Hamen trading Mein risk Lena chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen trading Mein risk Lena chahie
    Assalamu Alaikum dear member main aapse Apne information share karna chah Raha Hun Ki Hamen chahie ki Ham trading Mein Kyon Ke risk Ek business ka bahut bada hissa hai Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Kar aur acchi Tarah Se race ke liye Jiski vajah se Ham Achcha earning kar Saken Kyunki Jab Bhi Ham Koi business Karte Hain To Ham use Business mein risk lete hain aur Hamen Lena chahie Jis Lene se Hamen Bahut Si baten Pata Chalti Hai Aur trading Main To jisse Hamen loss or profit ke bare mein jo bhi information Hoti Hai vah lete hain aur ham acchi Tarah Se learning karte hain Jiski vajah se Ham Anta Achcha profit gain kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham list Liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

    Main aapki baat se Ittefaq nahin karta aur mein samajhta Hun Ki kabhi bhi Hamen Jyada risk Nahin Lena chahie paalki apni mehnat aur samajh Bhoj ke sath is foreign Mein kam karna chahie aur kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie.Jald bazi mein kiya hua kaam faydemand nahin hota bal ke iska hamesha nuksan hi hota hai. Lehaza is forum main bhi aap kabhi bhi jald bazi na karen balke sakoon Aur tahammul ke aath apni mehnat ko jari rakhen aur aur market ki situation ke mutabik he trade lagaen aur apni craditability ke mutabik is forum mein kam karen ziada jaldbaji karne Ki koshish na karen.
    • #3 Collapse

      Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

      Asslam o Alikum dear friends hmein trading lgany ky risk sy darna ni chahye q k agr hm risk leny sy dur jaen gy to hm trade ni lgaen gy r agr hm trade ni lgaen gy to phr hmein profit k bonus kesy gain hoga is liye hmein trading mn risk lena chahye
      • #4 Collapse

        Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

        walekum assalam yes dear Forex trading AK sa business hai jismein aapko hamesha display Na hota hai risk ke bagair aap Forex trading mein kabhi bhi successful trader nahin Ban sakte isliye aapko koshish karna chahie ki Forex trading mein hamesha risk lete hue trading karna hogi lekin aap frisk ki limit ko according to available balance select kar sakte hain agar aap risk management ko properly study kar lete hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain isliye risk management ko carefully study karke apni trading per score apply Karen.
        • #5 Collapse

          Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

          Hamen trading Meri Soch Lena chahie lekin Hamen risk sirf office time hi Lena chahie Jab hamare pass Achcha experience or knowledge Ho Agar hamare pass Achcha experience or knowledge Nahin Hai to use time Hamen market Mein Kabhi Bhi Apne trading start karte waqt Nahin Dena chahie Kyunki use time Ham kabhi bhi market Mein Apni trading co se Kyon Nahin Bana Sakenge aur na hi Kabhi market Mein Achcha profit Hasil kar Payenge isliye Tamam members ko knowledge or experience ke sath trading Mein risk Lena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

            Walikumasalm..
            Kabhe kabhe risk lena bhe profit deta hai is liye risk lena bhe zaroori hai lekin risk us surat mein lein jab apka analysis acha ho q k apka analysis acha nahn hota to risk ly k account wash ho jata gai so analysis ko behtr karein pehly us k bad ap risk lein or loss mein honagr trade to jaldbazi kbhe na karein or hold kar k ap profit ka wait karein q k trading mein sabar lazmi hai..
            • #7 Collapse

              Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

              G bhai ap thek khety ho lakin risk os waqt ley jab ap ky pas bhut zeyada bouns Majod ho agr balance na ho risk waalii trade na lgay warna ap ko loss ho ga or ap ka account wash ho Jay ga or balance bhi khtm ho Jay ga
              • #8 Collapse

                Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                Forex trading Mein hamen risk Lena chahie lekin Agar aapko yeah sure Ho ke market kis taraf move karegi aur aapke pass trading ka pura knowledge ho tabhi aap iski movement Ko acche se study karke trade Karen aur FIR hi risk Le Agar aapane soche samjhe bhagya risk liya aur market coaching study na Kiya to aap ki chhoti si galti se aapka loss ho sakta hai aur aapka account was ho sakta hai Jin logon ne bhi Forex trading Mein kamyabi hasil Ki hai yah success hasil ki hai aur jyada acchi nahin hasil Ki hai to unhone demo account per uski bahut jyada practice ki hai aur unke pass trading ka itna knowledge hai ki vah market ko acche se study karke fir bhi risk lete hain tab hi unko ismein success hasil hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                  Dear bilkul lena chahiye lekin os k liye ap k pass market k trend ki information b honi chaiye tab ap bari lots laga akr risk le skte ho aysa na ho ap ko pata kch ho na aur ap risk le lo es ko risk ni khte knowledge k sath trading karo gy tu risk kaha jaye ga lekin agar knowledge k bina trading karo gy tu wo risk ni bal k lalach ho gi jo k ap ko nhn karna forx mai ap ko sirf aur sorf ap ki knowledge he faida de skta hai lehaza ap ko karma karna hai aur mehnat kar k he ap acha earn kar skte ho aur mehnat kar k apna profit b hasil kar skte ho soo ap ko earning b achi karni hai,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                    Mere Khyal se risky trading aapka confidence improve karti hai aur aapko naye Andaaz ke sath se trading mail learn karne ka mauka from karti hai aap mere point se Agali bhi kar sakte hain aur disagree bhi kar sakte hain lekin jahan tak mera Khyal Hai Hamen risky trading is rule Karni chahie isase Hamara confidence building hota hai aur trading karne ke bad Ham is natije per pahunchte Hain Ki Kis Tarah Se Ham apni trades ko acche tarike se manage kar sakte hain agar aap risky trading Karte Hain To bahut jald aap experience full trader Ban Jaate Hain Iske Vidya agar aap risky trading Nahin Karte to hamesha darte Hue trading karne se koi fayda nahin Hota isliye risk Lena bahut important hota hai jo log risk lete hain vah bahut jald kamyabi Hans karte hain bahut Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                      Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay g haan bilkul dear ap nai bilkul sahi bola hai kai humay trading mein zarror risk lena chaie ap trading mein jitna risk letay han ap ko utna he profit bi hassil ho sakta hai or utna he loss bi ho sakta hai actually trading aik risky business hai laikn ap ko kabhi pershan nahi hona chaie infect ap ko chaie kai ap confidence kai saath trading kartay huway risk lay tab he agar ap ko risk lenay say loss ho jaey tou kabhi bi disheart na no balkay ap ko chaie kai ap again hardwork karna start karay ta kai next time ap ko success hassil ho sakay shukriya.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hasnain933 پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear member main aapse Apne information share karna chah Raha Hun Ki Hamen chahie ki Ham trading Mein Kyon Ke risk Ek business ka bahut bada hissa hai Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Kar aur acchi Tarah Se race ke liye Jiski vajah se Ham Achcha earning kar Saken Kyunki Jab Bhi Ham Koi business Karte Hain To Ham use Business mein risk lete hain aur Hamen Lena chahie Jis Lene se Hamen Bahut Si baten Pata Chalti Hai Aur trading Main To jisse Hamen loss or profit ke bare mein jo bhi information Hoti Hai vah lete hain aur ham acchi Tarah Se learning karte hain Jiski vajah se Ham Anta Achcha profit gain kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham list Liye
                        Jaisa ke Ham Sab Jante Hain Ham Forex trading Mein Bina risk ke kam nahin kar sakte isliye Hamen trading karte hue risk Lena hi hota hai lekin Ham Apne risk ko acchi trading Karke minimise kar sakte hain Ek Achcha trading plan Hamen Jyada risk se Rakh sakta hai aur Hamare profit ke answer score increase karta hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                          Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat Honge aur Forex Se Achcha Khasa munafa Kama Rahe Honge ji bilkul aapane sahi kaha hai ke Forex Mein risk Lene se fayda hota hai lekin Hamen risk Apne capital ko mat dena Sar Rakh kar hi Lena chahie Agar Ham Apne capital ko mat dena se nahin rakhte to Jyada risk Lene se Hamara account whitewash ho sakta hai jisse ham market se out ho sakte hain isliye Hamen risk Lena chahie lekin Apna capital ko bhi mad e Rakhna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                            Assalamu alaikum friends mein ummid karta hun to ma'am do SE khairiyat se honge dost hamen trade ke waqt risk Nahin Lena chahie kyunki ham bahut mehnat karte hain aur kafi mehnat mulakat ke bad ham bolna sikhata karte Hain ham kabhi hamen bonus kam mil jata hai Aur Kabhi jyada aur jab ham trade laga hai To risk Lene lag jaaye to usse hamen loss ka samna bhi ho sakta hai to isase behtar Nahin hai ki ham pahle knowledge Hasil kar name agar hamare pass achcha knowledge hoga To hamen risk lene ki jarurat hi nahin padegi kyunki jab hamen market ki related information hogi market ki movement ke related information hogi to I hope ke hamen risk lene ki jarurat Nahin padegi aur dusri baat yah hai ki aap dam account ko jyada use Karen damau kaun se experience badhta hai aur aur usse hamare risk chances bhi kam ho jaate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamen trading Mein risk Lena chahie

                              Ji han hamen forex men trading kay durqan risk lena chahye kun kay agar hum trading kay duran risk lety hain tu hum kamyab ho jaty hain ur hum kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain kun kay forex men jo mahnat kay sath trading karty hain tu voh kamyab hjo jayt ahintu hamen kotahy kay sath kam anhin karna chhye kun kay agar hum kotahy kay sath kam karen gy tu hum achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan anhin hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X