Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?
    Forex member
    Ummid hai ki aap sab theek honge aur quality content produce kar rahe honge. To Mera aap sabse yah sawal hai ke market movement ko kaise analyse kia jaey!?
    Thank you.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

    Forex trading ki market main Main Market ka analysis karna bahut jyada important hota hai Hamen market ko Chitra se check karna chahie market Ko Dekhkar market Mein entry karne chahie Hamen market ke analysis karte hue laparvahi Nahin Karni chahie Hamesha careful hokar Hamen market Ka Chitra se analysis karna chahie market analysis perfect Wagah tour market Mein Perfect entry Le Payenge aur Market Mein acche tarike se working kar Payenge market ka analysis karna bahut jyada important Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

      Market movement ko analyse karne ke liye hamen candlesticks counter stand karna hoga agar Ham log kahenge se ek acchi tarah se samajh lete Hain to Ham log acche tarike se sari maarpeet ka analysis kar sakte hain Jo hamare liye bahut hi jyada jaruri hai aur hamen chahie ki ham log ine sari ki sari chij understand Karen
      • #4 Collapse

        Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

        Forex trading market Ko Jab of properly analyse karna chahte hain To Aisi situation me aapko bahut Kiya bolo kar apni trading karna Hoti Hai Forex trading market ko properly analyse karne ke liye aapko Hamesha market se related different important analysis complete karna hote hain aap market ko fundamentally analyse kar sakte hain aur uske liye different news ko istemal kar sakte hain uske sath agar aap market ko technically analyse Karte Hain To Aisi situation main aapko Hamesha market Mein different available candlesticks ko study karna Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

          Market Mein trading karne ke liye market ki movement ko samajhna bahut jyada Jaruri Hota Hai Isko Samjho bagair koi bhi trader market Nahin apni trading start nahin kar sakta isliye Tamam members ko market movement ko acche tarike se analysis karna chahie iska analyser traders ki trade ke liye bahut jyada Jaruri hota hai aur uski trade ko secure safe Banane mein bhi bahut jyada help karta hai isliye Tamam traders trading ke liye market analysis Jarur Karen market ke rules to follow karte hue Apne trade open Karen
           
          • #6 Collapse

            Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

            market main analysis karny ky lie hamesha ap ki koi strategy hoti hai jiss sy ap market main analysis karty hain is lie pehle ap wo method learn karen usi sy ap market main analysis kar sakty hain bgair kisi bhi technical technique ky ap forex main analysis nahi kar skaty hain is lie learn karen phir ju bhi ap nay method learn kia hai usi sy ap market main analysis kar ky profit karen.
            • #7 Collapse

              Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

              Dear Forex member umeed h ap kheriyat se hongy jese k aap sab janty hain forex market mein market movement ko smjhna parta hai kyuky market ki movement ko smjhy baghair agy chlna mushkil hai trading krna assaan nahi without market movement ko smjh aghr ap market ki movement ko smjh k trading krngy toh hi apko faida hoga isko smjhny se pehly ap ko candlestick ka pta hona cahhye har candlesticks ka name ana chahye indcators ka pta hona chahye or phir ap trading start kren movemnt bhi a jaiygi samjh
              • #8 Collapse

                Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                Assalamu Alaikum dear member aapane bahut important question share Kiya Hai Jab Ham trading Karte Hain To usse pahle Hamen market ka analysis karna Hota Hai Jab Ham market analysis Karte Hain To usse Hamen pata chal jata hai ki market ke Trends kya hai aur Market kis side move kar rahi hai agar Ham market analysis karte hue apni trade open Karte Hain To Ham profitable trade kar sakte hain market ki movements ko samajhne ke liye hamare pass market Mein different indicators aur patterns hote hain aur different type ke analysis hote hain jaise fundamental analysis technical analysis aur candlestick pattern vagaira in Sab ke bare mein information Lekar aur unko Samajh Ke Ham market ki movements ko identify kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                  G han dosto bilkul forex trading mein market ki movement ko understand karny kiya liya humay bhat zayad Experience aur knowledge hasil karne ke zarort hai jisse sy Huma market ko anlyies kar shkty market me huma different indicators aur pattern hoty hai market me different types kiya ke anlysis hoti hai fundamental tricks or technical analysis aur candel stick etc ko samajhne aur understand karny ki koshish karen chy humy chy una sab sy information liya kar market ki movement ko identify kar sakte hain aur ismein hardworking karte rahen chy jo humay Experience kiya sht tarde lagny me help karta hai jo humny analysis kiya hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Crazyguy پيغام ديکھيے
                    Forex member
                    Ummid hai ki aap sab theek honge aur quality content produce kar rahe honge. To Mera aap sabse yah sawal hai ke market movement ko kaise analyse kia jaey!?
                    Thank you.
                    Market ki moment ko analyse karne ke liye Hamen chahie ke Ham price action use Karen aur moving average use Karen to jitne bhi indicated Hamen Pata Hai Hamen chahie ke Tamam indicator Ka Sahara Le aur indicator ke jariye market ke analyse Karen To Hamen bahut Achcha result milega.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                      Assalam Alaikum, Market ko Analyse karne kay bahut se tarike Hein, bhoat say trader "Technical Analysis" say market ko "Analyse" karte Hain aur kuchh trader "Fundamental Analysis" say market ko "Analyses" karte Hein, lekin mein personal technical analysis say trading karta hon aur acha "Profit" hasil karta hon, hum technical analysis mein bhoat say tools ko istamal kar sakte hein jin mein say khuc tools ye hein..
                      1. Moving Averages
                      2. MACD
                      3. RSI
                      Ye technical tools bhoat accurate aur popular hein jin ko follow kar k acha profit hasil kiya ja sakta hy.
                      Instaforex is the Best broker
                      • #12 Collapse

                        Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                        experience hasil kren hamen iss me pratice krni chahye ho gi jis se confidence mily ga hm phr achi earning jr saken gen forum me pratice kren mehnit k sath kam kren gen tb hi hamen confident k sath kam kr saken gen aur success ly saken gen
                        • #13 Collapse

                          Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                          aslamualaikum members umeed karta hoon app sub khairiyat sie hon gai or agr ap ko kisie trade ko analyze karna hai toh apko chahiye kie aap technqal analyzing kare or analyzing kie 2 types hoti hai pehley techniqal analyzation or dusri fundamental analyzation. orr apko agar market ko analyze karna hai toh apko chahiye kie aap knowledge increase karen techniqal analyzing kie mutabiq.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                            hanji doston agar aap market ki movement ko analyse karna chahte hain to aapko chahie kya market ki information Hasil Karen jo ki aap Kisi YouTube channel yah form per post padh kar bhi Hasil kar sakte hain ya Kisi senior se personally Milkar aap usse yah Hasil kar sakte hain Kyunki senior usko experience hota hai hone market Ka Pata hota hai vah aapko Achcha gadi ka sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market movement ko kaisy analyze kia jaey!?

                              Bhai jaan market analysis Ham kaise kar sakte hain ya koi sawal huaja ne ja ke keh market ki jo movement hai vah kis tarah analyse kiya jaaye yaar aise sawal jo hai na vah thodi si disturbance paida karte hain aap ko batana chahta Hun ki Jo maar ki ki movement ko hai vah kaise analyse karte hain mark ki ki moments ko Ham hai ek har pahleyani ek ghanta pahle market kaisi thi Jani aap dekh sakte hain ki market ki jo pics hai unki Jo lucky rahe hain columns hai vah upar a rahi hai ki niche ja rahi hai iske alava Ham piche bhi aise dekh ke market analysis kar sakte hain Ham ek har kya teen char bar dekhkar bhi is tarah pata laga sakte hain to their friends aapko is nahin kar aana chahie market ko analyses jo hai vah senior teacher ki madad main bhi Kiya ja sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X