Gold trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading
    Hello dosto main ap sab loogo se kuch pochna chata hun aur share b krna chata hun kya ap mujh se ye baat share kr skty haink kya ap log gold par tradaing krty hain k nahi agr krty hain yo kitny cent k vonllume lgaty hain ap log
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gold me trading ka 1 faida ye hota hay k ham kam time me zeyda profit earn kar sakty hey or 0.5 lot size ki madad se ham huge profit earn kar sakty hey
    • #3 Collapse

      gold trading ak bohat he risk wala kam hay is me ap ko loss bhe ho sakta hay or profit bhe kun k ya ak bohat he kostly matel hay is par trading k ley ap ko kafe knowledge hona chey
      • #4 Collapse

        Forex trading market main gold main bohat trading hoti ha or main to abi gold main trading nai kar raha but mere kai dost hain jo forex main gold main trading kar rahe hain. or main bhi is main practice karon ga.
        • #5 Collapse

          My dear friends main ne abi tak forex main gold ki real trading to nai ki but main ne demo account main gold ki practice ki ha. mujhe gold ki trading kafi profit able lagti ha. or ab main real account main gold ki trading karon ga.
          • #6 Collapse

            ji i think some traders gold sy trade krty hai and also wo minimum cent use krty hai mean 0.01 i think use krty hai and gold trade kafi profit bhi deta hai aur ye just experts kar skty hai...
            • #7 Collapse

              gold trading kaafi risky hoti hai aur is mein apko kaafi big loss bhi hosakta hai aur ap apni money ko lose kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                my dar jb mein new trader tha tab to mein ziada tar gold k sath hi trading krta tha but time k sath mein yeh jaan giya k gold k trading buht risky ho sakti hai is liye ab mein ziada tar eurusd k sath hi trading krta hoon
                • #9 Collapse

                  Agar app Gold py trading main interested hain to pher app ko apni lot sise account balance k mutabik kum rakhna ho ge koin k ye barey say bara account bhe wash ker dita hy
                  • #10 Collapse

                    fx ak bohat acha business hai jis sy ham acha earn kar skty han ya ak real kam hai jis sy ham acha earan kar skaty han is ma hamy sabr sy kam karna ho ga ya ak real kam hai
                    • #11 Collapse

                      forex trading mein gold pe trading kaafi risky hai aur agar ap is mien new hain to gold pe trading nahi karen is se apko big loss hosakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Main bhi kabhi kabhi gold trading krta hoon lekan ye buhat risky hoti hy aur aap ko balance ziada rakhna parta hy. Sub sey important cheez yeh hy keh aap small volum of lots use krain aur jab dekhain keh market opposite ho gaye hy to hedging kr dain. Is ky sath internet pr gold sey related update letay rahain.
                        • #13 Collapse

                          Main aksar gold par trading krta hoon aur main ziada sey ziada 0.01 ka volum use krta hoon. Gold trading buhat risky hoti hy aur is main kis bhi waqt loss honey ka dar hota hy. Is leye balance ko ziada rakhain aur small volum of lots use krain. Jab dekhain kh market aap key against ho gaye hy to hedging kr lain.
                          • #14 Collapse

                            Yes jo log gold me trading karty han to wo 0.05 ka volume set kar ka he trading karty han or gold me trading karne k lye kafi information ki zarorat hoti hai without knowledge ap ko gold trading me loss hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gee brother gold per trade laganay say pehlay iss ka mukamal chart study ker lain aur gold per trading kerna ittina asaan nai ha iss main la perwai nai kerny chai ........
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X