suggest me lot size for 200$...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    I think k agr meray pass 200$ ka bonus hota ya invstment ki hui hoti mainay tu phr main 0.2 ki lot ko use krta aur isk mutabik trade krta kyonk issay ziada ki trade main mujhe loss hota aur is main yeh hai k main apny backup k liye bhi kuch na kuch chhorta yani equity bbhi strong hona zruri hota hai jab trade apk against ho tu.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear 200$ ek normal capital hy so apa jub bhe koi lot use krty ho toh fhly market ke situation and timing ko deko k normal hy ya news time hy etc. oor per apni strategy k long hy ya short. oor en chezon ke base pe lot size use krlo...
       
      • #63 Collapse

        merey hisaab se 100 points k margin rakhna chaye kam az kam in 1 day trading, ziada account secure rakhana ho to 200 points k rakhna chaye iss hissab se
        200/100= 2$ lot size
        if points variation

        200/200= 1 $ lot size

        stop loss and take profit ka istimal lazmi karein
        • #64 Collapse

          mare khyal main app ko apne equity dekh k apne lot siz lugane hoge aur app ko es amin ye dekhna hoga k app ki lot size ager zyda hai tu app ko es amin ye adjest apne equity aur capital size k mutabik karna hoga tua pp es main ase he kamayab tradr ban skte ho
           
          • #65 Collapse

            salam to all ,dosto forex may ager app nay 500 ki,leverage use ker raha hain to 200$ per kabi bhi aik waqat may 0.5 lot sa ziada trade na karain.
            • #66 Collapse

              200$ bhot acha bonus hai aur ham ache tarding se daily 6$ earn kar sakty hain aur forex main kam lot he theek rehti hai apko bhe 0.02 tak lot rakhni chaiye.
              • #67 Collapse

                200$ ki lot size to bhthi ziada lot size he or mere hisaab se aap ke paas ye lot size laganay ke lye zaroori he ke aap ka balance capital 500000$ ho to tab hi aap ye lot laga saktay hen
                • #68 Collapse

                  deaqr agar aap ke paas equity me 200$ hai to aap ko chahiye ke 02 per lot ke hisaab se trade lagaye aur es se ziada ka lot na lagaye . kio ke ye trading ke osool hai ke 100$ se 01 ka lot lagaya jaye . ha agar hum risk lena chahte hai to hum es se barha lot bee laga sakte hai ziada profit ke liye leken ye ek risk hoga ..
                  • #69 Collapse

                    Agar ap forex trading mei new hyn then apko forex k bary mei ziada se ziada knowledge and experience gain karna chahye and isk elawa start mei hamain risk bht low rakhna chahye taky ziada loss hony se bach saken so apko start mei 0.01 ya 0.02 se trading start karni chahye.
                    • #70 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehar پيغام ديکھيے
                      dear agar aap k trading account main 200$ ke equity ho to us k liay aap ko kya lot size use krna chaheay jis say acha profit b bann jay or hum low risk k sath trading kar skyn hum ko bohat bara loss hony k chance bilkil kam say kam hun......tell me dear.............
                      brother,,,new users jo bhe hai to unko main yehi advice dung k wo jub trading kren to start main0.10 tyo 0,20 ke lot he lagay kue k loss ke soorat main ap k pass equity ziada hu to ap ko koi masla nhi baneyga
                      • #71 Collapse

                        mery hyaal me 200$ ek achi cpaitla hy lakin agar esko sahi way se use ke jay toh. Q kay agar tum har bar high lot logy toh buhat jald esko bhe zaya ker sakty ho q kay market ke condition uncertain hoti hy..
                         
                        • #72 Collapse

                          jee janab aap ko chhaiey key aap pehley zyada ki investment karey kio key investemnet agar zyada hoga thab aap ko profit bi achi hogi or agar aap ko trading aati hey tho aap jitni bi lotlagaye gey aap earning kar pawo gey agar trading nahi aati thab aap 0.02 sey zyada naa lagaye
                          • #73 Collapse

                            200$ is sufficient value to start with trading and people place purchase originally, i propose place smaller ton originally as well as based on scenario associated with market place elevate ton size and may helpful.
                            • #74 Collapse

                              Agar ap kay pass dollars hain yah to yada achi bat ha kay hum iss say yada say yada faida lay sakain aur humain chahye kay yada say yada kaam karain aur phr iss soorat main aghy barhain kay hum agar choti lot size main nuksan bhi uthaty hain to phr hum apna kitna yada nuksan karny say bacha laty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear ager ap ke pass itna capital ho tou ap ko chaye ke ap is mein apna lot size 0.10 se uper na kre q ke ya best lot size ha r is mein ap kafi achi earning be kar sakte hain r ya itna risky be nai ha r ap kafi money be earn kar sakte hain i like it very mcuh

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X