Mehnat kren or Allah py chor den.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kren or Allah py chor den.
    Aslam o alaikum friends Kia Hal hen ap sab k umeed hy k theek hon gy , g dear friends me ap sab sy ye kehna chahti hon k ap mehnat kren or Allah Pak py chor den , wo kbi b mehnat ka sila zaya nahi krty zror ajar dety hen.
    Beshak late ho jata kabi kbi lekin ksi ki mehnat zaya nahi jati mil k rehti hy , is lye bhar poor mehnat kren or agr loss ho Jata to ghabraen nahi ,
    Q k nakami b aksar kamyabi ki Waja hoti , q k himat deti hen ,
    Is lye mehnat kr k Allah py chor den zror kamyabi Mily gi.
    Agr post achi lagy to thanks zror kahen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

    ji han bilkul hamen mehnat Karni hoti hai aur hamen mehnat karne ke bad hamen na Paar par chhod denge Ham kaise apna Kam karenge aur hamen uska fayda hoga aur ham kamyab Ho jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

      Assalamu Alaikum near Forex member to make taaja hun aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada profit Hasil kar rahe Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapki baat se agri Hun Ki mehnat karo aur Allah per Chhod Do Jo log Nahin Karte Karte Hain unhen Unki mehnat ka fal Jarur Milta hai isliye aap Logon Ko chahie kya aap Forex mein mehnat kiya Karen Taki aapko Achcha profit Hasil Ho Nahin Karenge kabhi bhi aapko Achcha profit Hasil Nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

        hello doston Forex forum page itni jyada aap mehnat karoge utna hi aapko uska phal milega aur aap acche tarike se kamyabi hasil kar sakte hain isliye doston hamen se aata se zyada mehnat aur hardworking karke apne kam ko complete karna chahie aur iske result aapko Allah ke Karam se acche hi aaenge
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

          Assalam Walekum doston aap sab khairiyat se Honge ummid karta hun ki aap aap meri baat per Amal Karenge ki mehnat karna aapka aur mera kam hai fal lagana na Mere Pyare Rab Ka kam hai aur vah kisi ki mehnat ko Raaga Nahin Jaane deta vah Kharab Hai Jo hamari Thodi Si mehnat ka bahut Achcha Azhar deta hai aur Hamare grd mehnat ka aur Jyada hajar deta hai Allah Ham Sabko Apne Bharat mein rakhen Rewa Bal ke Rakshak Hawai Jaane Khuda Jaane
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

            Asslamualikum friend ummid karta hun aap sab khairiyat sy honge forex trading me ya forex from par ya koi bhi business Jo bhi Kam Hy mehnat ky bagheer Koch bhi ni Hy forex trading ek aesa sysatam kahy ya business ye aesa business Hy jis par ham jitni zedah mehnat kry gy utna hi zeedah achi ernning kr saky gy koi bhi Kampar mehnt krna zaroori hota Hy isi tarah forex from par ham jitni zedah mehnat kry gy utna hi achi ernning kr saky gy Allah Pak ky fazlo Karam sy inshallah.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

              Apny ny biljuk buhat axhi bat ki hy Agr hum mehnat krengy toh Allah pak hmari mehnat ko kbhi jaya nh hony dengy wo hmein hmari mehnat ka phal jaror dengy or hum jitni jyada mehnat krengy utna hi jyada metha phal mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

                Assalamu Alaikum dear friends only karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Forex mein Main mehnat Karen To Hamen uska Prophet Jarur Milega isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Jyada mehnat Karen Ham Jahan Bhi Kahin bhi kisi bhi kam Mein mehnat Karenge To Hamen uska Azhar profit Allah Tala Jarur dega isliye Hamen chahie ke Ham Jyada Jyada hardworking Karen Pak forum per Jyada Jyada mehnat Karen experience aur knowledge ke sath kam Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

                  Bilkul mehnat karen is business mein aur result phir Allah pay chor dain kyun kay mehnat Ka phal bohat jaldi apko mill jata hai mehnat Kabhi insan ki zaya nhi jati jo bhe jitni bhe mehnat karta hai usko us hisab say bonus bhe milta hai bas apko chaye kay ap mehnat ko apna aadi bana lain aur bina sochay samjhay mehnat say apnay work ko complete kartay jayen kyun kay result sirf Allah hi deta hai humain woh thori si mehnat Ka bohat bara ajar day ga jiska hum soch bhe nhi saktay ise liye mehnat karen khoob aur is business mein success hasil karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahi2986 پيغام ديکھيے
                    Aslam o alaikum friends Kia Hal hen ap sab k umeed hy k theek hon gy , g dear friends me ap sab sy ye kehna chahti hon k ap mehnat kren or Allah Pak py chor den , wo kbi b mehnat ka sila zaya nahi krty zror ajar dety hen.
                    Beshak late ho jata kabi kbi lekin ksi ki mehnat zaya nahi jati mil k rehti hy , is lye bhar poor mehnat kren or agr loss ho Jata to ghabraen nahi ,
                    Q k nakami b aksar kamyabi ki Waja hoti , q k himat deti hen ,
                    Is lye mehnat kr k Allah py chor den zror kamyabi Mily gi.
                    Agr post achi lagy to thanks zror kahen.
                    G dear ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mai mahnet karain aur Allah pay chor dain kiyu kay Allah khair karye ga ap ka kam acha hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hun gaye ap es mai hamesha he kamyabi hasil karain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kren or Allah py chor den.

                      g han dear jo bhe mehnat karta hae us ke mehnat kabhe bhe waste nhe hote hae to bas is liye hamne bhe cahiye ke hum is main ache tarah se mehnat kiya karen take hum is main kamyab ho saken jitna zayada hum is main ache tarah se kam karte he hain hum is main utna he successful bhe ho jate hain q ke yeh business hae jo is tarah ka ke is main hamne mehnat bhe to sahe tarah se karne he hote hae bas is main jo bhe karen sahe tarah se mehnat karen take hum is main successful ho jaen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X