hamen trading karte waqt confidence ke sath kam karna chahie kyon Kiya jab tak Ham confidence ke sath trading nahin karenge hamen kamyabi hasil nahin ho sakti jaisa ke yahan koi bhi trade open karte Hain to Ham darte darte apni trade open karte Hain to aisa karne se hamari trade loss mein chali jaati hai isliye kabhi bhi darte hue apni trade open na Karen Bal ke confidence ke sath apni trade open Karen aapki trade jarur profit mein jayegi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим