Forex main market ka trend kitne baje start hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main market ka trend kitne baje start hota hai
    their friends forex market mein trend hamesha then ke 11:00 baje se start hota hai aur yah hamesha char ghante ke bad change hota rahata hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

    assalamu alaikum dear friend ji bilkul market katra and 11:00 baje shuru hota hai aur yah 4 ghante Tak shuru rahata hai aur hamen market kurta and ke mutabik ki apna Kam karna chahie aur tradekarvy chahie jiski vajah se Ham bahut acche profit ke sath kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

      Pakistan Pariksha Mein ke andar Jab Ham trading Karte Hain To uske andar Jo train hota hai vah teen Tarah ka hota hai aur Iske open or close hone ka time video friend hota hai different mall ke andar yah time different hota hai aur Iske train ka ek hota hai to hota hai aur Teesra Tokyo tu jo pahle wala hota hai 4:00 Baje Shuru hota hai to vah Subah 8 baje khatam ho jata hai uske bad Jo dusra Shuru hota hai vah Shuru hota hai baje se hota hai aur vah khatm ho jata hai 4 baje Shyam Ke Chalte Rehte Hain to inke Andar market Jo Munh Mein hoti hai vah bahut hi bahut hi movement bahut hi jyada Hoti Hai To Main aapko jo trading co nahin hai vah aapko London Fashion Ke Andar Karni chahie Koi in Sikander Markar ki Hatya Hua bahut hi hoti hai aur Itni hi behtarin Humko bahut acche Seva Karenge
      • #4 Collapse

        Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

        G hy bilkul thk kha hy market ka trend subh 11.00 bjy start hota hy us time bilkul perfect mouvmnt hoto hy jis sa hm treading kr ky bht hi acha profit hsil kr skty hy is Lia hm chya ky hm mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada mhynt kra ga acha sa market ki semjh us ky mutbk wark kra ga tb hi kamyb Ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

          Yes dear member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein market ki trend Subah 11:00 Baje start hoti hai aur use time market ki movement acchi ho rahe hoti hai aur aapko chahie ke aap apne experience ko improve karne ke liye Forex trading Mein acchi learning Aur 40 ke sath kam Kare Jab aap ki learning strong hoti hai to aap ismein acchi earning kar sakte hain isliye aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada experience can Karen aur Market ki movement contest and Karen Jab aap different analysis per study Karte Hain To ismein aap bahut jyada practice kar sakte hain aur acchi earning ke liye acchi knowledge ko increase kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

            dear agar aap market ke trend ko properly calculate karna chahte hain to iski Koi exact timing nahin hoti case time per market couldn't start ho sakta hai market ka trend start hone ka koi bhi time ho sakta hai aur ismein different levels ki achievement hoti hai jab vo levels complete ho jaate Hain to market apne train mein movement start kar deti hai aapane yah note kiya hoga ki market ke different sessions mein different days mein different movement hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

              Assalamu Alaikum Forex trading main market ka time start karne ka koi bhi time fix Nahin Hai Kisi bhi time market ki one way moment ho sakti hai aapko bahut carefully rahakar market ko analyse karna hota hai vah market ke upar Nagar rakhni hoti hai aur jab market aapko Apne favourable position mein mahsus ho Usi Waqt aapko entry point per trade start Karni chahie Kabhi Bhi Koi exact time nahin hai Jab Ham ke Sakte ke market ka trend is Waqt start hoga market Kisi bhi time ki bound Nahin Hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

                Forex market Trend kitne baje start hote hain Inko samajhna aur Tradus ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab aapke pass market ke trand aur uski movements related complete information hoti hai aur uska bahut hi best knowledge Hota Hai Tabhi aapke liye market ke signals ko samajhna bahut jyada easy ho jata hai Kyunki market Mein Apne trade ko open karne ke liye market ke signals to confirm karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Tabhi aap market Mein Apni trading start Karke apni trading co secure banaa sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

                  Dear apne bhut acha question keha hay forex forum bhut acha online business hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading ma market 11 baje on hoti hay isley hamen zaida sy zaida mehmet ka sath work karna chlye experience aur knowledge ka sath trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

                    Jab Koi traders market Mein Apne trade open karna chahta hai to use time uske liye market ke friend ko confirm karna aur uski movement ko check karna bahut jyada Jaruri hota hai market ki movement kitne baje start hoti hai aur yah trend kitne baje apni movement start Karte Hain ine Sab chijon Ko clear karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab market open Hoti Hai To Uske Kuchh der bad hi market ki movement start Ho Jaati Hai Uske jarie aise hi aap market ki direction ko acche tarike se samajh sakte hain aur yah directions aapki trading ke liye best sabit ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

                      My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit in the forex trading due to the sincere efforts of the instaforex and Pak Forex Forum. My dear friends agar ap forex market mn achi trading kar ka acha profit hasil karna chahta hain tu ap ko chahie ka ap market ka trend ka according trading karen. My dear friends agar ap market ka trend ka according trading karta hain tu ap achi earnings kar sakta hain. Agar ap mare instructions ko follow karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya chawalali ki taraf se Allah Hafiz#
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

                        Asalam O Alekum dosto umeed krta hn sb dost khariyt se hoon gy aur apna kam mehnat se jari rakhy hovy hoon gy, Dosto aj ka topic ha forex ma market ka trend kitny bj start hota ha dosto is bary ma proper tou seniors hi guide kr skty hain aik estimate ha shayed din ky 11bj start hota ha aur after every 4 hours trend change hota ha agr mere informations galt hain tou kindly koi dost attentic informations dy kr rehnumai kr skta ha thnkx.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main market ka trend kitne baje start hota hai

                          assalamu alaikum dear pal ji bilkul market katra and 11:00 baje shuru hota hai aur yah 4 ghante Tak shuru rahata hai aur hamen market kurta and ke mutabik ki apna Kam karna chahie aur tradekarvy chahie jiski vajah se Ham bahut acche earnings ke sath kamyab ho sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            ### Forex Mein Market Ka Trend Kitne Baje Start Hota Hai?
                            Forex market duniya ka sabse bara aur liquid financial market hai, jahan currencies ka trading 24 ghante, 5 din tak hota hai. Forex market different time zones mein divided hoti hai, jo trading sessions ko affect karti hai. Market trends ka start hona aur volatility ka badhna trading sessions ke timings par depend karta hai. Is post mein hum dekhenge ke forex market ke mukhtalif sessions kab start hote hain aur market trends kaise develop hote hain.

                            **Forex Market Sessions**

                            Forex market mein chaar main trading sessions hoti hain: Sydney, Tokyo, London, aur New York. Har session apne specific timings aur characteristics ke sath aata hai.

                            1. **Sydney Session**
                            - **Timings**: 10 PM to 7 AM GMT (3 AM to 12 PM PKT)
                            - **Characteristics**: Sydney session relatively low volatility ke sath start hota hai, kyunki yeh market open hone ka pehla session hota hai. Australian dollar aur related currency pairs mein kuch movement dekha ja sakta hai.

                            2. **Tokyo Session**
                            - **Timings**: 12 AM to 9 AM GMT (5 AM to 2 PM PKT)
                            - **Characteristics**: Tokyo session Asian market ke khulne ke sath start hota hai. Is session mein Japanese yen aur Asian currencies ke pairs mein activity dekhi ja sakti hai. Yeh session Sydney session ke overlapping ke sath high volatility dekhta hai.

                            3. **London Session**
                            - **Timings**: 8 AM to 5 PM GMT (1 PM to 10 PM PKT)
                            - **Characteristics**: London session sabse zyada volatile session hota hai kyunki European market khul jata hai. GBP, EUR, aur CHF pairs mein heavy trading activity hoti hai. London aur New York sessions ke overlapping time mein volatility aur trading volume peak par hoti hai.

                            4. **New York Session**
                            - **Timings**: 1 PM to 10 PM GMT (6 PM to 3 AM PKT)
                            - **Characteristics**: New York session North American market ka opening time hota hai. USD pairs mein heavy trading activity hoti hai. London aur New York sessions ke overlapping ke time par market trends aur volatility mein significant changes aati hain.

                            **Market Trend Ka Start**

                            Forex market mein trends usually high volatility ke waqt develop hote hain, jo usually London aur New York sessions ke overlapping time par hota hai.

                            - **8 AM to 10 AM GMT (1 PM to 3 PM PKT)**: London session ke start hone ke sath market trends develop hone lagte hain. European market ke participants trading mein active hote hain aur GBP, EUR aur CHF pairs mein significant movements dekhi ja sakti hain.

                            - **1 PM to 4 PM GMT (6 PM to 9 PM PKT)**: New York session ke start hone ke sath aur London session ke overlapping ke waqt, market trends aur volatility apne peak par hoti hain. USD pairs mein bohot zyada activity hoti hai aur major market trends is waqt develop hote hain.

                            - **4 PM to 7 PM GMT (9 PM to 12 AM PKT)**: Yeh overlapping time market ka sabse busy aur volatile period hota hai. London market close hone tak aur New York session ke active hone tak trading volume aur price movements high rehti hain.

                            **Conclusion**

                            Forex market ke trends ka start hone ka waqt trading sessions aur unke overlapping timings par depend karta hai. London aur New York sessions ke overlapping time par market ki highest volatility aur trading activity dekhi jati hai. Sydney aur Tokyo sessions relatively low volatility ke sath start hote hain, lekin yeh bhi specific currency pairs mein significant movements create kar sakte hain. Market trends ko samajhne aur effectively trading karne ke liye in timings aur sessions ko dhyan mein rakhna bohot zaroori hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X