Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓
    Dear member trading main ek accha trader apny trade main entry aur exit point ki selection apny trade open Krny sy phly krta Hy AP ko chahay k Dil Sy Kam krain mehnat krain take AP accha trade Krny k qabil ban sakain AP ki acchi planning aur market analysis hi AP ki kamyabi hota hy.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

    Dear friends yah Ek bahut Aham question hai Kyunki Ek Kamyab trading karne ke liye Ye hi yah bahut important hota hai ki aap ek acchi intry len aur yah sab aapko information mil sakti hai agar aap jis pair par trading karna chah rahe hain Uske bare mein main aap acchi Tarah Se analysis kar lenge to aapko accha Entry Aur exit point judge karne main bahut aasani ho jayegi dear friends recently trends
    Market mein jo open ya close Hote Hain woh bahut help de sakte hain aik best entry Lene mein tou friends Hamen yah Baat zaihan Mein rakhni chahie ke aap ky ntry aur exit point ki selection hi aapki profitable trading main depend karti hai
    Last edited by ; 13-12-2020, 04:33 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

      G Han acha trader hmesha soach smjh k proper planning k sath market ko achi trha analyse krny k bd hi koi order place krta h account ko manage krty huay entry or exit point ko hm apni equity k hisab se sett krty hain ta k itna loss ho jo hm easily cover kar saken ta k hmara account safe rhy
      • #4 Collapse

        Re: Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

        Market mein treading Karne Wale Tamam members ko Apne Udit open karne se pahle market Mein Entry Aur exit point ki selection open karne se pahle Karni chahie ladiss ko kabhi bhi entry or exit point ke selection se pahle Apne trade Upar Nahin Karni chahie Kyunki Is Tarah Se vah Kabhi Bhi market Mein Apne trade ke liye best techniques ki selection nahin kar paate aur na hi market Mein Apni trade ko successful aur Se Kya banaa sakte hain isliye Tamam members ko bahut hi Soch Samajh Kar aur ek planning ke hisab se market Mein Apne trading start Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

          Assalamu Alaikum dear member Apne bahut important point share Kiya Hai Jab Ham trade open Karte Hain To usse pahle Hamen market Ka analysis karna Hota Hai Jab Ham market analysis Karte Hain To Ham market Mein entry point dekhte hain us entry point per Ham apni trade open Karte Hain Agar Ham market analysis karte hue aur acchi planning ke sath trade Karenge aur ham apni trade Mein stop loss or take profit ki limits ko use kar ke trade Karenge To Ham profitable trade kar sakte hain Hamen chahie ky market ke bare mein jyada knowledge gain Karen Taki Ham strong analysis kar saken Jitna Hamara analysis strong Hoga utna hi Ham profitable trade kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

            Hamen forex men entry point dekh kar ur achy tarah say market ko analysis kar kay trading karny chahey kun ay agar hum achy tarah say market analysis nahin karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath forex en koi bhe kam nahin krna chahye kun kay forex enkam akrna asan anhin hy as men lagan kay sath acha kam jary rakhna hot ahy tabhy tu hum kamyab ho jaty ahin tu hamen saber kay sath forex men acah kam karna hota hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Entry aur Exit Point Ki Selection Trade Open Krny Sy Phly Krain. ✓✓✓

              Assalamu Alaikum ji aapki baat bilkul theek hai Jab Ham market ka analysis karte hain aur koi bhi trade Lagana Chahte Hain To usmein yah chij Shamil hoti hai ki Ham Apna entry point decide Karte Hain ke kab Hamen trade open karni hai aur exit point bhi decide kar lete hain ki kab Hamen trade khatm kar deni chahie Chahe vah profit mein ho ya loss mein ho Agar Ham entry or exit point properly identify kar lete hain To isase Hamen Kafi Jyada advantage ho sakta hai aur Humse Kyon trading kar sakte hain aur yah chij market analysis ka ek part hai

              اب آن لائن

              Working...
              X