suggest me lot size for 200$...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    dear ap ka pass agr 200 dollar hai to yah aik acha sum hai . q k is se ham aik secure trading kar skty hai per yahan per ap na just yah pocha hua hai k lot size per ap na yaha per kiss currency ya metal main trade krain yah nahe pocha hua . q k her currency ya metal ka spread different hota hia jo ap ki lot size ko effect ker sakta ha. main to gold main trade karta ho is lai main suggest per karo ga k is capital per ap .02 lot size laga skty hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Money management key concept ko mind main rakh kar kam karna chaheye. Is tarah aap ko equity use krney main asani ho gi aur aap usi hisab sey lot size ko decide kr saktey hain. Maximum traders lack of knowledge ki waja sey small equity key sath big lot lagatey hain aur yun apna balance zaya kar detay hain.
       
      • #633 Collapse

        200 dollar k saath aap 10 cents ki lot open kare aor trend k mutabiq trade kare to aap ko benefit ho ga aor agar kabhi trade loss main bhi chali jaae to cut naa kare balk wait kare wapas profit main aane ka
        • #634 Collapse

          Hamain is main trade karna hai to gain s main kan karna hai to hamain is main plane kar k aur is main invest jar k kam karna ho gxta k aur achi trade kar k kyab hon
           
          • #635 Collapse

            Agar aap key pas 200 dollar ki investment hy to aap 0.3 ki lots lagayen, is sey aap ki investment aik din key leye safe ho jaye gi aur aap ka account wash nahi ho ga lekan next day aap ko nayee planning krna ho gi. Behtar yehi hy keh aap money management key rule ko seekhain takeh equity ka saheeh use kr sakain.
             
            • #636 Collapse

              Is main haimain kam. Karty hain is main him jitny marzi doler main trade kar sakty hain hamain is main kam karny k liye is main experience ki zrorat ho GI ta k him earn karcsaky
               
              • #637 Collapse

                bhai agar aap k pas 200$ ka account ha to us par aap lot size 0.01 rakhen behtar trading k liay is se ziada lot size mat open karen aur trading men long term se avoide karen small investment ki waja se aap scalpning karen.
                • #638 Collapse

                  Jnab hum ko agar forex buznees min treding ke wakt humara lot saiz 200ho to mera kahyal hy kah hum ko us min se bahtren ernig hasil ho sakti hy ye huhat hi zyda hy
                  • #639 Collapse

                    200 dollar ka account aaik acha acoount hai ap is account ko acha samjh kaay market me trade karay ky kay ye aik bara acount hai aik new traders kay liay aur trade karnay kay liay apko start pe eurusd ko select karna chaiy kyu kay is ki movemnet bi achi haai
                    • #640 Collapse

                      bhai agar aapk pas 200$ ka balance ha to aap .01 ki lot se he trade karen is se ziada na karen q k forex trading is highly risky business aap itni choti investment se scalping karen long term trading se avoid karen aur metals ko bi trade na kren only currency is better for you on such balance.
                      • #641 Collapse

                        Forex trading mai apki pas balance tu bohat acha hy 200$ ka is mai apko lot size apna knowledge or experience ko zehan mai leker he use kerna chahye hy
                        • #642 Collapse

                          Dear 200 dollars mansab account hy ap.money management or risk management ko learn kro of follow kro oa SB sa important hy ap treading plans OE strategy ko achy sa applied kro ,NAD technical analysis or trend line k sth trading kro ap leya lot size 0.01 sa 0.02 bs is sy oper nae Jana or plz stop loss or take profit must hy
                          • #643 Collapse

                            mere bhai ap .01 se zeada ki lot size use na kren aur hmesha 1:2 ki trade len yah ne esi trade jis mn ap ka stop loss 10 pip ka ho to take profit kam azkam 20 pip zaror ho.aur hmesha achi trade ka wait kren zarori ni k ap har time market mn mojod hon
                            • #644 Collapse

                              lot size aap pair per $200 ke hisab se maximum 0.20 se 0.30 tak use karen kiun ke thora wait kar lena chahiye or greed ke bina trading karne se acha kama saken ge yeh lot size use karen trading me or is se account grow karte rahen jab balance acha grow ho to phir lot size size bhi increase kiya ja sakta hai lekin lalach kabhi na karen .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                Agar apky account main sirf 200$ hain tou apko lot bhi small size ki lagani chahiay as I will suggests 0.20 lot size for such small balance taky ap thora thora profit akatha ker ky apna account balance increase ker sakain aur agar apko loss hota bhi hai tou itna zyada na ho ky apka account wash ho jaey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X