Reason of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reason of loss
    Hello dosto kya ap sab k kia kia reason hai k ap loss hi krty hain ku k ye to sab ko pta hai k har koi loss main ja skta hai is liay hmain achi earning krny k liat pehly seekhna chaiay aur is k bad hamain aone real account par earning krni chaiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein loss ke kaafi saare reasons hain un mein ye bhi hai ke is mien ap mehnat karen aur is mein ap apni trading ko behtars e behtar banayen.
    • #3 Collapse

      meray deost sab se badi reason to loss ki ye hooti hay k without any knowldge loog is mai live account pe trading shuru kar daitay hain k yahan se to hum buhat hi jaldi earning kar k rich hoo jain gay aur humain phir loss nahi hooga q k knowldge nahi hoota hay is lye loss hoota hay
      • #4 Collapse

        Your thread is good. In my thinking that the main reason of the loss is emotion and greedy. So that we are face the loss regular.
        • #5 Collapse

          jaha tak me samja hon forex me loss ki main waja ye hoti hay k ham market ko analysis nahi karty or luck par trading kar lety hey jes ki waja se loss ho jata hay
          • #6 Collapse

            my dear greed is very harmful for trading hume itna ho sake greed se door rehna chahiye tab hi hum successful ho sakte hain greed bht dangerous hai forex me so be careful friends.
            • #7 Collapse

              dear learn na krna aur mehnta bhi na krna phi rto loss ho ho ga y eaikm good buiness hai is ko kisi tim ebhi kiaja sakta hai ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi kiaja skata hai ye aik real buiness hai
              • #8 Collapse

                losss ke many reason hn ... jitna b ap greedy bantte jaein ge apko utna hi loss hota jaye ga ... isliye humein chahiye k hum is me bardash k sath trade karein decipline ke sath trade karein lalchi na banein bus agar hum apne sath ye wada kr lein k hum greedi ni hn to humein kabhi loss ni hoga....
                • #9 Collapse

                  Yes forex business me bhot si reason hoti hai jis ki waja se trader loss kar bethty han ek to wo market level ko theek se understand nahe kar skhty or un ki learning bhe ache nahe hoti is waja se wo loss karty han
                  • #10 Collapse

                    Forex market mai hr aye din trader ko kuch na kuch zroor seekhnay ko milta hai Q k hr din market same nhi rhti or apni movement change krti hai or isi movement mai trader apni knowledge ki base pr profit or loss earn krta hai.Trading 1 art hai or jitna ho skay isay zyada say zyada learn krna chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      G han bilkul forex trading ma ache earning karna k leye forex trading ko seekna chayhe aur us k baad real trading start karne chayhe...forex trading ma greed ki wajah se aksar loss hojata ha ..apne emotions ko control karna chayhe.ta k loss hone se bach saken ...
                      • #12 Collapse

                        Loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Sub sey common reason lack of knowledge hy. Maximum traders forex ko properly learn nahi kartey aur is ka knowledge nahi rakhtey, jis ki waja sey loss ho jata hy. Is ky elawa trading key doran greed dangerous hoti hy aur jald bazi main keye gaye decisions loss puhanchatey hain. Big volum of lots ka use krna bhi dangerous hota hy.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business mein profit bhi ho sakta hy aur loss bhi aur profit achi learning se hasil kar saktay han aur loss mistake se hota hy aur trading mein kise se bhi mistake ho sakti hy js se loss ho sakta hy aur loss se bachne k liye ap ko forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karna ho ga takay ap trading mein koi mistake na karain aur loss na ho
                          • #14 Collapse

                            sir forex ma loss main waja experince ka na hona ha or sub say bhari waja lalach krna ha qk agar ham forex ma lalch krty ha to hamay aek bhara loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr trade krni chahiye or hamsha apko slow trade start krni chahiye or lots size kam rakhna chahiye takay apko forex ma loss nai ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Reason of loss ki kai wajohaat hn first of all ap ke pass experience kum ho ga 2ndly ap ke pass skills ni hon ge 3rd ap ne proper way se learn ni kia ho ga ye teenon main reason hn forex main loss ki is ke ilawa trader ka apna attitude bh hota hy ke wo aggressive na ho patience sa kam le
                              Signature removed by moderator

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X