Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai
    Kamyab traders hamesha apne account ko loss hone se bachat rahte hain aur main aapko yahi kahunga ki aap apni account ko koshish hi Karen ki lor se bachayen thode profit per gujara kar le agar aisa nahin karenge to aapka kaun ho sakta hai was bhi ho jaaye lalach mein padhne se hamesha logon ke account mein hote hain aur kamyabi hasil karni hai to thode per gujara Karen forex main vahi kamyab hai Jo thode profit se acchi apni kamai kharcha ke so loss hota hai to pareshan hone ki bilkul jarurat nahin aap aage bade
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

    Ji ha aap ny theek kha hy forex mein loss sy hony sy buchna bhi eik achy trader ki nishani hy forex mein kamyab voh nhi hota hy jo k acha profit hasil krta hh bulky forex mein kamyab voh hota hy jo k apna account safe rkhty hovey trading krta hy aur loss sy buchna hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

      ji haan theek Kaha aapane Kya Achcha trader wahi hota hai jo ke lor Se bachne Ki Koshish karta hai aur jo title or se baccha hota hai vah hi Achcha trader hota hai isliye koshish karen ki aap ismein loss Se Jyada Thode profit Mein Hi khush rahe aur ISI Mein hi Apna fayda Dekhen isliye koshish Karenge bade nuksan se bacche aur kabhi bhi Badi trades na lagaen
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

        Forex trading me jab bhi market price hamare lagaye howe trade positions k opposite semat chalna shoro hoyi hai to ye forex trading ka loss hota hai. Jis se hamen hamare account me mojood capital kam hona shoro hota hai aur trading se hamen wo benifits ya profit hasil nahi hota jis ko hum karna chahte hen. Forex trading me loss is waja se hota hai hai k ham ya to market ki trend ki ghalat semat trade karte hen aur market pe koi beroni anasir asar andaz ho jati hai jis se hamen hame is a hamare trading me loss ho jata hai. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

          Market mein jo trader apni trading se related Achcha experience aur knowledge rakhte Hain To vah members hi market Mein loss hone se a sakte hain aur acche trader ki ki aisi acche market Mein Apna Kam Jari Rakh sakte hain Kyunki market Mein loss Se Bachana a Kamyab trader ki best Nishani hoti hai isliye Tamam members Agar market Mein lost Se Bachana chahte hain aur is market Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain to unhen Jyada Se Jyada focus karna hoga aur is market mein time invest karna hoga tabhi vah market Baje tarike se understand Karke market Mein acchi success Hasil kar Payenge
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

            my friend agar hamen loss hota hai jyada to hamen use recover bhi karna hota hai isiliye har achcha trader apne account ko manage karte hue lot apply karta hai aur hamesha stop loss aur take profit lazmi lagata hai jisse hamara account safe rahata hai aur hamen utna hi lost hota hai jo Ham easily recover kar sakte hain har achcha trader apne account ki equity ko dekhte hue soch samajh Kar order place karta hai Tak jyada loss se bacha ja sky sake
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

              Ji han aap bilkul theek baat kar rahe hain ki loss hone Se Bachana acchi trader Ki Nishani Hai Ji han aapki baat bilkul theek hai ki lost se Hamesha Achcha trader hi bachta hai isliye hamen bhi chahie ki ham log se bacche log se bachne ke liye Hamen chahie ki Ham acche experience ke sath acche ped ki trade Karen Kyunki Jitna Jyada Ham acche pair ki trade acche Express ke sath Karte Hain To Ham Jarur Kamyab Ho Jaate Hain all member Meri sab member se request hai ke vah Agar Achcha trailer Banna Chahte Hain To Hamesha trade ke rules ko follow karte hue trade karen to trade Mein Kamyab bhi ho Jaenge aur lost se bhi bus Jaenge aur acchi trade abhi Ban Jaenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                G han ap nay theek kaha hy loss say bachna achy trader ki nishani hy
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                  G Han dear member trading main loss honey Sy bachna ek accha trader ki nishani Hy AP ko chahay k tamam trade main market analysis k sath Kam krain mehnat krain r ek acchi earning ki koshish krain take AP ko kamyabi mil saky
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                    Kamyab traders hamesha apne account ko loss hone se bachat rahte hain aur main aapko yahi kahunga ki aap apni account ko koshish hi Karen ki lor se bachayen thode profit per gujara kar le agar aisa nahin karenge to aapka kaun ho sakta hai was bhi ho jaaye lalach mein padhne se hamesha logon ke account mein hote hain aur kamyabi hasil karni hai to thode per gujara Karen forex main vahi kamyab hai Jo thode profit se acchi apni kamai kharcha ke so loss hota hai to pareshan hone ki bilkul jarurat nahin aap aage bade
                    Assalamu Alaikum dear Forex per Agar trader losses ko focus Karen aur uske related apni learning ko complete Karen To Aisa trader Hamesha expert trader ban jyada hai isliye Hamen Apne losses Khel related knowledge complete karna chahie Agar Hamen loss Ho Bhi Jyada Hai To Hamen Apne successful trades aur loss wali trade ki ratio nikaali chahie Agar Hamari Har 10 trades mein se only 2 trades loss Mein ja rahi hai to yah Hamari success hai. Dear jab Ham trading Karte Hain To Hamen Har trade se profit Nahin Hota aur na Hi Har trade main market Hamari direction Mein jaati hai isliye Agar Hamara success rate Hamare loss ke rate se 1 ratio 3 Hai To Ham Kamyab Raider Hain hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                      Aaj Mere Bhai aapane theek hai agar Kisi Ko last ho raha hai to usse bachne wala ek hi Insan Achcha ho sakta hai vah Achcha trader hai agar vah bahut hi Achcha Na Lage Hai Uske pass Jankari Hai To vah Achcha kam kar sakta hai Varna nahin kar sakta hai isliye Hamen chahie hamen bhi Aisa Na Lage Aasan karna chahie Taki Ham Apne maqsad Mein kamyabi Hasil kar sake aur Apna business Achcha kar sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                        Assalam o Alikum dear Forex members umid hy ap theakh Hun gy ap NY bilkul Sahi kha ky loss sy bachna ik Achy trader ki nishani hy because ik Acha trader Sahi sy analysis kr ky trading start Karta hy aur Acha trader Sahi sy market value ko samj kr mehnat sy Kam Karta hy is ly loss ky chances Kam ho jaty Hain ik Acha trader na sirf loss sy bacta hy Balky agar koi by chance loss ho bi jy Tu us ko recover bi Karta hy is ly in Acha trader banany ky ly humy chaye ky hum Sahi mehnat sy Kam krin ta ky loss sy bachna Ka saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                          A o A dear forex member ma umaid karta hon ka Ap sab theek hon ga .G Han kaymab trader jo mehnat or confidence sa Kam Kara .or agr apna andar confidence rakan ga . to hm kaymyabe ho sakta hai or loss be no hota .or agr hm overconfidence sa kam Karan ga to hm ko sirf loss he ho ga or hm ko kabehi be overconfidence nahi rahna chaieya .Bas Dil sa mehnat Kara or apna andar confidence pasa Kara to hm ko kabhie loss no ho sakta as tarah hm Ap Kam ma kamyab ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                            Jay Ho dear friend last Se Bachana Hi Ek acche trader Ki Nishani hoti hai jo bhi achcha trader Hoga Ek acche experience ke sath market ko analyse Karega Uske bad trading Karega Jab vah market ko acchi Karke trading Karta Hai tab Kamyab hota hai chahie Ham Se Jyada Se Jyada experience Hasil Karen Jitna hamare pass baccha experience hoga utna hi ham best hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hone se a baccha na acche trader ki nishani hai

                              Ji bilkul theek kaha k loss hone se bachana ek acche trader ki nishani hai forest mein achcha trader aur kamyab hua hai jo jo apne account ko saaf rakhta hai vah Sone se bachate hain aur trading mein last hone se bacha tha hai main profit hasil kar lena asal kamyabi nahin balki apne account ko safe rakhna aur trading mein loss hone se khud ko bachans bahut badi kamyabi hai isliye jab bhi trading karen to senior se poochh Kar Karen aur apne aap ko fresh mind rakhkar Karen jab Ham trading co acche tarike se karenge aur apne gaon ko saaf rakhenge aur trading co last hone se bachana Sikh jaenge to fir Ham kamyab Ho jaenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X