after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me loss k waqt hmen sbr se kam laina chahe or loss se hmen achi learning krni chahye tb hi hm is business me asani se success ho sakty hain or apna career b bana skaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      agar humey forex trading main losss hota hah to humey chahie k hum apni mistakes ko dor karain un se saikhain ta k hum future main un mistakes se bach sakain aur humey apni mistakaes ko i think so nazar andaz nai karna chahie
      • #33 Collapse

        wajah jab tak aap ko maloom na ho tab tak aap ko forex ke business me kaam karne ka sochna bhi nahi chahiye bas mehnat ke sath market ke bare me aap ko idea hona chahiye agar greed nahi karen ge to har loss aap ka recover ho jae ga .
        • #34 Collapse

          G han aap thek keh rhy ho ma app sa 100 % agree krta hon jo kamyab hoty hain wo aesy he hoty hain k jo galti wo krty hain wo dobra nhi krty hain apny aap ko thek krty hain jo thek nhi kr pata khud ko wo bass loss ma he rehta ha
          • #35 Collapse

            Dear hmen is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe or hmen loss se hi hmen is business me kafi achi learning hoti ha or loss se hm is business me kafi acha experince b asani se hi hasil kar skaty hain isi liye ye best business ha
            • #36 Collapse

              forex trading mien loss to har kisi ko hi hota hia lekni is mien kamiyab wo hi hota hai ek jo is mien apne losses ko manage karta hai is liye ap bhi apne losses ko manage karna seekhen aur is mien sahi se trading karen.
              • #37 Collapse

                g haan apni mistakes ko improve karey or achchi trading karey kiyun ke ke mistakes ap ke confidence ko kam kerti hai lekin apne strength ko nahi chorna hai or forex trading main always confidence ko maintain rakhna hai
                 
                • #38 Collapse

                  Loss sey ghabrana ya loss sey disappoint hona yeh aqalmandi nahi hy balkeh jin mistakes ki waja sey loss howa hy un ko control krna hy. Yeh aik real business hy aur hum ney is business sey apney hissay ka profit lena hy. Is key leye hamain mistakes ko control krna hy aur loss ko accept kr key agey barhna hy.
                  • #39 Collapse

                    Bhai loss hu jey tu dil chota mat kry khud ko time dain or koi or new plan banain tubi hum kamyab hu sakty hain or lalach tu bohat buri cheaz hai na es sy bachna chaiyeh jidr tak hu skay na
                    • #40 Collapse

                      agar ham ko loss ho jaey to ham apni us ghalti jis ki waja sy loss hua ho, us ko control mai kar k trading kare gy to ham ko loss b nahi ho ga aur ham acha paisa b kama lain gy.
                      • #41 Collapse

                        yes dear ap ki bat man kafi wazun hai loss jub hu jai tu oc ku janay na dyn oc say sikhain k loss kis waja say huwa jun huwa kysy huwa atleast dobara ap oc jaisi ghalti nae karu gay or earn acha ker pao gay.
                        • #42 Collapse

                          loss tb he hota ha jb insan thek terha say trade na learn kr saky loss ho usy he hota ha eska bhtern solation yahe ha kay ap sb say phlay ye jano kay apko loss koi ho raha ha esi waja kaya ha loss ki aur ap loss kiu hony dae rahy ho ap phlay ache terha trade lear kro jb ap ache terga trde kr lo gay tou apko loss b nae ho ga.after loss hm ko ache terha learn krny ki zarort ha.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: asifrao پيغام ديکھيے
                            Yes after loss k bad me forex me hard working karonga aur apny loss ko recover karonga aur khayal rakhon ga k mujh se dubara koi mistake ya koi galti na ho jis se mujhe nuksan ho
                            agher app pakistan forex forum per loss ho jaty hai tu ap ko pakistan forex forum per dobara kam kerna ho ga is se app ko seekhny ka moqa mely ga jis se app ko pakistan forex forum p[er dobara loss nahi ho sekty kiun k app ne loss ho ker seekh liahai is tara app winer ho ge
                            • #44 Collapse

                              ap nei bilkul sahi kaha ha kyu k forex-trading ko sirf ek hi tareeky se best kiya ja skta ha or wo ye k hm hmari mistake ko recover krny ki try karein yani k agr loss hota ha to is surat mein hamein chahiye k hm apni mistake ko talash kary or phir se trading us mistake ko duur krty huwy karein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes aap ne bilkul theek bat kahi hai apne loss ki waja jan kar ham future main loss se bach sakte hain aor ache trader ban sakte hain is liye loss ko ignore naa kare balk is se kuch seekhne ki koshish kare to ye hamare liye acha ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X