Forex start krny se pely

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G han hmen is business ko start krny se phely hi hmen is business ko sekhna chahe tb hi hm is business me asani se acha earn kr skaty hain or is business se hm success b asani se tb hi ho skaty hain is iliye hmen is business ko start krny se pehly sekhna chahe hmeshah
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading ek business ko start karne se pehle apko chahiye ke ap is bsuiness ko deeply seekhen iski bharpoor practice karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon.
      • #33 Collapse

        mein har rox aik bohat ki informative post parhta hon .. khas tor pay ya pst bohat xarori haai ya wo rules hai jo experience say log share kartay haai or hum b experience say hi sekhtay haai asi batain...
        • #34 Collapse

          forex business ko start karny se pehly app k mind me ye hona chye k app es ko learn kesy karen gey jab app ki learning complete ho jati hay to hi app ko start lena chaye
          • #35 Collapse

            ji bilkul shai kaha hy app ny humein chayein ky hum apny emotions ko control mein rakhey aur zaida gussa jazbati ho kar kaam na karey idher balky pur sukoon hop kr kaam karey yahna par jabhi hum ek axhey tarder ban paye gy yahan hope so ap sab ab apny emotions par control karey gy
            • #36 Collapse

              buhut hi achay point ap nay share kiye hain. ye immature traders man pai jatay hain ager kisi man ye chiz zyada pai jati hai tu oc ku chahye k wu in ku khtum kerny ki koshish kary in ka koi faida nae hai na forex man na aam routine man.
              • #37 Collapse

                Forex trading key doran patience ka hona zarori hota hy aur emotional ho kar trading krney sey aap ko loss hi ho sakta hy. Is leye emotions ko door rakhain aur greed sey bhi bachain. Koi bhi decision jald bazi main na lain aur pehaly achi tarah sochain aur phir market key trend ko dekhtey hoi aur analyse krtey hoi lots lagayen.
                • #38 Collapse

                  apne gusse or emotions ko hamesha forex me kam se kam rakhna chahiye jitna ziada aap practice or mehnat ke sath is business me working karte hain utna he ziada is market ke through aap profits hasil karte hain jald bazi or jazbat me aa kar kabhi koi faisla nahi karna chahiye .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    sir baat ya ha kay forex satrt krnay say phlay apko demo account ma tarding krni chahiye qk agar ham tarding krty ha to usay hamra knowledge bhi high hota ha lakin demo account ma apko lazmi tarde krni chahiye qk tab hi ap real account ma aek achi earning bhi kr sakty haa

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X