Use your own strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use your own strategy
    Assslam o alaikumdosto kia hal hai sab ap ka main ap logo ko itna bta doun k agr apki koi apni strategy hai to wo use karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han dear ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain aur own startgies bhi hoti hain ye aik good buiness hai is ko koi bhi kr skta hai ye aik real buines shai is ko ki bhi kr skta hai
     
    • #3 Collapse

      ap ki ye bat sahee ha ke is business mi hamesha koi na koi achi trading strategy ka use kerna lazmi ha kuke is ke bager is busienss mi kamyabi kafi mushkal ho sakti ha and tarder ko trading kerna kafi mushkal ho sakta ha kas ker agar apny analsis se startegy banai jaien tu wo kafi kamyab ho sakti ha.
      • #4 Collapse

        yes you are right har trader apni strategy khud hi bana sakta hai aor wo hi us k liye best hoti hai lekin strategy bhi learning k baad hi bana sakte hain
        • #5 Collapse

          trading me apni own strategy ko use karny ka faida app ko ye ho jata hay k ap k experience me ezafa ho sakta hay kesi or k strategy ko follow nahi kanra chaye
          • #6 Collapse

            g han forex trading mein apko chahiye ke ap is mein apni khud ki koi bhi strategy banayena ur phir ap us hi strategy ke hisab se is mein work karen kabhi bhi ap apnic nahi hon warna apko loss hoga.
            • #7 Collapse

              gee haan bhai hmein apne trading mein bhtre ke lie khod aik ache strategy bnane hote he aur acha plan bnana hota he aur in ko folow krna hota he aur apne trading mein experience pr dihan dena he aur apne trading mein time table se kam krna hota he phr success hote he
              • #8 Collapse

                han dear ap kr sakty hain y eaik real kaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain ye aik acha kaam hai is ko kisi waqt bhi kia ja sakt hai ye aikgood kaamhai is ko mehnt sy kia jai ga
                 
                • #9 Collapse

                  forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apni khud ki strategy us ekaren aur is mien ap uski practice karke us strategy pe eprfect hojayenge to ap phir is mein zaroor kamiyab hoskate hian.
                  • #10 Collapse

                    Dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading m kisi ki ni suni chae ha balky apni statege khud banani chae ha or is pe amal karna chae ha kisi ki baatun m ni ana chae ha is lay knowledge or experience hasil karny demo m practice karny phr real m trading karny
                    Be safe .its a dangerous market out there...:D
                    • #11 Collapse

                      trader ager khud ku expert bunana chata hai tu wu apni experties increase kerni chahye. ic liye ju planning ap khud karain wu theek hai forst time loss hi hu ga per profit gain kernay ka yehi tarika hai.
                      • #12 Collapse

                        Ha g yah bat to theak hai k hamain apni he strategy banani ho gy or wahan ja kar us maain zyda se zyda experience karna ho ga . tab ham main bohat confidence paida ho ga . yah ssab karna us time tak mumkan nahe hai jab tak ham forex ko achi traha na samjh laiin . is purpose k lai hamain kafi time chahain
                        • #13 Collapse

                          Is business main hum khud apney boss hotey hain aur hamain apni planning ya strategy bhi khud hi krni chaheye aur dosron ki planning ya strategy ko copy nahi krna chaheye. Yeh aik risky business hy aur jab aap khud strategy banayen gey to aap ka knoledge bhi barhay ga aur market ko ziada jan jayen gey.
                          • #14 Collapse

                            Gee mery bfai ap ki baat bikul durast hai kbhum ko es market mai apni strategy oar kam krnay say acha profit hasil ho sakta hai. Es lye mai bhe es market mai apni strategy ky sath he kam kro gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading 1 esa business hai jismay hr aye din trader ko kuch na kuch zroor seekhnay ko milta hai jisay loss hota hai usay b or jisay profit hota hai usay b.Isi liye kbi b other traders ko guide nhi krna chahiye,Guide ka matlab hai signals or analyses.Q k hr trader ka trading krnay ka target or treeka other trader say bilkul different hota hai.Hmesha apni Thoughts,Analysing or market ki situation ko dekhtay huway hi trading krna better rhta hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X