Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain
    Forex mein agar aap market kay analysis kertay hain tou aap ki market mein trade perfect ho sakti hai aur agar aap market mein trade kernay kay lye indicators ka istemaal kertay hain tou sirf indicators ki indication per trade na kerain balkay aap ko market kay analysis bhi lazmi kernay chahyeain iss sae aap ko lazmi faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

    Forex market mein indicator ko use kar saktay han aur indicator ki madad se forex market ka analysis kar saktay han lakin hum ko indicator par depend nahin karna cahaiye kiok indicator bhi market ki movement kay sath hi move kartay han aur indicator ko samjhna hai tu knowledge aur experience zaroori hota hai aur is kay sath hum ko market ka analysis bhi karna cahaiye aur analysis kar kay trading karain gey tu hi faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

      main trading main indicators Jarur use kare lekin aapko indicator used Aate Hue Apne kam ko acche se karna Hota Hai Jab aap market ko acche per karte hain indicator ka use karte hue Apna Kam karte hue perform Dete Hain To bahut Achcha Kamyab tarike se kam ko kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

        Ji han hame forex men indicators koa istamal mlazmen karna hota hy kun kay agar hum indicators ka istamal nahin karen gy tu hum achy earning hasil anhin kar sakty hain tu hamen koi bhe kam jaldi kay sath nahin karna chahye kun kay agar hum jald i kay saath ur tuaky kay sath forex men kam karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen jaldi kay sath as men koi bhe kam nhin karna chhaye kun kay forex men kam karna asan nahin hy
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

          G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka anaylsis karna seekhen aur phir trading chart ko dekh kar news aur signals check karen aur phir indicators ko use karen aur trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur forex trading men ziyada tar seniors hi indicators ko use kartay hen juniors bahut kam indicators ko use kartay hen
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Forex mein agar aap market kay analysis kertay hain tou aap ki market mein trade perfect ho sakti hai aur agar aap market mein trade kernay kay lye indicators ka istemaal kertay hain tou sirf indicators ki indication per trade na kerain balkay aap ko market kay analysis bhi lazmi kernay chahyeain iss sae aap ko lazmi faida ho ga
            ji han doston aapane bilkul sahi kaha hai ki Forex trading mein indicator ka istemal aadami Kiya Karen kyunki indicator hamen market ke movement ke bare mein batate hain jab ham indicator ka istemal karenge to ham market ki movement ko samajhne mein aasan ho gai aur ham apni trade acchi Tarah Sahi laga sakenge aur accha profit per utha sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

              hamen cahiye ke hum indicators ka istemal zayada or sahe tareeke se karen q ke yeh bahut he important hote hain agar hum in ko sahe tarah se us karte hain to is main hamara apna he faida hota hae to bas is liye is main mehnat karen ache tarah se take ap is main successful ho saken or kuch na kuch to hasil ho sake apko or ap is main kamyab ho jaya karen tab ja kar he to jate hain tab he to hamne bhe success mil he sakta hae lakin kabhe he himmat na haren take apko success mil sake
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

                Trading indicator ka istemal bahut jyada Jaruri hota hai indicator Hamare trade ke liye bahut jyada Jaruri Hote Hain Ham indicator ke istemal se apni trade ko Kamyab bana sakte hain indicator Hamare trade ke liye bahut jyada helpful hote hain Hamen Hamesha Soch samajh Inki selection Karni chahie market Mein different indicator maujud hote hain ya bahut jyada important indicator hote hain mein kabhi bhi indicator ko avoid nahin karna chahie Hamein ke bare mein jyada Se Jyada Ladne Karni chahie tha kya indicator ko acche tarike se samajh sake
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein indicators zaroor istemaal kerain lakin market analysis bhi kerain

                  market ke andar kam kar rahe hote hain uska khatam logon ko koshish karni chahie ki indicators ko follow karna shuru karte hain isliye Ham logon ko bahut benefit milta hai jab ham log indicators ko follow karna shuru kar dete Hain to Ham log achcha profit hasil karna shuru kar dete hain aur market mein ham log successful Ho jaate Hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X