What is Consolidation in Forex Trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Consolidation in Forex Trading ?
    Dear members Assalamualaikum main aapse Kuchh important information share karna chahta hun or consolidation sa related kuch important information share karna chahta hun. Jab hum market main technical analysis ko perfect banane ke liye different important tools ko carefully study karna chahty hain tu is main consolidation ko samjna difficult ho sakhta hai.

    Consolidation


    Jab markit main apko sideway movement mil rhi hoti hai or apk liye forex trading main decision-making krna difficult hota haior apk liye confusing situation ho jati hai. Jab market main downtrend kay bad little bullish trend banta hai or usk bad movement or volatility minor hoti hai eisi situation main ap consolidation ko easily understand kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	price-consolidation.png
Views:	4
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12470866
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Consolidation in Forex Trading ?

    Walekum assalam respected member aapane bahut Achcha point share Kiya Hai Hai Jab Ham trading Karte Hain To usse pahle analysis bahut Jaruri hota hai market Ki Maut ko samajhne ke liye Ham technical analysis karte hain Jiske andar Hamen different points dekhne ko Milte Hain Jab Ham pattern score study Karte Hain To uske andar Hamen consolidation bhi dekhne ko milti hai consolidation Ek Aisi stage Hoti Hai Jab Ek pattern ke bad market bilkul flat hoti hai aur ismein koi movement Nahin Hoti yah Kisi ek side per move kar rahi hoti hai aur ham kya kya sakte hain ki market rest per hai hai yah Ek indecisiveness ki condition hoti hai hai jismein traders Koi proper decision Nahin Le Sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Consolidation in Forex Trading ?

      forex trading mein chart pattern ke andar consolidation 1 bahut important role play karta hai aur is ka sahi istemal usi waqt Kiya ja sakta hai jab aapko iske upar bahut jyada knowledge hasil Ho jaaye kyunki is ke knowledge ke bagair is ki help bahut mushkil hai aur yahan per bahut sare member galti karte hain aur trading mein nuksan uthate Hain forex trading ke andar consolidation ka istemal use waqt Kiya jata hai jab candlesticks upward or downward mein munh karne ke sath sath jab sideways mein move karti hai to use waqt aapko bahut jyada yatayat ke sath trading karni chahie aur consolidation aapke liye use waqt bahut jyada helpful sabit hoti hai

      اب آن لائن

      Working...
      X