what is the perpose of MACD indicator?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is the perpose of MACD indicator?
    forex trading ma MACD ka kia perpose ha?is sa hamain kia pta chalta ha?kia ya profitable ha?ya trading krny ma hamari kasy madad krta ha?jo b traders is ka bary ma janty han wo plz apni ray zaror dain taky beginners jald sikh sakhain.
    thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    MACD indicator bohat hi behtreen indicator haia ur ye trend ko bhi batata ahi aur ye divergence bhi batata ahi aur ye over sold aur over bought ka bhi batata hai.
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein macd indicators boht ahm indicators mein se he aur trader ko apne trading mein es se market ke trend ke samjh ate he aur trader ko es mein experience ho aur apne trading mein is se trend haisl kr ke kam kre phr boht fiada ho ga
       
      • #4 Collapse

        ye MACD bhi hi koi ehm indicator hy is k zarye trader market trent ko easily samjh pata hy aur phr wo easily zaaida se zaida profit hasil kr pata hy jo k bht axha rehta hy lehaza humein chayein k hum ek baar is indicator ko zaroor use kr ky dekhey trading mein
        • #5 Collapse

          han g zroro diakhn mnera hisab mn to sara ka sara indicators ka liya zroret hoti ha dear ab 2nd thing jo mn na ap ka sath discuss krni ha woh yhei ha ka ab mcad ya indicator ap ka liaya kess trah sa kam krta ha to basically hr indicator ko use krna ka apna ek tareeka hota ha jaisa ka ap ka liaya mn yeh krna chaon ga ka indicator ka ander buy and sell ke entry ka wazah issahara hota ha dear
          • #6 Collapse

            macd aik aisa indicator hai jis say ap ku market ka over loaded burden dikhaya jata hai k currencies matels or stock kis hud tuk buy or sell huway hain i think ye forex man sub say best indicator hai.
             
            • #7 Collapse

              i think macd indicator jaisa koi or indicator nae hai kun k ye ap ku currency ka full detail day daita hai k ye currency kis hud tak sell hu chuki hai or kis hud tuk buy hoi hai ic ku use ker kay ap zyada earning ker sakty hain.
               
              • #8 Collapse

                macd indidicator ak aucha indicato ha market ko samjh kar is may investment ny ka chiye or kahan say sell kar na chiye ha k kahan say buy karanye b kahata ha or hlye ye hamen marekt ki buy and sell point k bary may bata
                • #9 Collapse

                  gee bhai macd indicators se market ke price movement ko smjha jata he aur hm apne trading mein is ke mdd se apne trading market ke sahih simat ka pta laga skte hein aur hm apne trading trend ke sath kr ke apne trading se acha profit le skte hien
                   
                  • #10 Collapse

                    tamam indicators hi forex man profit earn kerny k liye use kiye jaty han or jitny bhi indicators han wu market k up and down daikhnay k liy use kiye jaty han ta k marekt say profit earn hu
                    • #11 Collapse

                      MACD aik best indicator hay eska bohat faida hota hay ap ko chaiye ap apnay trading chart mei esko laga len esko set kar len apni strategy mei aur acha faida uthaen MACD ka use bohat sey traders kartay hain aur eska faida haasil kartay hain
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #12 Collapse

                        MACD aik bohat acha indicator ha g haan ye ap ki bohat madad karta ha achi trading mey ap esko as a default lagaen demo pey check karain ye kitna acha work karta ha trend mei ap ko khud sey faida feel hoga es ka
                        • #13 Collapse

                          MACD aik best indicator ha achay indicators mei eska shumaar kea jata ha eski bohat si khoobi bhi ha mene recently esko apnay chart mei add keya aur result mujhey aik month mey bohat acha mila trend identifier best karta ha
                          :p Yes You Can Do :p
                          Honesty + Sincerity = Prosperity
                          • #14 Collapse

                            Well me nay abi tak MACD use nai kea lekin kafi friends say suna ha k MACD acha indicator ha jo hamin market k up down aur overbought aur oversold k baray main btata ha. So MACD k sath sath RSI aur aik adhay aur indicator ko use kro to bahut useful rahay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              MCAD dear aik indicator hai jes ko traders m4 man apni trading ko asaan banany k leay use kerty hain koin k mt4 k tamam indicators standard k hai our barey barey our expert traders un ko use kerty hain our acha profit earn kerty hain to app bhe us ko learn ker k us say acha profit bna sagty hian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X