading men stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey stop loss ki waja se bara loss nhi hota aur account bhi safe rahta hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir stop loss ko zaroor manage karen aur 30 percent se ziyada stop loss nah lagaen kiun k bara loss recover karna mushkil ho jata hey
              • #8 Collapse

                Re: Benefits of stop loss

                Forex trading Mein Jab Bhi aapko trade star Karte Hain To Usi Waqt aap usmein stop loss aur take profit ki option ko istemal kar sakte hain stop loss ki option ko aap kaun Jarur istemal karna chahie Kyunki isase aapki account ki security Mein ijaafa Hota Hai aur aapka account watch hone se bacha sakta hai agar trade aapke against Jaati Hai To Thode Se nuksan ke sath aapke state close Ho Jaati Hai aur aap Puri investment loss Se bachate Hain isliye Jo log stop-loss ki option Ko istemal Nahin Karte unhen yah option Jarur istemal Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Benefits of stop loss

                  Stop-loss use karne se aapka account wash hone se bacha hota hai ise Achcha fayda ho hi Nahin Sakta agar aap apni trading Mein stop loss Nahin use karte hain to aap ko nuksan hi nahin hota hai isliye Hamesha stop loss is used Karke trade dikhayen Agar market trend change hota hai to aap ka Khandwa hone se Ban Jaega aur stop-loss hit Karke trade loss Mein close ho jayegi bahut Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Benefits of stop loss

                    stop loss ke benefit Se Hain ke stop loss per agar aap use karte hain to apni trade Main To aap apne capital ko safe Rakh sakte hain aise kyon tarike se trading kar sakte hain aur aapke account wash hone se bhi badh jata hai hi jyada deta ka market Mein sarve kar sakte hain Jyada loss hone se aap apni trade ko bacha sakte hain minimum loss per aap apni trade close Karke safe Rah sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Benefits of stop loss

                      Dear agar aap trading karte hain to aapko Hamesha stop last ko carefully focus karna hota hai Kyunki agar aap isko apni trading may include Nahin Karenge to aapko margin call receive ho sakti hai yah jyada nuksan ho sakta hai aur aapko drawdown ki situation available ho sakti hai agar aapko drawdown ki position hoti hai to aapko Aisi condition Mein Apne nuksan Ko recover karna bahut jyada difficult ho sakta hai aur aapke liye Forex trading Mein Apne advantages ko increase karna impossible ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Benefits of stop loss

                        Assalamu alaikum dear stop loss ka sabse bada advantage hai kya kar aap apne trading per stop loss use karte hain to aapke trade specific point per jaane ke bad automatically close ho jayegi aur vah profit aapke a account se deduct kar liya jaega isliye aapko koshish karni chahie ki agar aap market mein survive karna chahte hain to uske liye aapko stop loss use karna chahie kyunki agar aap Stop loss use karte hain to uske sar aap market mein save rahakar kam kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Benefits of stop loss

                          dear member ummid hai thik thak honge dear stop loss ke bahut benefits hain aur ham is functions ko use karke Forex se kamyab ho sakte hain aur Hamen chahie ke Jab bhi trading karen to stop loss ko jarur istemal Karen aur is tarah Ham bahut jyada loss se buch sakte hain aur hamara account wash hone se bach jata hai aur phr Ham apne account ko recover kar sakte hain aur agar Ham stop Loss ko use nahin karte to Hamen bahut jyada loss ho sakta hai aur hamara account wash ho sakta hai aur hamari sari mehnat zaye Ho jaati hai aur hamare hath kuch nahin aata aur agar Ham stop loss ko use karenge to Ham bahut jyada loss say bach sakty hain aur hamara account secure rahata hai isliye Hamen chahie ke stoploss ko zarur istemal Karen aur is say faida Hasil Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Benefits of stop loss

                            Forex member aapne bahut hi acchi discussion ki ke Star plus ke kya fayde Hain jab ham Forex trading mein kam kar rahe hote hain to ismein hamari Jo trading hoti hai usmein apne account ki safety account management hamare liye bahut hi important Hoti hai kyunki agar ham Apne account ko acche tarike se manage karna Sikh jaate Hain to ham ismein bahut hi jaldi successful trading kar sakte hain isliye apni koi bhi trade open karen to is mein stop-loss ka istemal Karen taake aapka accounts rahe aap jitne safe account ke sath apni careful trading karte hain utna hi aap ismein achcha margin le sakte hain
                            Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Benefits of stop loss

                              There member jab ham trade lagate Hain to hamen trade lagane se pahle market ki movement ko acchi Tarah se fundamental tarike se analyse karna hota hai unke market ki movement ko samajhna hamare liye kamyabi ka ek jariya hota Hai jab ham market movement ko dekhkar trade lagate Hain to vah trade hamen yakin profit ki taraf le jaati Hai to jab ham trade laga de to trade ke dauran stop loss or take profit ka istemal bhi raat mein kiya Karen kyunki yah hamare account ko bilkul save rakhte Hain jisse ham befikre hokar ham dusra kam kar bhi kar sakte hain jab hamari trade limit tak pahunchi hai Hai to vah khud close ho jaati Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X