Kaya indicators ka use zarrori hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

    Dear members AP ki trading main ziada Sy ziada tools ka istamal AP ki trading aur market analysis ko kamyab banata Hy AP lo chahay k Dil Sy Kam krain mehnat krain take AP acchi earning Krny k qabil ban skain. AP ko chahay k Dil say Kam krain AP ko chahay saber k sath work out krain. Indicators ka istamal zaroor krain kiun k ye AP ko in time market ki next movement ka signal dety hain
    🌼 Never Give Up 🌼
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

      ji han bhai Hamen chahie ki ham indicators ka istemal Karen Kyunki indicators Hamen trading mein bahut jyada help karte hain aur indicators advance moment ke bare mein Hamen informations Dete Hain isliye koshish Kiya Karenge acche se acche indicator use Karen Taki aapko fayda Hasil ho sake
      • #18 Collapse

        Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

        walekum assalam ji Bhai aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki agar aap market mein proper information Hassan karenge to usse aap bahut achcha profit Kama sakte hain isliye aapko koshish karni chahie hai kya kar aap market mein acche se accha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko proper market information aise hi karni chahie jitni jyada market information aaj karenge utna hi isiliye ab market mein acche se accha profit Kama sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

          G han hamen forex men indicators ka istamal karna hota hy kun kay agar hum forex men indicators ka istamal nahin karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath forexx men koi bhe trading nahin karny chahye kun kay agar hum indicators ko dekh kar trading karty hain tu hum kmayab hjo jaty haintu hamen jaldi kay sath forex men koi bhe kam nahin karna chhaye kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahut achy experience kay sath kam karna parta hy
          • #20 Collapse

            Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

            Indicator ko aap use kar sakte Ho Apne strategies Bana kar indicator bahut say hi Bus aapko use Hain Aana chahie ke indicator Kaise kam kar raha hai Jab aap ko indicator Samaj a jae To aap ko accha profit ho sakta hain
            • #21 Collapse

              Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

              mere khyal mein indicator ko use karna hamare liye bahut faydemand hota hai agar
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Kaya indicators ka use zarrori hai ?

                Assalamu Alaikum ji Ho Forex trading main market analysis karne ke liye indicator Ka istemal Karna bahut jyada jaruri hai Kyunki without indicators aap market ko properly analyse nahin kar sakte aur agar aap market ko properly aur sahi tarah analyse Nahin Karte to aap ko Kafi jyada nuksan ho sakta hai aur aapka account wash ho sakta hai isliye aapko indicator Ka istemal Karna Aana chahie aur ek Nahin do indicator istemal Karke a confirmation jarur le leni chahie tabhi aap ek acchi trading kar sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X