loss se bchna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear friend ap ne theek kaha k ager hum loss sy bachna chahty hein tu humein Demo account pe practice krni ho gi.air greed sy bahna zeruri ho ga kion k greed aik buri cheez hy Jo humary profit ko loss mein bdle dy gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      loss se bachne k leye strategies k sath trading karna chayhe ,,,aur jab ap trading start karen tu planning karna chayhe aur achi decisions lene chayhe ,,ta k loss kam se kam ho aur profit hasil kar saken,,,
      • #33 Collapse

        meray payare bhai jan dost ap ko bta dun ke agr ap ka lagatar loss ho rha hai to demo par pahley pratice karian aor mehnat ziada se ziada karian inshallah ap sekh jayen gaye aor phir pa ka loss nahi hoe ga
        • #34 Collapse

          loss se bachne ke lye aap ko trading me mehnat ke sath chalna parta hai agar loss se aap ko bachna hai to us ke lye koshish yahi karen aap ke is business me trading ki daily practice karte rahen or market ko analysis ke sath he use karen .
          • #35 Collapse

            mein forex mein daily trading karta hoon aur daily makret ko analyze kar ky pir trades karta hon yeh acha hai aur aap bi is business mein market ko dekaha kary aur mein news trading karta hon aur aap ka is mein greedy sab sy bara enemy hai is sy avoid kary yeh acha hai.
            • #36 Collapse

              loss sa bachanay ka lya ap ko forex ka kam par puray dhyan sa dmagh ko hazar kar ka kam karna chahyia or forex ka kam ko pahlay sekh kar karna chahyia or loss sa bachnay ka lya news updates ko har giz nazar andaz na karan or news ko regular chak karan
              • #37 Collapse

                Dosto forex business aik aisa business hai jis me loss har kisi ko hota hai aur loss kabhi na kabhi ho hi jata hai is liey forex business me loss se bachna bohat hi mushkil hai is me ham learning ko increase kar ke apna loss percentage kam zaroor kar sakte hain lekin loss ki percentage ko zero kabhi bhi nahi kar sakte hain Is liye learning increase Karen..
                • #38 Collapse

                  losss ek aisi cheez hy my bro jis se acha y se acha trader b ni bach pata .pr han ap ehtiyat zaroor kr skty hy .or wo yehi hy k ap lalach na kijye ,mery nazdeek ye sb se bra key point hy
                  • #39 Collapse

                    I am agree with your title. Mistake is a part of our trading life. There is no trader who never maake any mistakes., But the expert and wise traders taake a learning from their mistakes, Thanks.
                    • #40 Collapse

                      g han bhai forex humay achi or beauotiful life deta ha agr hum yha pr mehnat or cool mind sa kaoaam kry gy agr yha par greed sa kam kia to ya hamari life khrb kr da ga
                      • #41 Collapse

                        There is the only way to save ourselves from loss is that we have to be experienced in our working and we have to keep our self at best of our knowledge and always try to learn new and upcoming things. Always keep yourself updated. And when you start work then keep your lot size small or normal do not make lot size big keep in mind volume of investment in your account.
                        • #42 Collapse

                          brother signal internet se bht mill jayen ge apko lkin app un ko follow krny se kbhi success gain nhi krr sakty kyun ke wo signals bilkull correct nhi ho sakty un se loss bhee ho jata hai kyun ke unmn 70% tk surity hoti hai iss se acha hai ke app khud analysis learn kren us se apko idea ho ga ke price kahn se start hoti hai orr kahn py apko trade se nikal jana chahiye
                          • #43 Collapse

                            dear ase hy ka hum ko loss se beah chye wo ase ka hum ko serf us par he trading kar jis ka hum ko pate ho ase he her ek since par kar or loaa kar ja us ka bad low size rah tak ap ko loss na ho or experience la kar kro news ko be dake tak ap ko pate ho
                            • #44 Collapse

                              loss se bachne k liy zroori he k forex ko ziyada se ziyada time dain or apne ap ko mentilly tor per tiyar rakhain jb ap in bato pe amal kro ge to ap ko kakm sekam loss hoga or profitt ziyada hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                loss se bachne ka aik he tareka hai market mai ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai risk ko manage kerahe kuin ke aisa kerne se app ko market mai faida yeh hota hai ke app ko ziayada loss nahi hota hai aur technical analysis kiye bina koi bhi trade open nahi kerahe.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X