What is the perpose of trading robots
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the perpose of trading robots
    forex trading robots kia han? in ka kia faida ha?kia ya waqai kam krty han?or agr kam krty han to inki trades kitny %% right hoti han?kia har broker k software par robots work krty han?or market ma kon kon sa achy robot available han.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Robot trading mean that all the working is auto.we are just click the auto option. Then the robot start the working.
    • #3 Collapse

      G ha is main sare ka Sara work robot krte hai is main humen sirf aur sirf instruction deni parti hai
      • #4 Collapse

        Forex market main robot forex trading market main trading karne ke liye automatic tools hote hain. jis ke zare automatic trading hoti ha. but mujhe in tools ke bare main nai pata or na hi mujhe robot trading ati ha.
        • #5 Collapse

          robots ek zariye atumatci trading hoti hai aur wo robor apke liye trading khud hi karta hai lekin ye kaafi risky hai aur apko is chakkar mein kaafi loss bhi hoskata hai aur ap apni money is mien lsoe kar sakte hian.
          • #6 Collapse

            forex trading robots auto trading ka tareeqa hai jis main trading aik software k zariye hoti hai lekin wo bhi hamesha 100% profitable nahee hoti is liye trading manually hi behter rehti hai
            • #7 Collapse

              dear main ne to kabi b robot se trading ni ki kuin k mare khyal main ye profit ki bjay ziada loss he kertay hain aur main to always manual trading he kerta hoon I think k ye robots khud he trading kertay rehtay hain ye aik software hota hai aur ye kam b kerta hai aur market main bohat se robot majood hain.
              • #8 Collapse

                to get a system to work and constantly practiced in the market, and then will adapt and it will begin to find the right laws of which he can start lipit your trading idea and every day of her to try and test and then you need to keep statistics where it is faltering and gaps and where the pros and adjust it.
                 
                • #9 Collapse

                  Hamain chhiay si amin manual trading karin ye hi sab say best hai ismain hamain kamaybi milay gi agar hum kam karin gay rebot say tu nakam hoan gay
                  • #10 Collapse

                    you need a lot of thinking in the development phase of the system, will have to spend a lot of time and effort to collect all the pieces into one, the same risk-management must select the specific parameters for a particular system, and this is again the analysis and collection of statistics.
                     
                    • #11 Collapse

                      is time auto robots different way ke ly use ho rahy hien is busienss mi kuek ziyada ter auto robots tu auto tarding ke ly he use hoty hien and kuch chart reading ke analysis ke ly use hoty hein agar in auto robots ko tarding ke ly use kia jay tu is mi kafi care ki zarorat hoti ha kuke auto trading mi loss ka undehs rehta ha.
                      • #12 Collapse

                        robot trading ka main purpose yahi hota hay k andazy se trades hoti rehti hey kesi me profit ho jata hay or kesi me loss ho jata hay magar esi trading me zeyda loss hi ho sakta hay
                        • #13 Collapse

                          my dear robot ki madad se auto trading kr sakte ho market mein buht se robot mojood hai in mein se kuch achey hain or kuch se ap ko kuch faida nahi milta but mene abhi tak koi robot use nahi mein manual trading krta hoon
                          • #14 Collapse

                            Trading robots key maqasid her kisi key liye change hotey hain ab agar hum traders ki baat karien to un key liye robots ka maqsad yeh hota hai key robots un ki khatir trading khud sey kartey hain or agar robots developers ki baat karien to wo robots ko sell kar key earnings kartey hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading robot ka purpose ye he kay wo free mein trading karta he or jo strategy os mein compile hui hoti he osi kay througy trading karta he or ap os se profit letay hein jo wo trading karta he or her robot bhi theek nai hota.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X