Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.
    Different Trading Timeframes Ko Use Karney Kay Bhut Say Benefits Hain Jesy Agar Ham Different Trading Time Frames Mai Trading Kartey Hain Or Ap Us Say Profit Bhi Hasil Katey Hain Tu Apko Bbhut Achi Information Or Knowledge Bhi Hasil Kartey Hain Jo Keh Ap Ki Trading Kay Liye Bht Useful Bhi Hoti Hai Tamam Trading Situations Mai Hamein Dosroun Ko Bhi Guide Karna Karna Chahiye Keh Wo Log Use Karein Different Trading Time Frames Ko Or Bhut Acha Gain Hasil Karein.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

    dear g belkul ap ki bat sahee hay agar ham is main acahy sy khud ko kamyb bana chatay hein to is main ham ko time frame ko assess karnay k bad main he agay ki janib bana hay to so is main ham ko mehant kr k achay say acha kam ko bar bar karaty rahn chye agar ham is main acahy say learning ko gain karnay k baray main mind main dream ko add kr rakha hay to .
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

      Assalamu Alaikum dear member agar aap Forex trading Mein Apne technical analysis ko perfect banana Chahte Hain To iske liye aapko Hamesha different time frames ko carefully focus karna hota hai Forex trading Ek Aisa business hai Jisme aap different time frames ki basis per market ki different periods Mein iski movement ko check kar sakte hain isliye agar aap market Mein technical analysis ko Kuchh average basis per calculate karna chahte hain to aapko market Mein different time frames available Hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

        Forex mame time frame key value isliye Hoti Hai Kya Jab aap Kisi Pair Ki movement ke bare mein Kuchh andaza lagaen ki Jab use per upward yah downwars Move hone ke chances ho to uska Katha update lagaen ya timeframe Kehlata Hai Jiska Khayal rakhne Se aap ismein apna Kafi Jyada fayda Utha sakta hai isliye koshish Karenge Jab Bhi aapko chat open karen to sahi Waqt per lagaen Jab Kiya Jab aap ko ISI movement ke bare mein sahi se Pata ho aur aap se fayda Utha sake se koshish karen ki ismein mehnat se kam Karte Rahen.
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

          Trading mein humain trading chart per mukhtalif time frames miltay hain jin sae hum market ko achay sae access ker saktay hain humain inn sae market ki movement ka andaza hota hai iss main ham ko time frame ko assess karnay kay baad main hi agay ki janib barhna hay tou iss main ham ko mehant ker kay achay say acha kam ko bar bar karaty rahain chahyea agar ham iss main achay say learning ko gain karnay kay baray main mind main dream ko add ker rakha hai tou phir aap ko forex mein acha kaam bhi kerna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

            trading mein time frame adjust karne se Hamen bahut jyada knowledge Hasil hota hai Hamen time Prem Ke mutabik ki Pata Chalta Hai Ki market ki kya movement hai aur next our main market is movement Mein Chalegi isliye Hamen timeframe ko select karna hota hai Jyada log 1hour ka time frame adjust Karte Hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mai Time Frames Kis Liye Istamal Hotey Hain.

              forex trading mein Bhai agar aap kam karte Hain to aap ko pata hota hai ki Ham different time friends isliye use karte hain Taki Ham market mein candlestick patterns bhi movement ko samajh Kar market ki movement ko dekh kar samay saken KR market kaun sa trend follow Karne wali hai kyunki agar ap candlestick patterns ke bare mein proper study hasil karenge to usse aap isiliye market ke trand ko apna is kar sakte hain aur ek perfect inter ke sath market mein bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye different time frames main aapko candlesticks ko jarur dekhna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X